Dont Be Hurry
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dont Be Hurry
    Forex trading main bohat hurry honay say kam profit ho sakt ahay. jesa k ap nay jaldi cloase kar di or market or up jani thi. iss liye soch samajh kar tarade karain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear forex aik behtreen business hy jo ap ko boht acha faida de skta hy wo ap ko apni life ko enjoy karna ho ga ta k ap boht jaldii aur mehant k sath apna faida hasil karo aur ap ni life ko b set karo...
    • #3 Collapse

      Jald bazi kisi bhi field main ho nuqsan hi deti hy. Hamain jald bazi sey kam nahi lena chaheye aur achi tarah soch samjh kar kam karna chaheye. Yeh aik risky business hy aur profitable bhi hy. Aap ki chhoti sey mistake aap ko buhat bara loss dey sakti hy aur aap ka aik positive step aap ko acha khasa profit dey sakta hy.
      • #4 Collapse

        g han forex trading mien kabhi bhi ap jald baazi mein kaam nahi karen isko bohat aram se ap karen aur is mien proepr entry point pe ap entry len.
        • #5 Collapse

          dear is buness mein hargz jaldi nahi krni hai ye aik real buiness hai is ko kisi time bhi kiajamksta hai ye adunya ka sab sy big buines shai si ko kisi time bhi kiajaskta hai ye aik real buines hai
          • #6 Collapse

            forex me jab bhe ap trading karen to hurry na karen is trade k analysis ko samjhne k bad he ap trade lagao or agar jaldi karo gy to apko loss bhe ho skhta hai is lye koi bhe kam hurry me kabhi na karo
            • #7 Collapse

              g han apko chahiye ke ap is business mien kabhi bhi jald baazi nahi karen balke is mien bohat tareqe se trading karen taake apke andar trading skills develop hon.
              • #8 Collapse

                yes hurry hone se profit kam nahee balk loss ziada ho sakta hai is liye is main munasib time ka wait kare phir hi trade open kare
                • #9 Collapse

                  an english proverb is that " hurry makes worry" so hamain b jaldi nhi krni chahya q k jaldi krny se just hamara apna hi nuqsan hota ha is liay kehty han k jaldi ka kaam shetaan ka hota ha . so dont be hurry otherwise you will be worried.
                  • #10 Collapse

                    Dear g han bilkul mein ap say agree karta hun k hamien trading karty huy jaldi nahi karni chahiye kyun k jaldi karny say hamien loss bhi ho sakta hy is liye trading hamesha calm and cool ho kar karni chahiye
                    • #11 Collapse

                      Forex main aap ka aik decision aap ko acha profit dey sakta hy aur aik wrong decision aap ko big loss bhi dey sakta hy. Is leye jald bazi main koi decision lenay ki bajaye soch samjh kar decision lena chaheye aur emotional ho kr nahi balkeh patience sey kam krna chaheye. Yeh aik risky business hy aur patience buhat zarori hy.
                      • #12 Collapse

                        bilkul yeh kaam hi sakoon say karny ka hai agar hum hurry kary gy tu bohat juldi loss kar sakty hain or forex acha kaam hai bus humy juld bazi say kaam nahi laina chahiyeh tubhi kamyab hu sakty hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          g bhai forex trading mien kabhi bhi jald baazi nahi akren is mien agar ap jald baazi karenge to ap phir kabhi bhi is mien ziyada profit nahi earn kar sakte balke apko is mien lsos hi hoga.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X