how can i understant up trend and down trend?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    is forex main hum jab analyse karty hain tou is say hamain up aur down ka pata chalta hai aur is ko dekh k hum plane karty hain aur trend ko bi use kar k achi planing kar k hum market main enter ho k earn karty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      is main hamain trade karny k liye analyse karny hon gay ta k loss kam ho saky aur trend ko use kar k hi trade karni ho gi ta k earn ka saky aur plane kar k hi trade karni ho gi ta k profit hasil kar skay aur earning ho
      • #168 Collapse

        Market main prices main ups and downs to atay rehtay hain aik kamiyab trader ban'nay kay liye ap ko in kay baray main ilam hona chahiye lehaza in ups and downs ka andaza ap forex news say laga saktay hain aur market trend kay mushahida karnay say bhi is baray main jana ja sakta hay lehaza ap kay paas experience ka hona bohat zaroori hay
        • #169 Collapse

          Forex trading busniss mai ye tu apko us time he pata chala ga k ye up trand hy ya down trade jub ap is ke achi terhan sai practice karo gy is ko achi terhan sai seekho gy tub
          • #170 Collapse

            Jab ap trade karty hy to trading softwer use karty hy as main boht sy indicoter hoty hy jo ap ko market ki movement aur us ka trand ka bary main inform karty hy ya indicoter kuch haid tak theek kam karty hy hum an indercoter ko dak kar andza lagty hy market ka up trand ka aur down trand ka
            • #171 Collapse

              Up or down trend ko findout krnay k liye phlay swings ko findout kiya jata hai Q k jb b koi b trend change hota hai to market swings ko break krnay k bad hi change krta hai or hmesha trend k mutabik hi trading krni chahiye or bilkul b trend k against trade nhi krni chahiye.
              • #172 Collapse

                ap ko trend ko diagnose krny k liay markeet ka kafi experience gain krna hoga aur you tube pe video daikh k iss pe aboor hasil krna hoga aur isky ilawa maekeet jis simmat men ja rhi ho usi ko trend kehty hain.
                • #173 Collapse

                  g han hamain is k trend ko use kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur is main analyse kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar k sucess ho saky gay aur up aur down dekh k hi trade karni ho gi
                  • #174 Collapse

                    Aap ka sawal kafi mushkil hay yahan forum per das min main ameer bnanay walay log bhe mojood hain to is waja say trend change hotay two weeks lag jatay hain or zahiari se bat hay aap trend month ka poch rahay ho gay na kay aik din ka is kay liay aap chart per ghor karain
                    • #175 Collapse

                      hamain is forex main trade karny k liye hard work karni ho gi ta k achi trade karny main asani ho skay aur knowldge hasil kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar saky gay aur profit hasil karein gay
                      • #176 Collapse

                        market ka trend is main trading ko krna hum ko ik safety main move krta hai or is ko hum kis tara say market kay analysis say ye maloom kr saqty hain k kis tara say ye market move kr rhi hai or hum nay is main kon si trade ko krna hai
                        I LOVE PAK FORUM
                        • #177 Collapse

                          agar hum trend ko follow karty huway trading karen gay to humari trading bohat acchi ho sakti hay so humay trend say out nahi hona chahiey kyun keh market aik trend ko follow karty huway he move karti hay
                          • #178 Collapse

                            rket ko minimiz kr ky ap dykhy gy to ap ko is my bhot sari samaj ah jay gi our ap ko is ki ya bhi samaj ah jay gi k market kis traf ja rhi hy our j=kitan ja sagti hy our us my ap ko sport our resistance level bhi pta chal jay gy our ap ko ttarding krny my ahsani hogi our ap ko is my bhot samaj ah jaygi k ap ny kis traf trade lgani hy
                            • #179 Collapse

                              jab price and candle up then down then pely se bhi up ten down jesy ky h.h ky bad h.l then h.h same reped kr rhi ho to wo up trand bna rhi hoti hai.
                              First LEARN Then You Can Remove The "L"
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                Brother jab price higher high bana rahe ho to matlab hai ke iss tf ka trend up hai aur jab price lower low bana rahe ho to matlab hai iss tf ka trend down hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X