loss nhi ho ga

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss nhi ho ga
    jii han forex mai loss say bachny ka tariqa bhi hai ager app kiy account mai raqam 1000 usd ziada hai too lote size 0.01 say trade kerty rahain aor market ki munasbat say trade kerain app loss mai nhi jao gy ya ager ho gya too recover bhi hota rehy ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    my dear loss se darna nahi chahiye balke iss se sikhna chahiye loss aur profit dono business ka hisa hote hain hume dono suraton me sikhna chahiye loss se bachna hai tu bus greed se door rahain.
    • #3 Collapse

      bilkul agr ham small lot size k sath trade karty hain tu ham kamyab hi kamyab rehty hain ku k jab ham big lot size k sath trade karty hain tu hamary loss k chances bohat zeada bhar jaty hain is liye avoide karna cahye..!!
      • #4 Collapse

        jab ham lalach karty hain hamy loss ho jata ha ku k ham khosis karty hain k bari lot size open kar dy aur hamy fata fat profit ho jay lakin hamara account wash ho jata ha..
        • #5 Collapse

          forex trading main ap ko loss sa bachna ka leya risk reward ratio ko used kiya kara ager ap ka account 1000 thousand doller ka b ha tu ap ko 0.01 ke lot nhe lani chaye balka apna risk rewrad forumla used kar ka lot set karni chaye.
          • #6 Collapse

            Loss say btchnay k liye trader ko hmesha money management or risk reward ko dekhtay huway hi trading krni chahiye or trading mai stop loss ko zroor use krna chahiye Q k stop loss ko use krtay huway trader ka account wash honay say btch jata hai or stop loss hit honay say jo loss hota hai usay trader recover kr skta hai.
            https://t.me/pump_upp
            • #7 Collapse

              han bikul agar app 1000$ ke account mai lotsize 0.01 se use kerte hai ya even agar app 0.03 use kerlete hai tou app ko market mai strong money management hone ke waja se us kaam he hoga market mai.
              • #8 Collapse

                gee haan bhai forex trading mein loss se bachne ke bhtreen tareeqa yeh hota he keh trader ko apne trading mein lot size kam lagana hote he aur trader ko chahe hota he keh woh apne trading mein bhtre ke lie experience se kam le aur ache trade kr ke success haisl kre
                • #9 Collapse

                  G han app ne sahi kaha ha is business me loss nahi hoga is business me hmen chahe k hm is business me soch smjh k kam kiaa kareen kyun k agr hm is business me soch smjh k kam karty hain tu hm is business me loss se bach kar acha earn kr skaty hain asani se
                  • #10 Collapse

                    g haan ap ki baat sahi hai jb ap km lot size k sath trading krte ho to agar ap ko loss ho b jaye to ap k liye ziada tension nahi banti or ap next trade mein loss ko recover b kr sakte ho is liye safe trading k liye yeh ahm hai k ap km volume k sath trading kro
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: mem786 پيغام ديکھيے
                      jii han forex mai loss say bachny ka tariqa bhi hai ager app kiy account mai raqam 1000 usd ziada hai too lote size 0.01 say trade kerty rahain aor market ki munasbat say trade kerain app loss mai nhi jao gy ya ager ho gya too recover bhi hota rehy ga.
                      lekin my dear brother one thousand doller balance hony k bad bhi loss hua to us ko recoever karty karty bhi kafi din lag jaty hein aur main aap ki is baat se agree karta hun k jitna ziyada balanace hoga utny loss hone ya aocunt wash hony k chances kam hoty hein aur ham km volume se earning kar sakty hein
                      • #12 Collapse

                        forex trading mien aisa nhai hosakta ke is mien apko loss na ho is liye apko chahiye ke ap is mein apne losses ko manage karen aur is business ko ap theek se seekhen.
                        • #13 Collapse

                          Forex trading business mein hum agr kam volume se trading karty han aur risk laity han tu forex trading mein hum buht ziada loss se Bach sakty han kiok kam lot size se ye ho ga agr hum ko forex trading mein profit kam ho ga tu loss bhi kam ho ga aur new trader ko kam risk se hi trading karni cahaiye
                          • #14 Collapse

                            bilkul ghalt hai g beshak loss kam hu ga lekin profit b bht kaam hu ga banda 1000 dollar invest b karay or itna time b dy forex ko lekin phir kamain b itna tora tu es kaam ka faida nahi 1000 dollar per 1 lot alzmi lageo kam sy kam b
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              aap sahi kah rahy ho forex trading ky kaam ky liye aap ko apny account main 1000 us rakhna chahye or choti sy choti lot lgani chahye phir aap ko lloss nahi hoga or aap ka account bhi har trhan sy saf rahy ga
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X