Best Entry Position

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    bhai best entry point talash karna bohat mushkil hota hai aur ye experience ke sath hi apko ata hai,is ke liye apko kaafi practice karni parti hai aur apko proper money management ke sath candlestick ke pattern ko dekhna hota hai taake apko ek acha entry point mil sake.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      aap nay achi post ki hai k aap ko market main enter honay k liay is mian theek best position ka wait karna hota hai is say aap ko is main profit gain ho sakti hai or aap is main profit earn kar laitay ho
      • #93 Collapse

        enrty kisi bhi pair main us wqat kerni chyay jab ap ko us k baray main conform ho jyay k is ka yaya trand ha agr buy ka trend ha to buy ker lo agr sell ke trend ha to sell kr lo .. best entry postion dhoondy k leyay ap ko anaylice kerna parta ha jo k ap ko seekhna perti ha
        • #94 Collapse

          han dear pehle mein b esy krta tha per trading ko smjna itna asaan ni hai bht mushkil hai hmy chahiyeh mehnat kry zaida sy zaida tub e kamyab ho smty or forex best hai hmy kamyabi k leyeh mehnat krni chahiyeh tub e kamyabi mul skti
           
          • #95 Collapse

            han dear pehle mein b esy krta tha per trading ko smjna itna asaan ni hai bht mushkil hai hmy chahiyeh mehnat kry zaida sy zaida tub e kamyab ho smty or forex best hai hmy kamyabi k leyeh mehnat krni chahiyeh tub e kamyabi mul skti
             
            • #96 Collapse

              asalam o alaikum dear friend dekho mein to yaha pakistan forex forum pr naya hu and mein abhi threading k level tk be nahi pohoncha hu is liye muje threading k bare mein zyada nahi pata is liye mein ap ko kuch nahi bata sakta hu is bar mein.
              • #97 Collapse

                is main bhai ji kuch nhi kaha ja skta hai k kis time market aur ziada gir jay to ap kia kro gay aur ziada uper chali jay to ap kia kro gay is liye is main ap ki kisi aik treeky se hi chalna hota hai jis ki waja se ap ko is main profit milny ki umeed ban skti hai nhi to nhi janab
                • #98 Collapse

                  g bhai jaan humay to is mai theak say kaam karna he chaiey yahe aik best way hota hai and is mai maine dekha hai kafi members profit gain karte hai
                  • #99 Collapse

                    dear mere khiyal main ap theak keh rahey hai keh entry piont ya potion market k trend ko dekh kr hi lagayi jati hai dear jitna main janta hn keh main to news k time hi trading krta hn forex market main
                    • #100 Collapse

                      Forex trading mein sab se best entry point ye hai k ap high per sell krein orr low per buy krein. kamyab trader wo hai jiske entry orr exit point mien order lga ske. low per buy krne k bad us ka take profit set kea jae. orr sat hi Stop loss bi lgaya jae.
                      iss k ilawa high per sell kea jae orr take profit orr stop loss b lgaya jae.
                      • #101 Collapse

                        forex mein kam karny kay liye sab se pehly to ap ko chahiye kay ap demo account mein achi practice kare forex bussniess ki ta kay ap live account mein acha kam kar saky.
                        • #102 Collapse

                          Forex trading main best entry position say kia murad lea jaata hay agar aap iss ki thori see wazahat kar dain to sub new traders ka fiada ho jay ga
                           
                          • #103 Collapse

                            trading main market kay up and down ko maday nazar raktay hooay jab aik trade perfect time pay order laga dayta hay to hum os ko best entry position keh saktay hain
                             
                            • #104 Collapse

                              app nay jp baat ki hay na jnab,,is k bary main mujhy koi kah nahi hay pata jnab...k ye entry position kia hoti hay jnab...is liey main app ko is k bary main khcuh kahs nahi bta ksata hu jnab
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Dear kisi b trade ko place krnay say phlay strong entry or exit points ko findout kra bohat roori hota hai or is say apko pta b chlta hai k apko kin points say profit ho skta hai.Entry or exit points ko findout krnay k liye hum technical Analyses ko use krtay hai or findout krtay hai k trade k liye beneficial entry or exit points konsay ho sktay hai.
                                https://t.me/pump_upp

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X