What is Day Trading?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Day Trading?
    Day Trading is when a trader buys and sells his lots or stocks that same day. He is in and out of the market that same day. He does not hold his position overnight or for a week, etc.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear day trading mean jo ap din mai trading karte ho ap ko chahiye k es business ko seekh aur smjh k kam karo ta k ap ko kabi b es business mai loss na karna pare aur ap acha earn karo,,,,,
    • #3 Collapse

      G haan ager ap forex main ek he din main trade karta haan or apna profit or loss la kar market sa out hu jata haan tu is ko hum day trading bolo gain kyeo ka day trading bhot kam log karta haan ager ap ko profit hu jaye tu teak warna loss main koi trade closed nhe karta.
      • #4 Collapse

        forex trading mien day trading ye hoti hai ke ap is mien ek hi din mein ek taraf trade open karte hain aur is mien ap phir daily ke targets ko poora karke us din ki trading band kardete hain.
        • #5 Collapse

          Day trading main day main profit bananey ki koshish hoti hy aur night ko relax kia jata hy. Day trading main market buhat fast hoti hy aur is doran ziada profit hasil karney key kafi chances hotey hain. Lekan hamain buhat careful ho kar trading krni chaheye takeh jahan ziada profit key chances hotey hain, wahan ziada loss key bhi chances hotey hain.
          • #6 Collapse

            Daily basis pay trading krnay ko day trading khtay hai or jb pakistani time k mutabik rat k 12 bjtay hai to trader sbi trades ko close kr deta hai phir chahay wo loss mai ho ya phir profit mai.lakin day trading k liye use honay wali strategies b kafi tez hoti hai jismay trader ko result kafi jldi mil jatay hai.
            https://t.me/pump_upp
            • #7 Collapse

              jaisa ka name se zahir hai k day trading e murady hai aik din ki jo average pips hai us ko mad-e nazar rakhty huy trading karna yani us base per take profit or stop loss lagana . yani zyda long run trading se baz rahna .
              • #8 Collapse

                Aik din maen jo bhe trader apni trades laganata hy oir pher close.kee dita hy us ko day trading khety hain forex ki field main iss ka naam intraday trading hy mean trader aik din main market maen enter hota hy oir aik din main exit ker jata hy
                • #9 Collapse

                  day trading din me kari jane wali trading he ko kaha jata hai jab din ke waqt dopeher me kaam karte hain aap forex ki market me to us ko aap day trading keh sakte hain jitni achi knowledge or jitna acha experience aap ko din me trading se hasil ho ga demo per utna dusre kisi time per nahi ho sake ga .
                  • #10 Collapse

                    asalam o alikum friends g bhai day trading ka matlab hai ap ak hi din main day ke start main trads find kar ke enter hote hain or on din main hi exit ho jate hain zada tar ye tarding h1 ya h4 pe hote hai q k in time frams pe jo tard milte hjai wo ak din main apna result de jate hai
                    • #11 Collapse

                      Maximum traders day trading krtey hain aur is sey ziada sey ziada profit bananey ki koshish krtey hain. Lekan agar aap key pas experience nahi hy to aap careful ho kar kam karain aur small lots use krain, jahan day trading main acha profit honey key chances hotey hain, wahan loss key bhi utney hi chances hotey hain.
                      • #12 Collapse

                        gee bhai day trading ka mtlb hota he keh jo trader day timing mein apne working krte hein aur apne trading mein sell ya buy ke order laga kr profit earn krte hein aur trader ko day trading se fiada hota he aur trader agr night ko trading kre to woh bhe profitable he
                        • #13 Collapse

                          dear koch traders day night trading karty hey or koch log siraf day k time me trading karty hey day me jo log trading karty hey us ko day trading kehty hey or night me trading karny walo ko night trading kehty hey.
                          • #14 Collapse

                            ye to brother her trader k plan and strategy k oper depend kerta hy ager khuch traders long term trading kerty hain to pher wo day trading ki bjay swing trading ko prefer kerty hain koimk ye safe trading hoti hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              day trading aap ne karni hai to us ke lye aap ko 11 am se le kar 4 pm tak working karni chahiye kiun ke yeh hours me market bohat ache moves leti hai jis se acha result scalping per bhi hasil ho sakta hai or short term per bhi profit kamaya ja sakta hai .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X