Do you agree with me?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #331 Collapse

    main be ye smajta ho ky forex trading sy ager demo trading kerte hai tu low balance ap apne account main rake us sy ap earning ker ky zayda kere gy tu per ap learning kero gy zayda aur ap ko fiyda ho ga forex sy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #332 Collapse

      jee haan hum forex se har sawal se bilkul agree hain kyun k es k andar aap har wo kaam kar saktay hoo jo asaan hoo and jo aap ko easily samajh mai ajaye.. this is something really goo to work on
      hamain is main hard work karna chaea jo zarori hai
      • #333 Collapse

        frnd hm bilkul aki bt se agree karte he qk hme kafi knowledge hogai he forex me kam karne ki r forex me hm utna hi kam karte he jitna hm forex ko time desakte he baqi ziada kam karne k lye hme forex ko ziada time dena hoga.
        • #334 Collapse

          g han mra bhai apna sahi bola han forex ma apko chya han k ap sahi sa kam krha q ka is sa apko bht faida ho sakta han q ka hum ma kam amount sa hi kam krna chya han
           
          • #335 Collapse

            Yes i am totally hold with you i we tally low turn in our forex trading relationship than you all see update and remaining marketplace reasoning in the activity and form a job with rattling studious due to low amount of money we soul. But if we score a huge character in statement than we cannot sicken any forgiving of constriction at all.
            • #336 Collapse

              bhai agr ap trading ko samjna chahty hain iska knowldge hasil karna chaty hain then ye bohat zarori hai kay ap low volume se hi trding karein ku kay low volume se humein itna los b nahi hota or humra dehan b market ki trf rehta hai
              • #337 Collapse

                ji hnn i agree with hmm kmm accont me behtr kamm krr sakte hnn qk hamare zehn prr bojh ni hota kee hamara loss ho jae gaa ar hmm befikri see kam karte hnn
                • #338 Collapse

                  mera khyal hy k ager ap ny demo py thek sy traning ki hy to ap ko big investment sy hi trading krni chahye is lye k ap ko demo sy experience ho chuka hota hy ager phir fear ho to low point py trading kr len
                  • #339 Collapse

                    yes brother mein aap ki bat se agree hun hamain starting mein trading ko samjhne kliye low amount per hi trade karni chahiye taa k hamain koi tension b na ho aur hum ache tareeqay se trade ko samajh sakain. agar hum ziada paiso se trade karain gay tau hamain apne paise loss hone ki fikar lagi rahay gi jis ki vaja se loss ho sakta hae.
                    • #340 Collapse

                      Jee meray khayaal mein to woh loag jo pehlay say financially down hein unko hamesha thoday paison say he trade kerna chahiyay aur us waqt tak zyaada investment na karay jab tak woh trade ko achee tarah seekh nahin jata.
                      • #341 Collapse

                        han aap ki baat thek hai lekin mere khayal se aap yeh koshish demo per kar sakte hain or real account per ziada invest kar ke us se ache se kama sakte hain jo ke best idea hai .
                        • #342 Collapse

                          GE main apse is baat pe agree hon ke traders ko lalech se door rek ke trading ko kermna chahiye otherwise us ko loss ho sakhtahai.
                           
                          • #343 Collapse

                            well mai aap se agre karta ho k forex busniess ek achaa business hain and hum is mian agar knowledge and experince haiusl kary then ye aasa bsunes ha jis main achi eanirng kar sakty hain and apni life bana sakty hain
                            • #344 Collapse

                              ge main apse is baat pe agree kerta hon ke keh tarders ko joh yahan per new hain un ko chotti trades se start kerna chahiye trading us se un ko faidayeh hota haikeh woh loss ko bardfast ker sakhta yahain ager loss hota hai.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #345 Collapse

                                g bro mein ap ki baat se agree karta hon ap theek keh rahe hain ke jab hamare pass kaam bonus hota hai tu hum bohay soch samjh kar order lagate hain aur humein fikar bhi hoti hai aur jab hamre pass amount ziada hota hai tu hum befikar ho jate hain. yeh sab over confidence hone ki nishani hai apke pas amount ziada ho yah kaam apko soch samjh kar hi forex par trading karni chahiye aur over confidence hone se avoid karna chahiye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X