advantages of stop loss and take profit

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #436 Collapse

    brother yeh depend ap ki strategy hai ap limit trading kar rahay ho or seeda open kar rahay ho brother sub ki apni apni strategy howa karti hai agar us say follow karo gay tu acha ho ga agar apni hi strategy par trust nahi tu gee bhai forum mein yeh rule he keh 5 posts kay bad 10 mint wait krna hota he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #437 Collapse

      asalam o alikum pyare dosto forex trading bohot hi fyde wala kam hai magar apko proper sekhna pare ga is ke bad ap is main paise bana sakte hain agar ap khod invest nahi kar sakte to ap form posting kar ke b kama sakte hain stop loss ka fyda ye hai k agar ap nay trader hain to apka account wash hone se bach jay ga khali otna noqsan hoga jitna apka sl hoga:p:p
      • #438 Collapse

        take profit k to forex trading mein bahot hi ziada advantages hein magar my dear friend stop loss ko maen new traders k liay bilkul recommend nahi karta hoon........
        • #439 Collapse

          take profit or stop loss is tara ki kaam mai humy ye krna hai khud ko kis tara say is mai safe krna hai in option say humy ye kaam krna asan bun jata hai or hum koi b mistake ko teek krny k aik or moka hota hai ye
          • #440 Collapse

            Assalam u alikum friend ager hum jab order place kerty hain to hum us me yeh stopl oss ka option use ker eln to is se yeh fiada hota hai k humein loss zaiada nahi hota hai or hum ne jo limit set ki hoti hai us limit per jaa ker bas wahein tak humein loss hoga or zaida nahi hoga, iss se hum loss ko control kerty hain.
            • #441 Collapse

              Jub hum trading start karain tu humain chahye k hum stop loose ko ok ker dain or talke profit laga daina sai humain loose kam hoga or hum loose kam karan ga
              • #442 Collapse

                gee bhai forx trading mein stop loss aur take profit ka istemal kia jata he aur yeh hmein boht faida dta he stop loss lagane se trader ziada loss se bach jata he aur take profit say tradre apna profit target hasil kr lata he
                • #443 Collapse

                  Stop loss aur take profit bohat he ache tools hai in ka hume faida he faida hai, in k use kerne se aik tou hum greed se buch jate hai or dosra hum loss se buch jate hai , stop loss use ker k hum easy ho sakte hai or her wqt online rhene ki zarorat b nai , 2nd agr market mein aik dam violation paida ho jaye tou big loss se bucha ja sakta hai.
                  • #444 Collapse

                    Dear stop loss and take profit ka use hmen har trade me krna chahe kyun k ye aik asa tool ha jis se hm is business me asani se profit b hasil kar skaty hain or ye tool aik sb se acha tool ha jis se hm is business me loss se b bach sakty hain asani se
                    • #445 Collapse

                      Yes stop loss or take profit k bhot sary advantages hoty han jab hum trade k lye order lagaty han to us waqat hum take profit or stop loss set karty han is kam main advantage ye hai ke agar apko loss hota hai to wo ek limitation me he hota hai jo limit ap set karty ho us me he profit us had tak he hota hai me to her trade me stop loss or take profit use karta hun
                      • #446 Collapse

                        forex trading mei apko chahiye ke ap is mien hamesha hi stop loss aur take profit lagayen aur is mien ap kabhi bhi panic nahi hon aur is mien apne targets aur stops ke sath market mien enter hon.
                        • #447 Collapse

                          stop loss aur take profit ka bt zaida advantage hah agar ap market ko 24 hours watch nai kr skte ho mtlb ap koi ar km be krte ho to ap trade lga k chor do aur sth stop loss aur take profit laga do agr market ap ki trade k reverse ja ye ge to jhn ap ka stop loss lga hga utna he loss hga ap ko us se zaida nai hg aaur agar market trader ki mutbiq hoge to profit hoga
                          • #448 Collapse

                            jnab hum jab tradng karty hain to humain is main learing kar kay kam karna ho ga ta kay huamin is main loss nai ho saky humain is main stop loss ko use kar kay huamin is main take profit say humain kafi achi earrning hasil ho skati hay
                            • #449 Collapse

                              koi b trade ho is main khud ki ye routine bana lain k hum nay market mai is take profit ko or stop loss ko lazmi set krna hota hai kun k is k bagair hum k liay trading ko krna kafi zada risk ka kaam hai or yehi ik trader k liay teek hota hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #450 Collapse

                                hum jab stop loss ko use kar kay trade karty hain to humain trade main aik limit tak loss hota hay or humain is main take profot ko b use karna ho ga ta kay humain trade main profit ho saky
                                "The mind is everything, What you think you become"

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X