dosto yh EA kia hota he?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    dosto yh EA kia hota he?
    hello frends me ne boht time EA ka word read kia he post me ap log please muje btayn ge yh kia hota he or isko trade me kis trah use kar skte hen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    sir i am also new here mujhy bhi ziyada knowledge nahi and main bhi wait kar rahi hon k koi bateye k EA k bary mein.umeed hai seniors zaror apna knowledge share karein gyn aur humara knowledge increase hoga
    • #3 Collapse

      Forex me EA ek robot hota ha our me to kud forex me EA par trading nahe karta ho q k forex me ap ko kud k trade ziyada kuch experience deta ha our me to kud forex me experience k sath forex trading ko start karo ga q k is sy mujy he forex me bahot he kuch money hasil hota ha.
      • #4 Collapse

        bhai ea name ha robot ka ea kyty ha robot trading ko meanz auto trading ko ea robot khud trade karta ha khud he sab kuch open close karta ha ea trading ache ha main 3 month sa use kar raha hu 80% profit dain raha ha ea robot mujy
        • #5 Collapse

          bhai main yahan new user hon mujhe bhi is EA ka pata nhi hai ager kisi ko pata hai toh woh bata dey yeh EA kya hai? mager jab bhi mujhe is EA word ka pata chaley ga main ap ki information main zaror izafa keron gi
          • #6 Collapse

            je han forex trading may ea ka matlab hay robot say trading karna is liye robot kyon kay khud work karta hay or apka amal dakhal buhat kam hojata hay trading may laikin zada tar log robot ko istimal nahi kartay han balkay apni experience say apni abiliyt or practice say trading kartay han
            • #7 Collapse

              Dear EA ka matlab hota hai expert advisor lekin yeh koi expert ki taraf se nahi hota yeh sirf ek automatic trading script ya robot hota hai jo market k data k hisab se khud trading krta hai agar use enable krdiya jae.
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: rana4645 پيغام ديکھيے
                hello frends me ne boht time EA ka word read kia he post me ap log please muje btayn ge yh kia hota he or isko trade me kis trah use kar skte hen
                Rana sahab EA ka Matlab hai. Expert advisor ye forex trading kay liye use hota hai. like a robot trading. jab ap apna trading platform open krte hen. to kay tools main ya platform kay right top par expert advisor ki option hoti. hai ager ap is ko click kar den gay to ye market kay hisaab se khud he buying or selling karta hai.
                • #9 Collapse

                  g mre bahi mre khyal se EA ka mtlb hia ke rebot jab hum as me trading krte hia to os time hum as me rebot krte hi as me hm apne knowledge or experience ke base hum as me trading krte hia or jab he hum as me successful hote hia.
                  • #10 Collapse

                    nahi and main bhi wait kar rahi hon k koi bateye k EA k bary mein.umeed hai seniors zaror apna knowledge share karein gyn aur humara knowledge increase hoga abi 2 din he hov ha our ap ko as mah ayah hova kafe dar hochoke ho ga as leya muj aysa kam maha bohot achi sa achi kam karva raha ho.
                     
                    • #11 Collapse

                      EA stands For Expert Advisor,jo log mehnat Say ghabratay hain or time bachanay k chakar main Rehtay hain wo Robots use kartay hain,main Samajhtaa hon Robot ko bilkul Bhi use nahin Karna chahiye Coz ek machine or insaan k zehan Main fark hai..insaan unlimited Speed say Apnay mind ko use Kar Sakta hai or machine sirf Waheen Tak jahan Tak us k pas past data feed hai
                      Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                      • #12 Collapse

                        sir i am also new here mujhy bhi ziyada knowledge nahi and main bhi wait kar rahi hon k koi bateye k EA k bary mein.umeed hai seniors zaror apna knowledge share karein gyn aur humara knowledge increase hoga
                        • #13 Collapse

                          yar EA auto trading hoti hai yani robot trading lekin ye sab baqwas hai aap in chakro main pahr kr apna time zeya mat kro or kuad hi trading main experince hasal kro
                          • #14 Collapse

                            g sir mein bhe yahan new hun aur abhe tak seekh he raha hun to mujhay bhe es cheez ke knowledge nahe kay es kay means kia hein jo aksar ye word nazar ata hay . EA ka mere khayal say Expert Advisor hota hay .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forex me EA par trading nahe karat ho q k Forex me ap ko kud k trade ziyada kuch experience deta ha our me to kud Forex me experience k trading ko mean auto trading ko ea robot khud trade karat ha khud he sab kuch open close karta ha ea trading ache ha main 3 month s/a...
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X