Set Youre Stope Loss And Go Away...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    g han bilkul forex humey ye opportunty provide karta hai k agar hum apne trade ko lagatr ni dakh sakte hain au market ka loss hone ka bhe dar ho to hum stop loss ki option use kar sakte hain jis se agar loss howa bhe to utna he hoga jitna hum chhain gay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      jo Trader stop loss or take profit ka use karty hain tu woh kafi faida otha laity hain in ka use karny se ik tu stop loss ki madad se un k account mai zaida nuqsan nahi hota or take profit ki madad se jab market un ki lagai howi price ko touch kary gi tu ap ko profit hasil hoga es leye in dunu ka istamal kafi zarori hai
      • #318 Collapse

        Jab bhi traders trade krqin to unko chaye k stop loss lga lain is sy tradwrs ka sara balance khatam nahi hoga or next trade lganay k liye traders k pass balance bch jai ga laikin agar traders stop loss na lgain to traders ka sara balance b zya ho skta hai
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #319 Collapse

          bro aap forex trading ma kio be trading kary is ma aap ko stop loss ko uess karna cahya our jab aap long treame trad karty ha to is ma lazme aap ko stop loss ko ues karna cahay our is ma aap ko sort ma be karna cahay is sa aap apne invst ko save kar sakty ha
          • #320 Collapse

            agar hum stop loss our taka porfit ko usd kirta hay to is sa hum ko bhota zada fiad hasl hota hay q k agar hum stop loss ko terdning ma lgata hay to is sa loss kam ho gay ourstop loss lgnay sa humare terd hod bad colac ho jate hay
            • #321 Collapse

              stop loss ko use karna hay to is main kafi achi earning hasil ho sakti hay humain demo ko use karna ho ga ta kay market ko samjha ja saky is main humain take profit ko use karna ho ga ta kay profit ki limt mil jaye humain learning ki base oar hi market ko samjh kar achy say analysis kar kay trade main kam karna ho ga ta kay loss km ho sakay
              • #322 Collapse

                forex trading main stop loss or take profit do aysi tehniques hain jis ki base par hum tarding karty hain es k bgair hum na tu trading kar skty hain or na he hmari trading copunt ki jati hai es liye en ka use karna aik tu lazmi hai or dosra es main tarding karny se hmari trading main kafi help mil jati hai es liye en ko use karen trading main or achi trading ki traf taraki karen
                • #323 Collapse

                  agar hum stop loss ko use karty hway trading karen gay to hum esmain safe reh sakty hay kyun keh agar market humary against bhi jaye gi to wo aik had tak jaye gi aur humara capital bhi mehfoos hota hay aur humay chahiey keh esmain sahi say rules ko follow karty huway kam karen
                  • #324 Collapse

                    Stop loss buhot he valuable aor zarore cheez hai Es business mai bilkul hum stop loss say kuch loss tau kar lete hai lekan ea say hum apne aap ko bare loss say bacha lete hai lehaza har trader ko stop loss option must lagana chaheye q k some loss is better than high loss aor es option k zaereye hum risk ko bee minimize karte hai so ye ik buhot he valuable option hai tader k leye .
                    • #325 Collapse

                      yes dear ap ki baat bilkul sahi hai k hamen agar profit and stop loss k liye tool mily hoye hai tu un ko use karen and apny job waghera per chaly jain wapsi per profit ya stop loss koi aik hit ho chuka hoga tu ye tool bhot hi best hain
                      • #326 Collapse

                        forex trdaing main tsopp loss ko boht hamiyat hasil hai q k es k bgair hum trdaing nahi kar skty hain stop losss e hmari trdaoing main risk ka factor kam ho jat hai or yah tab lgai jati hai jub hmari trde loss ki traf ja rahi ho tu
                        • #327 Collapse

                          forex trdaing main jub hum trdaing karty hain tu hum apni trdaing main stopp loss or take profit ka bhi opetion sath main set karty hain en donu ka hmain faida hota hai qk hum es k bgair trdaing nahi kar skty hain yah donu techniquse sub ko use karni ani chahye
                          • #328 Collapse

                            stop loss aur take profit ko use kar k hi hum loss say bach skaty hain aur jitna is main acha experience ho ga tab hi hum achi is main trade karny k kabil ho sakty hain aur loss kam say kam ho saky ga aur is main kam kanry ka bi fiada ho saky ga
                            • #329 Collapse

                              hamain loss say bachny k liye learning karni ho gi tab hi hum markt main up aur down ko dekh k hi hum sucess hon gay aru markt main movemnt ko dekh k hi trade karni ho gi tab hi hum real main acha perform karny k kabil ho sakty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #330 Collapse

                                hamain market main stop loss ko use kar k hi hum suucess hon gay aur market main sab kam kar k boht hi achi trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain markt main up auur down ko mind main rakh k hi hum real main achi trade karny mainbi asani ho saky gi aur ye ak boht hi best buisness

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X