wait patiently for the right plays....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    is forex amin hamain agr loss ho jaye tou sabar say kam lena ho ga ta k earn ho saky aur analyse kar k jab market achi move kar rahe ho gi us waqt hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur hum earn kar skay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      hamain trade karny k liye hard work karni ho gi ta k earn kar saky aur analyse kar k jab market main run kar rahi ho tou hi hamain trade karni ho gi ta k hum acha earn kar skayy aur profit hasil karein it is best
      • #153 Collapse

        G bhai g bilkul apki bat thake hy k forex trading busniss mai humin chahye hy k hum forex trading market ko patienve ke sath observe ker hum is mai trade open liya karain
        • #154 Collapse

          G bilkul humy market me patience se kam lena chahye aur koi bhi position open karny se pahly market ko achi trha se analyze karna chahye aur apny professional traders se bhi zaror helpl leni chahye isi trha hi hum aik successful trader ban sakty han aur market me trade kar k acha profit bhi earn kar sakty han.
          • #155 Collapse

            forex trading kay doran ziada tar new traders ko over trading ke wajha say be kafi loss ho jata hai aur traders ko apni iss adat ko chor diana chaiye. sab say achi baat yahi hai ke kam trading karin lakin achi trading karin aur achay moqay ka wait karin.
            • #156 Collapse

              G han hamen jab bhi forex pay trading karni chahiye to sab say pehlay hamra relax hona bohat zaroori hay sabr say kaam lena chahiye jald bazi hargiz nahi karni chahiye aur hamen lalach main nahi parna trade open karnay say pehlay hamen market trend ko zaroor dekhna ho ga aur notice karna ho ga kay market kis taraf move kar rahi hay
              • #157 Collapse

                bahot hi achi baat hae waqie hm trading men jaldi kr jaty hain aur wait ni krty be sabri ka mozairha krty hain jo bad men pta chlta hae k hamara faisa qabbal az waqt tha aur mazeed wait ki zaroorat thi.
                • #158 Collapse

                  g han is main hamain trade karny k liye sabar karna ho ga ta k loss kam ho skay aur experiene hasil kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main asani ho saky aur profit hasil kar k earning ho skay gi
                  • #159 Collapse

                    Yes of course hamain hamaisha achay order kay liay time chiay hota hay hamain chaiay hota hay kay ham wait kar lain jab waqat ay tab ham trade lagain jab hamain paka yakeen ho laikin market hay bhai kuch bhi nahi kay saktay aap kay kal kia ho ga or kab tak hota rahay ga
                    • #160 Collapse

                      hamain is forex main trade karny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky aur demo main learning karni ho gi ta k achi trade kar k sucess ho skay gay aur sabr karna ho ga ta k loss kam ho saky ga
                      • #161 Collapse

                        market ki move say hum her ik time main is main trade ko nahi kr saqty hain jis say profit ko earn krna mumkin hota hai ye ik wait say kaam ko krna hai or sabar say is main kaam krny vala traders successful hota hai yehi ik ki trick hai
                        I LOVE PAK FORUM
                        • #162 Collapse

                          forex trading aik bohat acha business hay agar hum esmain sbar say kam lain gay tabhi esmain acha earn kar sakty hay so humay dil lga kar es par mehnat karni chahiey jab hum mehnat karen gay tabhi kamyab hon gay
                          • #163 Collapse

                            sabar ka phal metha hota hai . sabar ky sath trading krny waly zuroor kamiyab hoty hain. aur unko hmesha sahi entry ka view bhi milta hai sirf sabar ki wja se . jald bazi se just loss hota hai .
                            First LEARN Then You Can Remove The "L"
                            • #164 Collapse

                              Yes trading shikar ke tarah hote hai jis main ap wait karte hain agar samne shikaar he nahe hai to khale bullet cahlane se kuch anhe ho ga iss lea wait karen right oppurtunity ka
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                plays jin say market main teek say trading ko krna hai kafi zada traders ko is cheez say moka milta hai or kis tara say ik traders ko is market main planning say move krna hai is say order ko place krny main hum ko short key ka idea hona kafi zada time daving hota hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X