kia CNIC urdu sa hum apna account approve karwa sakta ha!!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    bhai agar apka cnic urdu main hai tou pehle ap apna cnic english mein translate karvayen aur attested bhi karvaye so apka approve hoga, par ye urdu ka cnic approve nai hoga is lye acha ye hai k ap smart nic upload karen ya phr translate kar k phr upload karen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      insta forex ka account urdu id card sy verify ni hota hy uc k liay english id card ya smart card ki zrurat hoti hy pehly insta waly urdu id card sy account verify kar dety thy lekin abhi in ki policies ziada strict ho gai hain ab english id card ho or utility bill bhe apny name par hi ho pehly utility bill beshak jis ka bhe ho address same hota to verify ho jata tha ab ni hota hy
      • #108 Collapse

        ni brother ap ny agar urdu id card ko scane kar k upload kia hy to ap ka card reject ho jay ga verify ni hoga q k insta waly english id card sy hi account verify karty hain urdu id card sy ni karty hain ap ko smart card use karna hoga ya id card ko translate kar k upload karna hoga ici tarha address verification bhe english k documents sy hoti hy
        • #109 Collapse

          dear as the rule of insta forex aap urdu nic se verify nahi karwa sakte hain agar aap ke paas urdu hai toh usay notery public se english main translate karwain us ke baad aap ko verify kar diya jayega insta forex main
          • #110 Collapse

            asslam oa likum dear's no dear pahly hum urde cnic ma apna insta ka account varify akrwa sakty thy laken ab hum apna account english cnic ky bagar varify nhe karwa sakty ab usy english ma translate karwana parhta ha.
            • #111 Collapse

              no friend hum Urdu Id card se apna account verify nahi karwa sakte because now insta ka new rule k mutabiq humain apna urdu Id card English main translate karwa kar notary public se attested karwa kar apna account verify karwa sakte han otherwise agar kisi friend ko translate main help chahea ho to wo ye topic dekh sakta hae
              http://investsocial.com/ur/showthread.php?...ne-ka-tareeqa-!!!
              Last edited by ; 05-06-2014, 12:08 PM.
              • #112 Collapse

                Why not, in pakistan forum forex business we can approved our insta account by urdu CNIC, i have also submitted my urdu cnic and its already has been approved. we should to very grateful to pakistani forum who have gave us alot of opportunity to earn money.
                 
                • #113 Collapse

                  han g urdu ma cnic card sy verufucation h jti hy kiun k mostly users k pas id card urdu ma hy, kiu k pehly sb k pas urdu id card hoty thy yrh to ab english id card aye hn..or is ki validaton or verfication m 1,2 din lg jaty hn
                  • #114 Collapse

                    urdu cnic se hamara insta forex ka account verify nhi hoga is ke liye hamen hamen apne cnic ko english translate kara ke notry public se attest karwa len aur phir us ko scan kar ke send kar den to ap ka account verify ho jaae ga.
                    • #115 Collapse

                      agar hmara NIC urdu may ha tu hume isko kchahri sa nitarize kra laina chahye english may or phr isko scan kr k upload kra tu approve ho jaega
                      • #116 Collapse

                        sir apne account ki varificatiion k liye ap ko apna cnic english me krwana parta he or is k 2 parts kr k phir uplod kryn then ap ka account varify ho ga warna ni ho ga english me translate krwana lazmi hota he
                        • #117 Collapse

                          bhai ap apnay urdu walay cnic say bhee apna acount verify karwa saktay hein ap aik blank page per cnic ki back or front colour copy scan kara lay or us blank page per jo nechay jagah bachay us per ap apnay nic ki sari detail english mein likhay phir ap kisi bhee kareebi court ja kar us page per notary public ki mohar lagwa lein.100 150rs lagay gay ap k phir ap kisi sacan walay usko scan kara kar send karday.
                          • #118 Collapse

                            pehli baat tu yey hey key ap ko english card hi benwana parey ga jo key pakistan mey nadra center smart card ki surat mey bentta hey uss sey app ki verification ho gi iss k elaava nai ho gi jo app ney urdu card upload kia he uss sey verification honey ka time waste na kerye smart card benva ker uss ko upload kerye tab jadi process ho jaye ga
                             
                            • #119 Collapse

                              ham apna urdu wala CNIC card say verification nahi karwa saktay hamain apnay ID card ko english men translate karwa kay upload karen is k sath urdu wala ID card bhi attached karen. kesi bhi notry wala app ko ye kar kay day day ga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                good eaglish mai apna id card chaye is ko ap notary public kaihty hai is kai zariy ur account ko verification krny kai liy kum sai kub 72 working houres lagty hai phir account varified hota hai ''''''''

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X