swap
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #271 Collapse

    forex trading account main agar hum swap free account us ekarna chahty hay to kar sakty hay esmain humary liey koi issue nahi hota aur ye humary account main setting hoti hay esko on off karnay ki
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #272 Collapse

      is forex main swap ko sood kahty hain aur hamain trade karny k liye hard work karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur rules ko follow kar k hi hum market main run karein gay aur eanring ho saky gi
      • #273 Collapse

        bhai mjy es bat ka nahi pota or na hi main ny es ko pahly kabhi nahi suna es liye main apko achi trha explain nahi kar skta es liye es ka sahi ans kisi ko pta hai tu yah post dobra send kar di jay
        • #274 Collapse

          swap ka matlb sood hay jo kay haram hay islam main - muslim ko chahye kay wo swap free account bnaye - maine jahan tak dekha yeh 24 hours kay bad add ya minus ho jata ay - yeh islam main bilkul bhi jazz nahi
          • #275 Collapse

            Bhai jan swap english language ka lfaz ha jis ka mtlab hota ha sood .Or sood islam ma haram ha hama is sa dor rhna chya .har account open krna ka bad is ma option hota ha kah ap apna account sood sa pak bna lain.Mara jin bhaiyo ko ni pta plz wo bhai is pa amal krn or swap ka bagr trading krain
            • #276 Collapse

              muslim traders kay liay ye swap vala account nahi hai hum nay is main is baat ka kafi zada khail krna hai jub hum naya account bana rhy hoty hain is main ye swap free account say is main hum pakk trading ko kr saqty hain
              • #277 Collapse

                swap sood ko kahty ha our is ma hum ko jo account banan hota ha ow sood free banan hota ha tak hum ko broker ko apne har trad par sood nhe dana pary q kay ya harm hota ha our is ma forex ki zaban ma swap ko sood kahaty ha
                • #278 Collapse

                  forex ma is ko swap ko sood kah jata ha jo kay breker har trad par aap sa laty ha agr aap nay sood free account nhe ban ho to our aap ko is ma sood free account abna chaay our our muslimes par to sood haarm ha is liay hum to sood free account he banaty ha
                  • #279 Collapse

                    swap English ka word hai urdu me hum isy sood kehty hain aur as a muslim hum sood k kam nahi ker sakty hain is liye forex me muslims k liye ye saholat hai ka wo swap free account bna sakty hain is tarah hum sood se bach sakty hain forex trading me ager aisa na hota tu muslims ko trading me sushwari hoti
                    • #280 Collapse

                      swap kay bgyr hum jab trade karty hain to islam mainjaiz nai hay so humain is kay liye swap free kam karna ho ga ta kay market ko attend karna humary kafi helpfull prof ho sakay kun kay humain demo ko use karn aho ga jis say market main kam karna kafi sai rhata hay humain low risk main kam karna ho gata kay market main loss km say km ho
                      • #281 Collapse

                        swap ka mtlab hota hai tabdeel karna kisi bhi chez ko yah kisi bhi role ko change karna sawap khlata hai maghr forex main es k meaning change hain forex main swap osko khaty hain jis main hmari trading main cahnging hoti hai or hum jub trading karty hain tu hum trend ko change kar k trading karty hain es ain hmari trading main swap a jat hai
                        • #282 Collapse

                          agar hum swap free trading karna chahty hay to eski setting main ja kar hum apny trading account ko swap free kar sakty hay aur humay chahiey keh account create karty waqat bhi disable kar sakty hay humay chahiey keh swap free trding karen tab he acha earn kar sakty hay
                          • #283 Collapse

                            swap intrest ko kahty hain jis ka mtalb hota hai sood es k liye hmain apni tdaing main dekhna hota hai k hmari kis trdae main swap use ho rjha hai or kis main es ka volume kitnahai yah os chez ko reprsnt karta hai swap
                            • #284 Collapse

                              Swap ka mtlb hota hai sood jo k muslim k liay haram hai aor as mn bahut ziada nuqsan hota hai ap k trade ka as liay sab ko swap sy bhcna chahy swap ka sirf faida main broker ko ho raha hota hai trader ko swap ka loss he hota hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #285 Collapse

                                bhai yah aik islamic account hai jis mai hum account bnaty hain tu hmain es main trdaing ki commetion bhi dena parhta hai jub k hum aghr swap free account main apn account bnaty hain tu hmain koi bhi fees nahi deni parhti hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X