how to apply ascillators?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    ap indicater my jay waja par apko ocsilater mil jay ga u ko ap click kr k market par mtlb k ap us ko chart par chor dy our ap ka who lg jay ga our ap ko who mrket k bary my idia dyta rahjy ga k market kis traf ja rahi hy our ap ko kuch na kuch idia hota rahy ga par ya indicater par itna bharosa nai rakhna chiya ham ko is my loss ho sagta hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      mery bhai koe b insicator lagana hoto apko MQL5 k folder mn ja k indicator ki list men sy jo indicator chart k oppar lagana chao to aap laga skty ho.aur aap isski apni marzi k motabiq changing b kr skty ho.
         
      • #183 Collapse

        ascilator ko mt4 k oopar use krny k liay hammen MQL4 k folder mn ja k phr insicator ki list mn ja k wahan ay indicator ko slect kr k lagana parta hae to ye indicator mt4 pe lg jata hae.
         
        • #184 Collapse

          Ap apply indicators karte ho us main rsi stock aur rvi yeh ap ke oscillators bain ap wo insert kar sakty hain apne marzi ke setting ke sath
          • #185 Collapse

            kis tara say ascillators ko hum use kr saqty hain ik trader kay liay ye kafi zada zarori hota hai jin say ye teek say trade ka order ko open kr saqta hai or in in ki vaja say humy is kaam main isi tara say teek say money ki planning say kaam ko krna kafi moka daita hai earning ka
            • #186 Collapse

              hamain indicator ko use kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur experience ho ga tab hi hum market main achi trade kar sakty hain aur emotion ko kabo main rakhna ho ga ta k earning kar skay gay
              • #187 Collapse

                apnay forex kay chart par koi bhe indicators apply krna hai tou es ko phely demo account par apply kray. es kay bad realaccount mai. es lye ap oscillators ko phely demo account par apply kray.
                • #188 Collapse

                  forex trading main humay indicator ko theak say sett karna chahiey kyun keh agar hum esko theak say set karen gay tab he esmain achi trade kar sakty hay aur humay esmain short cut nahi lgany chahiey
                  • #189 Collapse

                    hamain trade karny say pahly is kam k bary main knowldge hasil karna ho ga ta k loss kam ho saky aur experience k begair hum is main trade nai kar skaty hain aur trend ko mind main rakh k earning ho saky
                    • #190 Collapse

                      bhai es main hmain insat forex k page par jna hota hai or main ja kar asillators k option ko click kar k select kar liya jat hai es main trading risky hoti hai or hmain es main loss ho jta hai
                      • #191 Collapse

                        indicators ko hum kafi zada asani say laga saqty hain chart main is kay liay humy is ko open krna hai jis ko lagana chahty hain is ko pakar kr chart pay chor dainy say hum is ko laga saqty hain or is ki option main jany say is ki setting ko tabdeel kr saqty hain
                        • #192 Collapse

                          bro many to is ko abe nhe ka ha to to majay is kay bary ma pata be nhe ha to is liay ma aap ko is kay bary manhe bta sakta ho our is ma knowlged hasil kar rah ho our parctice kar rah ho tak is kay bary ma knowlged hasil kar sako our jab majy is ki knowlged ho ge to ma aap ko is ma zaroor saher karo ga
                          • #193 Collapse

                            dear majay is kay bary ma knowlgd nhe ha ma to abe is ko seek rah ho our is ma knowlged hasil kar rah ho our ma abe demo account ma parctice kar rha ho our ya aik best opan ha trading seeknay ka
                            • #194 Collapse

                              har aik rules ko study kar kay kam karna ho ga ta kay hum market ko samjh sakay magr low risk main kam karty hain to trade karna kadi sai rhta hay humain agr trade ko join karna hay to is kay liye huumain kafi mehnat karna ho ga jis kay bad hum market ko understnad karty hain to trade lagty hain to achi earning hasil ho sakti hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                forex trading main ascillitaor bhi aik trha ka indicators he trha hoty hain es ko mt4 main ja kar indicatoires k option ko select karny k bad es ko use kar lety hain jub es ko choose karty hain tu tab yah trade main apply ho jaty hain es se trading main kafi help ho jati hai es se time frame ko bhi use kiya jat hai or time frame main trading profit de jati hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X