Tools Of Success

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Tools Of Success
    forex trading main zarur kuch aisay tools bho hongay jin say easily success gain kar saktay hain. Agar ap kisi tool ya method ko jantay hain to plz share karain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear is buiness ko learn kr k phir mehnt sy kai jata hai ye aik good buiness hai si ko bahut sy loog kr rahy hain ye ai real buiness hai si ko ksii tie bhi kjakst ahai ye aik acha buiness hai
    • #3 Collapse

      dear MT4 terminal me pending orders k tools or take profit or stop loss k tool hi esy method hey jo app ko trading me successful karwa sakty hey
      • #4 Collapse

        forex trading mien apko chahiye ke ap is mien khoob mehnat karen aur market ko sahi se analyze karna seekhen to ap is mien phir zaroor kamiyab hosakte hian.
        • #5 Collapse

          Forex trading business ko karne k liye forex mein mehnat aur hardwork buht zaroori hy agr hum is business mein mehnat aur hardwork karen aur forex trading business mein achi learning hasil karen aur forex business mein hum ziada knowledge hasil kar len tu hum forex trading mein profit earn kar sakty han
          • #6 Collapse

            market mai hamesha koish kerahe ke ap jo hai woh hamesha money management ke sath chalen aur koish kerahe ke ap jo hai woh hamesha market mai money management ke sath chalen aur hamesha market mai tools ka use kerahe is tarha kerne se app ko market mai technical analysis kerna ajata hai aur app ko market mai earning ache ho sakte hai.
             
            • #7 Collapse

              forex trading mai app ko meta trader 4 mai bhot se tools mil jate hai jis ko agar app sahe se use kerte hai market mai tu app ko technical analysis kerne mai problem nahi hote hai.jaise ke mai moving average 200 ka use kerta hon trend ka pata kerne ke liye aur is ke elawa mai RSI ka use kerta hon aur trends line ka use kerta hon chart mai.
               
              • #8 Collapse

                gee bhai forex trading mein sirf yeh bat hote he keh trader mhnt kre aur apne trading mein learning ache kre sahh experience hasil kr ke apne trading start kre es trah se woh apne trading mein success leta he aur forex mein success lena mushkl nhe he es mien mhnt kuch trader kre
                 
                • #9 Collapse

                  Dear mere khyal say to forex trading mai successful honay k liye sirf or sirf achi knowledge,experience or sb say zyada patience ki zroorat hoti hai or inhi cheezo ki base pr hi trading mai kamyab ho skta hai or trading say benefits hasil kr skta hai.
                  https://t.me/pump_upp
                  • #10 Collapse

                    G han app ne sahi kaha ha hmen is business me success hasil krni ha tu hmen mehnat se kam krna chahe kyun k agr hm is business me mehnat se kam karty hain tu hm acha earn asani se tb hi kr skaty hain or hm success b tb hi ho sakty hain
                    • #11 Collapse

                      janab main yeh kahunga k Forex tarding k iss busines main agar success hasil karany k tools hain wo yehi hain k hum zada se zada practice karain or zada se zada learning karain kynk yeh kuch chezen buhat zada eham hain forex main kaam karnay k liyee..
                      • #12 Collapse

                        jee bilkul janab Forex trading k iss business main successful honay k tools hain or wo yeh hain k ap zada se zada practice karen or experience gain karen kynk yahan game he sara knowledge and experience ka chalta haee.. or practice se he yeh dono chezen hamen milti hain/
                        • #13 Collapse

                          Mere khayal men Sab bara tool hamra knowledge hy or is men hamen knowledge ki bhi bhot zaroorat hy dosro bat signal hogay or tesra point apko chaie ke ap news se touch rahen q ke news se Banda market ko anylisis Kar leta hy hyke ab market kis taraf jay gi
                          • #14 Collapse

                            Agar aap forex mai ik successfull trader banna chahte ho tau proper learning about forex trading buhot zarore hai continue studying aor har ik technical techniques ko samajna zarore hai hum aksar forex ko simple samaj kar aor mostly luck k basis par trading karte hai jo k nehayat he awkward cheez hai trading k leye professional hona zarore hai aor professional aap taab he banoge jab aap hard work karoge learn karoge study karoge.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bhai agar apnay forex ma sucessful hona ha to apko demo account ma tarde krni chahiye qk ham jatna bhi forex ma time dety ha uthna hi hamay experince milta ha lakin forex ma apko lalch nai krni chahiye qk lalch say hamay hi naqsan hota ha or demo account apki learning ma bhot help deta ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X