kia CNIC urdu sa hum apna account approve karwa sakta ha!!
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    bhai aap urdu id card ko donoon side ki colour fhotostae copy kurwaeen oor phir es ki english translation kurwaeen phir es document ko notry officer sy attested kurwa kur up load kureen gy tu 72 hours meen aap ka first level pass ho jaey ga, os ky baad 2nd level ky lye koi dosra document jo aap ky nam ho oor adress ki tasdeeq kurta ho maslan bijli, gas ka ya ptcl ka bill up load kureen gy tu phir 72 hours meen 2nd level bhi pass ho jaey ga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      ication kai liy eaglish mai apna id card chaye is ko ap notary public kaihty hai is kai zariy ur account ko verification krny kai liy kum sai kub 72 working houres lagty hai phir account varified hota hai . nai aesa mumkin nhai hai k ap apna urdu ma id card upload kar apna acount verify krwa pain, is kam k loay apko apna id card english ma trnsfr krwana pre ga, ap kachehri chlain jain r waha bahir ishtaam ferosh se esyly ye kaam krwa skte hain .
      • #33 Collapse

        my dear friend urdu ke CNIC se aap apna account verefy kar sakte hai . leken aap sirf dosra level verefy kar sakte hai . agar aap ne pehle level ko verefy karne ke liye paasport send kia hai to ap dosre level ke liye urdu ka CNIC bej sakte hai .
        • #34 Collapse

          han krwa skta hain apr ap ko pehala us ki aik english translatioon krwa ka ausa majestrar sa attest krwana prta ha phir scan kr waka ap na cnic ka sath us ko b send krna prta ha, is trahan wo phr ap ko stauts bata daita hain..!!
          • #35 Collapse

            jee mery bhai ap ko wohi documents chahiye hoty hain jin pe ap ka apna name adress etc sab documents pe match ho jaye lekin shart yeh hai k ap k saary k saary documents English mai hony chahiye ap ka un documents pe apna name or adress hona lazmi hai warna account verify nahi hoga
             
            • #36 Collapse

              jee nahi mery bhai ap ka kpoi bhi ager aisa documents hoga k us per urdu likhi hui ho or english mai na ho to ager ap us ko upload kren gy to ap ka account kabhi bhi verify nahi ho skta is k liye ap ko saary documents English mai chahiye hon CNIC bhi or baaqi sab k sab bhi
               
              • #37 Collapse

                mery khayal my ab urdu wala id card nahi chalta .pehly chal jata tha ab ap ko english my id card bnwana pary ga. kiou k verification k ley english ka id card boht zrori ha .uss k bgair account ab approve nahi hota.
                • #38 Collapse

                  jee aj kal ap urdu ka id card be hai tu wo be verify kerwa skate hai insta forex main khoe ky ager ap urdu id card ke notree public sy traslation kerwa lo tu ap ke id verify ho jati hai easily
                  • #39 Collapse

                    nia bai ap khalid urdu id scan karke send karain gain to wo kabi approve ni karain ya to uska english card banwa lain ya
                    phr us ki urdu translation karke wo send karain
                    • #40 Collapse

                      my dear No app ka CNIC English mein hona zaroori hai app urdu mein apna CNIC verify kay liye upload nai kar saktey hain my dear No problem agar app kay pass English CNIC nai hai to app apna passport ya phir bank statment bhi upload kar saktey hain verify kay liye app kay 48 hours say 72 hours bhi lag saktey hain lakin app kay sarey document real huwe to app ka account 100% verify ho jaey ga
                      • #41 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: millonairboy پيغام ديکھيے
                        mein ap sub pakistani traders sa puchna chahta hun k kia hum apna urdu CNiC use karta huwa Apna Insta ka account verified karwa sakta ha ? hum ko english card ki tu zoorat ni parti na mien na urdu card scan karwa k upload kar dia ha ab mein wait kar raha hun verification ka ketna time lagta ha verficaiton mien ?:cool:
                        G friends hum ko apna CNIC english wala he use kerna chahye for verficiation k lieye. agr app k pass smart card ni hy too app pershan na hon app notry public sy translation kerwa ker b use kr skaty hian. is k alawa app passport ko b use ker skty hian.
                        • #42 Collapse

                          wese to operators sirf or sirf english language samajtay hain lekin urdu language bhi instaforex main installed hai to i think urdu card b accept hojat a hoga . Wese mene to sirf isi wja se apna account passport copy se verify karaya tha jo aik dum hogea . AAp k pas p.p hai to aap woi use karein.
                          • #43 Collapse

                            yes dear ap apny urdu cnic sy apna account approved karwa sakty ho lekin agar ap apna passport sy karo to ap ka account jaldi ho jaye ga jis sy ap easy withdraw kar sakty ho
                            • #44 Collapse

                              bhai ji aap urdu cnic card ko verification kay liye use nahi kar sakty .agr aap nay urdu cnic card say hi verification krwani hai to aap isy nottery walon sat atasted krwa lain otherwise verification possible nahi hai .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                ap ko verification k lie english men nic hona boht he important ha,agr aap k pas nhn ha to aap bilkul parishan mat ho,ap notery waly k pas jain aap ko 2 mint men translate kr k di ga,aap us ko scan kr k send krdo,aap ke verification hojai ge.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X