Loss Kab Ho Ga...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss Kab Ho Ga...
    Iss ka Bohat simple Answer hay k Jab ap ko profit nahi ho ga to loss ho ga. mere khayal main iss bat focus karna ho ga k profit kab ho ga. loss ka zikar bhi nahi karna.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex trading mien bhai jaan jb bhi ap apnbe plan se hatrenge to apko is mien phir loss hi hoga is liye apko chahiye ke ap apne polan se sticked rahen aur isko theek se seekhen.
    • #3 Collapse

      gee bhai forex mein loss nhe hota he jb es mein ap apny ap ko manage kar kay trade krte ho loss ka woh sochte hen jin ka experince nhe hota he aur jo forex mein bhtr learning nhe krte hien woh loss krte hien
       
      • #4 Collapse

        yes aap ki baat durust hai ham ko confident k saath kam karna chaye aor trade open karne se pehle achi tarh itmenan kar lena chaye k trade aap k favour main hi jaae gi
        • #5 Collapse

          gee bhai hmein apne trading mein mhnt krne hote he aur hmein apne trading mein loss nhe krna hota he aur hm apne trading mein ihtiat se kam krein to hmein loss nhe hota he aur hm ache trading kr skte hien aur profit hasil kr skte hien
             
          • #6 Collapse

            Ap ki baat sahe hai k jab profit nahe ho ga to loss ho ga par app ko profit say zeada ager loss ki fikar ho ge to he app ko profit ho ga koin k pher app money management ker k trade karein gay
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakpips پيغام ديکھيے
              Ap ki baat sahe hai k jab profit nahe ho ga to loss ho ga par app ko profit say zeada ager loss ki fikar ho ge to he app ko profit ho ga koin k pher app money management ker k trade karein gay
              ge bhai hmein apne trading mein loss se drna nhe chahe aur hm apne trading mein ache money management se apne trading krien aur apne trading men risk management aur money management ke rules ko follow krein aur apne trading mein experience se kam krein to hmein kabhe loss nhe hota he
                 
              • #8 Collapse

                losse jub hu ga jub hum trading sahi nhi krtay iss liye hume trading krny k liye kisi bhi qisam se mera matlb kisi bhi type k losses se bachny k liye hume mehnt krna hu gi aur uss k liye hume kaam acha krna hu ga
                • #9 Collapse

                  I don't agree with you, loss ko bilkul faramosh kar dena acha nahi ha because loss ko madenazar rakh kay hi ap money management and risk management kartay hain, jo achi trading kay bunyadi asool hain, agar loss ko bilkul ignore karain gy to sirf profit par focus hoga, and ziyada pprofit ki approach aksar over trading, greed se hotay huay loss ki taraf lay jati ha.
                  • #10 Collapse

                    Jee han loss jab ho ga jab aap iss ko bina sekhen karte hain uar aap iss main apni.ki hoi ek galti se sekhna nahi chahte hain aapko iss main phir masalsal loss ka samna karna parta hai agahr aapko.is main kamyaab hona hai loss ko mind main rakhe bina iss main kam kaaren ta k aap iss main kamyab ho jain aap.ko iss main kamyabi k lia free.mind ho k kam karna hota hai
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Kita پيغام ديکھيے
                      Jee han loss jab ho ga jab aap iss ko bina sekhen karte hain uar aap iss main apni.ki hoi ek galti se sekhna nahi chahte hain aapko iss main phir masalsal loss ka samna karna parta hai agahr aapko.is main kamyaab hona hai loss ko mind main rakhe bina iss main kam kaaren ta k aap iss main kamyab ho jain aap.ko iss main kamyabi k lia free.mind ho k kam karna hota hai
                      ge han loss trader ko apne ghltieon ke waja se hota he aur trader ke lie lazme he keh woh apne trading mein ghlte na kre aur apne trading mein ache knowledge aur experience se apne trading shoro kre aur apne trading mein ache planing kre aur apne trading mein ache mhnt kre aur loss ko control mein kre
                       
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        sir baat ya ha kay forex ma hamay tab hi loss ho sakta ha jab ham lalch krty ha qk forex ma kabi bhi hamay lalch nai krni chahiye qk isay bhot ziada naqsan bhi ho sakta ha or agar ap loss say bachna chaty ha to apko forex ma demo account ma lazmi tarde krni chahiye tab hi apko loss nai hota haa

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X