dosto yh EA kia hota he?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    bhai jan ea ek robot hi han kyun ka kuch log auto trading krte han apna dimagh aor time ko bachane ka liye hum yeh krte han magaar yeh nuksan ma bhi chale jati ha or agar kismat ho to faiday ma bhi chalay jati ha
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      jee bhai EA ka mtlab expert advertiser hi hota ha ye long time trade ma bhi help krta ha magar kuch log ise use karne pasand nahi krte wase to sab ki apni apni pasand ha magar ma to nahi krta ap shhid krte hn
       
      • #18 Collapse

        ea ek rebort hai jo trding k liye hota hai or ye trding krta hai ap agr yaha apna paisa bana k trding krna cahty hai to is k throw kr sakty hain ya ap dusry tariko sy bi kr sakty hain baki apki marzi hoti hai jo apko acha lagy
        • #19 Collapse

          mery kheyal se ye expert advisor hota hai jo ap ko trading k bary mein information provide karta hai aur ye information kisi bhi formate mein ho sakti hai,maqsad sirf aap ki query door karna hota hai.
          • #20 Collapse

            gee ma bhi is forex may abhi new hon or ma bhi nahi janti kay yeh EA kiya hay is leay is kay baray may ma kuch nahi keh sakti lakeen umeed kerti hon kay yeh senior log hum say share zaroar keray gay
            • #21 Collapse

              plzz forum leaderzz mujhe bhe iss barey main bata do k forex main EA kiya hota hain i am new here
              • #22 Collapse

                nice thread brother and also nice question, Forex me EA ek robot hota ha our me to kud forex me EA par trading nahe karta ho q k forex me ap ko kud k trade ziyada kuch experience deta ha our me to kud forex me experience k sath forex trading ko start karo ga q k is sy mujy he forex me bahot he kuch money hasil hota ha.
                • #23 Collapse

                  sir mjhy abhi FOREX FORUM join karye way one day he hua ha mjh itni knowledge to nahi mgr mjh andaza ho raha ha k ye EA trading sy related tool ha jo ak robot ho sakta ha jo computer ki trha automatic system k tehat trading ka kam sambhal raha hoga mgr me apny senior members sy ye jan na cahunge k EA ki stand for bata daen mjh taky me FOREX me agay jaa sakhun or knowledge gain kr sakhun....,
                  • #24 Collapse

                    han g forex trading mein EA robot ko kehte hain but mera apko mashwara ha ke ap manual trading karain us mein ap buht
                    achi trading kar ke buht achi earning kar skte
                    • #25 Collapse

                      dear EA ak robot ha jo ka kafi zayda trader trading ka leya use karta ha is sa ap ak ach aprofit earn kar sakta ho is ma ap ko bus apna order lagana parta ha us ka bad ya auto par kam karta ha jab ap na us ko take profit ka order deya hota ha ya wo par khud he ap ki trade ko stop kar data ha,
                      • #26 Collapse

                        Dear Forex mein EA sy murad hy Expert Adviser in ko forex robot b kehty hien aur ye ap k MT4 aru MT5 account mein auto trade karta hy. yehni ap ko trade karny k zaroorat nai rehti robot khud buy aur sell karta hy aur khud hi trades ko close karta hy. lakin ap manually b in trades ko close kar sakty hien.
                        • #27 Collapse

                          bhai jan EA ka matlab hai expert advisor yani jo k aap ki trading ko khud he krta hai aap ne bus iss ka set up kr dena hai apny meta trader k software main or iss ki setting kr dena hai iss k mutabiq chart pr but mere nazdeek trading ka ye methood theak nahi hai aap only manual trade he kro yehi sub se best hain
                          :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                          • #28 Collapse

                            jo log mehnat Say ghabratay hain or time bachanay k chakar main Rehtay hain wo Robots use kartay hain main Samajhtaa hon Robot ko bilkul Bhi use nahin Karna chahiye.Forex me ap ko kud k trade ziyada kuch experience deta ha our me to kud Forex me experience k trading ko mean auto trading ko ea robot khud trade karty hein.
                            • #29 Collapse

                              brother main kabhi bhi ea par trust nahin karti hun ea automatic trade ko kehtey hain jis main hum robot ko use kar rahey hotey hain jis se main kabhi bhi depend nahin karti hun aur always manual trading hi karti hun.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                meray dost EA ka matlab hota hai robot jo forex main har kisi kay kam ata hai or is robot say hamain autumatically profit ho jata hai main EA kay baray main itna hi janta hn............

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X