currencies ko kese parha jata hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    currencies ko kese parha jata hai?
    Dear friends aaj me new people jo forex me aye hen unko ye btana chahta hon k curriences ko kese parha jata hai
    Example : GBP/USD = 1.51258
    Is example me GBP " Base Currency " hai aur USD " Quote Currency " hai 1.51258 me ap pip k km ya ziada hone ko dekh skte hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex trading mien hamko chahiye ke ham is business ko theek se seekhen jb ap is mien technical analysis seekh jayenge to phir ap kisi bhi currency ko seekh jayenge theek se.
    • #3 Collapse

      Dear forex busines mai ap ko boht c currencies pair milain gain jin pe ap kam kar skte ho har pair ka nam aur os ki market dosre se mukhtalif hotii hy ap ko star tlena chahiye eur/usd aur gbp/usd se ye dono boht he simple aur easy pair hain jo ap ko acha profit de skte hain...
      • #4 Collapse

        yes dear ap ki baat sahi gbpusd mein gbp base currency hai or usd quote currency hai is ko sajna buht hi asaan hai or mein samjta hoon har trader ko forex ka basic knowledge gain krna chaiye
        • #5 Collapse

          bhai jan ap ko trading ma any sy pehly currecies ka pata ho aur un k pairs ka pata ho aur read karna b ata ho is sy hamary liye trading karni asan ho jati ha aur is k liye ap ko different different videos deakhy ta k ap ko forex market ka andaza ho...
          • #6 Collapse

            gee haan bhai ap ny thek kaha he keh currencies ko parhne ke lie ise trah symble hmein milte hien aur in ke name bhe short hote hien js trah gbp usd aur eurusd aur bhi boht sare currency pair market mein chlte hien sb ke symble hote hien
             
            • #7 Collapse

              gee bhai hmein apne currencies ko parhna asan he aur in ke symbol die gae hote hien aur in ke ask aur bid ke rate chl rhe hote hien hmein apne trading mein currencies ke name ke smjh ho aur apne trading mein experience se kam krne ke zarorat he
                 
              • #8 Collapse

                g bilkul currecny ko asay hi parha jata haai jis trhan is example may samjhaya gaya hai.. is may aik base currency hoti haai or aik quoted currency hoti haai.. ya xheex maxeed janay k liye google pay or b examples available hai..
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  gee haan bhai ap ne boht acha hmein smjha dia he keh currencies ko hm kase parh skte hien aur hm ko apne trading mein istemal hone wale currencies ke information aur in ke names ka pta ho aur hm apne trading mein in ko sahh smjh kr apne trading krein
                   

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X