Stop Loss Tool Ka Sahi Use
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop Loss Tool Ka Sahi Use
    Ham stop loss tool ko loss ko kam karnay k liye use kartay hain lekin kuch dost issay use kartay huay zayada loss utha lete hain. kun kay unhain is ka margin nahi pata hota k kahan set karna hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    han dear ye aik acha buiness hai si ko koi bhi kr lsta hai ye aik big buiness hai si ko bhaut sy loog kr rahy hain ye aik acha buiness hai si ko ksii tiembhi kjjast hai ye aik acha buines shai si ko bhaut ys loog kr rahy hain
    • #3 Collapse

      My dear friends forex trading market main stop loss ka boht faida hota ha. forex traders stop loss ko apne ziada loss se bachne ke liye use karte hain. main forex main jab bhi stop loss lagata hon 50 pips par stop loss lagata hon.
      • #4 Collapse

        stop loss aap ko apne capital ko dekh kar set karna chaye k aap ka capital kitna loss bardasht kar sakta hai for example agar aap ka capital 250 dollar hai to aap sirf 5 dollar loss tak stop loss set kare
        • #5 Collapse

          g han stop loss ka ghalat use b hamy loss karwa sakta hay stop loss ko set karny k ley forex news par hi hamy depend karna chaye or us k bad hi take profit or stop loss ko use karna hamy faida de sakta hay.
          • #6 Collapse

            han dear ye aik good buiness hai si ko krene k liye himat bhi honi chaiye q k jb loss hota hai to bahut ziyada ho sakta hai ye aik good buiness hais i ko bahut sy loog kr rtahy hain ye aik acha buiness hai
            • #7 Collapse

              agar stop loss and target ko sahi say use nahi karo gay tu its means ap ko trading saray say ati hi nahi hai brother agar stop loss ko sahi say use karo gay tu really enjoy karo gay brother enjoy. waja clear hai agar stop loss sahi say use karo gay tu mazay say market ko face kiya bageer hi ap sahi say enjoy kar k trade bina emotional enjoy kar saktay hai
              • #8 Collapse

                dear forex mai boht se best tools hain jin ko use kar k ap apni trading ko boht he behtar kar skte ho es liye ap ko smjhna ho ga k ye business ap k liye boht he behtar hy aur ap ko seekhna chaiye es ko...
                • #9 Collapse

                  Yeh to aap par depend karta hy keh aap ney stop loss ka target kahan set krna hy. Maximum traders 30 ya 50 pips par stop loss ka target set kr letay hain lekan is main aap ki equity aur lot ka size bhi aata hy aur us key mutabiq hi target set kia jata hy. Is target ko aap kam ya ziada bhi kar saktey hain, Stop loss aako ko ziada loss honey sey rokta hy.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    g bhai forex mien apko chahiye ke ap is mien apne stop loss ke tool ko sahi se us ekaren aur is mien ap kabhi bhi panic nahi hon aur is mien proepr tareeqe se trading karen.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X