Ap k khayal main 1 acha trader daily kitna kamaye,.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #706 Collapse

    1 acha trader daily acha kama sakta hy aur forex aik business hay not a job aap forex say unlimited money made kar saktay hay agr aap kay pass knowledge aur experience hay tu aap forex say daily good income made kar saktay hay yeh aik lifetime business hay aur worldwide business bhi hay .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #707 Collapse

      g bilkul g mn = ye smjta hun ky aik achy trader ny time set kia hota hgair wo us ky mutabiq hi kam karta hai is lia mn smjta hun ky hm ko is ko kartna chayia jo ky bhtar hai mn ap ki bat syagreee
      • #708 Collapse

        salam, bro daily kamana aap k experience per munhasir krta hai n is k ilawa aap k capital per bhi, mery khyal se achay trader daily yahan se 50$ se 100$ daily asani k sath earn kr rehy hain, is liay hmain bhi un k jitni learning strong krni chaye
        • #709 Collapse

          aik acha trader apnay capital k against 10% tak ka profit rakhta hai aur meray khyal main new trader ko aik planing k saath trade karna chaya kyun aur apna daily profit ki ratio banane chaya aur apna target pura honay k baad market sa out hu jana chaya
          • #710 Collapse

            my dear brother forex online trading business pe ek accha trader kitna earn kar sakte he a us par he depend kar te he...mare kheal se ek accha trader har din kam se kam 50USD profit earn kar te he kam se kam...or is se ve jada earning kar sakte he...may to ahr din 5-7USD earn kar ta hu forex trading kar ke...
            • #711 Collapse

              Dear is business me aik daily jitna bhi kamana chahye utna kama sakta ha ye sb us ki trading par depend karta ha or us k profit target par depend karta ha wo is business se jitna chahyeu utna earn kar sakta ha or utna hi profit withdraw kar sakta ha
              • #712 Collapse

                i think 1 acha trader bahot achi earning kar leta hoga jitna balance ho ga aur forex say ap bahot achi earning kar saktay ho isi liye tu mein apny sab traders brothers ko kehta hon kay pehly ap real account na open karay balkay pehly ap forex ko learn karo takay ap ka experience mein izafa ho is tarha ap achi earning kar saktay ho trading kar kay .
                • #713 Collapse

                  bhai ye tu us k hath buss ki bat hy k wo kitny kama sakta hy daily k har kissi k apni koshash hy k wo kitny kama sakta hy aik acha trader agar aik din main 5 ganty kam karta hy our dosra aik acha trader jo din main 2 ya 3 ganty kam karta hy wo dono aik braber tu ni na ho sakty.
                  • #714 Collapse

                    dekhaian agar main bat karun to 10 dollar kafi han but her aik banday ka apna mind hota ha is main kay kisy ka satisfaction level kia ha.
                     
                    • #715 Collapse

                      is k liyeh koee makhsoos time nahain hai k acha trader kam waqt mian achi earning ker sakta hai yeh sub market per depend kerta hai k market kaisi ja rahi hai.
                      • #716 Collapse

                        dear brother aik acha trader hamasha apni invest ko dakh ker lot lagata hai or is main trading kerta hai ager 100$ ki invest pe 10$ kama lain tu achi kamai hai.
                        • #717 Collapse

                          aik acha trader bahot achi earning kar sakta he and forex will become famous bussiness hay ap is say bahot achi earning kar saktay hay agr ap kay pass knowledge nahi hay tu ap bhi shayad earning nahi kar sakay gayn yeh aik great business hay ap bhot profit make kar saktay hay .
                          • #718 Collapse

                            yar bhai iss mai koi had nai hai ke ik acha trader din mai kitna kama sakta hai ye us per depend karta hai or us ke mehnat per depend karta hai keh wo din mai kitni mehnat karta hai or kitni lagan key sath kaam karta hai agar wo achi tarhan kaam kary to wo boht acha kama sakta hai jiss se os ki life badal sakti hai.
                            • #719 Collapse

                              yeh to depend karta hai experience aur analysis par aur equity par k apki equity kitni hai aur ap apni trade ka 2% k hisab se trade laga kar daily ka 100$ bhi aur 1$ bhi earn kar rahey hotey hain leqin zaroori yeh hai k forex principals ko follow kartey hovey zaroor trade karen.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #720 Collapse

                                aik acha trader daily 50 sa 100 tak kama sakta ha ya sb us ki trading or market ki study per depend karta ha agar us ki market study achi ha to us ka profit bhi acha hoga is lya profit ki koi limit nahi hoti..........

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X