wait patiently for the right plays....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    Aik kamyab trader pehley market ko judge krta hy aur phir trading start krta hy. Agar market risky ho to trading na karain ya phir small volum of lots use karain. Jab dekhain keh market ki condition open hy aur is main aap ko faida nazar aa raha hy to big lots laga kar ziada sey ziada profit hasil kar lain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      wait ke sath hamesha trading me aap ko market ka khayal rakhte hue chalna chahiye trend ko sahi se identify karna chahiye or greed ko kabhi nahi karna chahiye sab se zyada patience rakhne se he zyada se zyada kamane ka moqa milta hai .
      • #108 Collapse

        asalm u alikm frnds , bro g app theek khr hy ha hamuy forex may tahamul say km krna cchie kue asy krny say hi ahm aachi earning kr paay gay or jo asy nhi krty ha un ko bas loss ka hi smna krna prta ha
        • #109 Collapse

          forex treding biznees min agar koi qcja treder hy to woh apne experience ke mutabik kisi or treder kp hhi woh is biznees ke bare min bil kul Raith masjwera de ha Jo acha treder hyn
          • #110 Collapse

            han dear is buiness ko patient sy kia jata hai ye aik risky kama hai is pr ai loss bhi ho jata hai is liye mehnt ki jati hai ye aik acha buiness hai is ko kisi tim ebhi kia ja ksagta hai ye aik macha buiness hai
            • #111 Collapse

              g han trading main jo patience ki zaroorat hioti ahai woh yeh hai kay hum trading kay doran hi market ki movements ko follow karain aur daikhain ka kub sahi waqt aata hai kay trend kay mutabiq hum apni trade ko set karain aur suy aur sell ki trades ko laga kay bhi humain patience ki zaroorat hoti hain is main to market movements jaan hi nikal daiti hain.
              • #112 Collapse

                g ha AP NA THEK BAT KI HA AGR HAM SAB IS BAT PA AMAL KR LYA TU HAMRY QYAL SA HAMY NOQSAN NI HO GA AGR NOQSAN HO GA BI TU BHUT KAM HAM ZYDA NOQSAN SA BAJ JAYA GA IS LIYA HAM JAB BI TARDING KARY MARKET ko dykha k or soch samj k hamy tarding karni cheya...................
                • #113 Collapse

                  jesa k hume maloom hai k Allah sabar karnay walon k sath is liye hume apnay acount ko zyada achi tarha say chalanay k liye us k baray me achi tarha say behtreen information hasil karna hogi jiss ki waja say hum zyada dair tak behter kuch paa sake gay or apna sake gay is kam me.
                  • #114 Collapse

                    kis tara say hum nay trader ko krna hai is k sath ye baat b kafi important hai k humy is mai kaam ko krny k liay is main right time ka wait krna hai or khud ko kisi b problem say nikalny ka ye ik option hai
                    • #115 Collapse

                      Beginners, who decided to try his hand is on the bonus account and for this to register on this forum, I would suggest re-reading the topic and constantly communicate with people.
                      • #116 Collapse

                        Assalam u alikum friend jee haan humein har dafa jab bhi order place kerna ho humein market ki situation dekhni chahiye or right time per hi order place kerna ek ache trader ki nishani hoti hai or forex me tradig k time per humein har kism k kaam se dhiyan hata ker sirf trading hi kerni chahiye.
                        • #117 Collapse

                          Bgai g forex trading ke liya apko chahye market ko observe karo or uski trand ko be dakho khty hy trand is your friend is liya apko bda soch smj ker fsla krna chshye
                          • #118 Collapse

                            yes aap ki baat durust hai sabr se kaam le kar market ka sahi point pe aane ka yaani clear trend nazar aane ka wait karna hota hai
                            • #119 Collapse

                              Yes i agree, aksar traders kay sath aisa hota ha kay wo jab chart dekhtay hain and up ya down trend hota ha and price us direction mein agar 20-25 pips move karti ha to wo foran trade open kar detay hain leki yaad rahay kay market bar bar support ya resistance ko touch karti ha and support ya resistance kay break honay par ap safely trade open kar saktay hain, jaldi nahi karni chahiye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                Yes humen trade karty huy ye bat yad rakhna parti hai k forex me market ki trend khan per hai or jab hum market me trade k lye order lagaty han to analysis karne k bad he lagya karo jab humari trade ki position loss me chal rahe ho to humen patience se kaam lena chaye or kabhi beh jald bazi mat kia karen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X