how can i understant up trend and down trend?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Dear Forex main bht sy steps hen jin ko follow krny sy hm achy trader ban skty hen, first learn and demo use krna part hy, jab live account main trading krty hen to emotional or greed sy kam ni lena, is sy hm na kuch learn kr paty hen or na kuch earn kr paty hen, ager achy trader bannana chaten hen to patience sy or learn kr k trading krni ho gi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      on this purpose you can use different moving averages, MACD and blinger band indicators, if you wana follow long term buying and selling trend you should use big time frame...
      • #48 Collapse

        aap ko sari information charts say mil jati hai kay kal kiya position thi market aur ab kiya condition hai market ki. agar samjh na aay tu ap yahoo yah google par search kar kay ap ko pata chal jay ga kay kyoun ups aur down hoti hai forex main
        • #49 Collapse

          main samjhta hoon ke market ke trend ko samjhne ke liye ap experience chiya hota hai yani ap ko is kaam ko time dena hota hai aur wase market ke trend ko samjhne ke liye main use karta hoon D1 ka time frame is main ap ko pata chal jata hai ke aik month main market main kis tarha se move kya hai aur ap market apne high points par hai ya apne low points per hai
          • #50 Collapse

            main samjhta hoon ke market ke trend ko samjhne ke liye ap experience chiya hota hai yani ap ko is kaam ko time dena hota hai aur wase market ke trend ko samjhne ke liye main use karta hoon D1 ka time frame is main ap ko pata chal jata hai ke aik month main market main kis tarha se move kya hai aur ap market apne high points par hai ya apne low points per hai
            • #51 Collapse

              agar aapko up ya down trend pata karana hai to aapko hamehsa forex trading me demo trad me practice karke hipata chal salkta hai aur koi bhi tarika nahi hai agar apako trend pata karana ahi tpa apko practice hi karana apdega ur aapko indicator use karana padega jo aapko trend kya hai wo pata karwa sakta hai
              • #52 Collapse

                many is ky bary me to abhi tk ye hi prha hy ky agr is trha ki movement ho to usi waqt ho skti hy jb koi news ati hy lakin mjhy abhi is ka ziada ni pta hy lakin may be is ki wja ye hi hy.
                • #53 Collapse

                  mery khayal mein es ke bary mein har kisi ki apni apni ray hai kiu ke forex trading ke business mein baz trader esy samj paty hain or baz nahi samj paty hain.
                  • #54 Collapse

                    mery khayal mein es ke bary mein har kisi ki apni apni ray hai kiu ke forex trading ke business mein baz trader achi income kama paty hain or baz nahi kama paty hain.
                    • #55 Collapse

                      dear forex me uptrend or down trend ka pata lagane klie p k daily trend ko folow krna hota ha ya 4 hours time frame me ap ko trade krna hoti ha g isi tra se ap ko achi tra se trend ka idea hot ha g forex is the riskest business
                      • #56 Collapse

                        it is depend on the skills and knowledge and the high ability and the maximum technical analyses if you will able to understand the all then you will able to find that the trend of the market is the upward or the downword
                           
                        • #57 Collapse

                          g dear ap net se forex ka search krte ho to ap ko forex ke bare m bht zaida knodledge or experience maile ga bht sare websites phr jan ko ap search kr ke ap market ke new or indicator ko samjh sakte hia.
                          • #58 Collapse

                            aslamualekum dear .....

                            janab ye ap ase andaza nai laga sakty market ma isk liye apko tech aur fundamental anylysis ka pata hona chahye balky un par aboor hasil hona chhaye tab e ap market ki movement ka an daza laga sakty han
                            • #59 Collapse

                              market up aur down ko samajny kay liye apko market ki news ko analyze karna learn karna hoga jab ap analyze karna seekh jayenge phir ap apnay liye asani se signal create kar sakinge aur profit bana sakinge
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                we can understand the trend fo it you need to be a good analysis of the market if you know about that so you can undersatand about the market trend wheather it up or down.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X