Secure your Personal Details

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    g han bhai jan ap nay thik mashwara dia hai aur humain bilkul apni privacy khud krni chahiay jis sy humain koi nuqsan na ho aur hum apni personal details ko kisi ko show na karain ta kay isy koi daikh na saky.,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      I think hackers ek bohot bara masla hai online working mai in se bachna mushkil hai ye thek baat hai k ap agar apni info hide rakhty ho or apna profit or investment bhi hide rakhty ho to ap un se bach sakty ho warna mumkin hai k wo apka account hack kar ley is liye ap ko khas tor per apny account ko secure karna hoga.
      • #183 Collapse

        AP ney theek kaha humein safe rehna chahiye aj kal hackers bohat hain jo account ko hack kar saktey hai jiss say humein kafi nuksaq ho sakta hai is liye hume careful rehna chahiye zeyada download nai karni chahiye personal work me us me only work karein
        • #184 Collapse

          forex forum meni apne detail share ziada nhe krne chahe aur is mein apna kam krna chahe aik dosry se aisy detail share krna aur aik dosry se free bat krna forum rules k khilaf he is liey forum rules ke sath chl kr kam krein
          • #185 Collapse

            Assalam o alaikum g. G bhai g hackers ek bohot bara masla hai online working mai in se bachna mushkil hai ye thek baat hai k ap agar apni info hide rakhty ho or apna profit or investment bhi hide rakhty ho to ap un se bach sakty ho warna mumkin hai k wo apka account hack kar ley
            • #186 Collapse

              dear g han bilkul mein ap say agree karta hun ap ny bohat achi advice ki hy k hamain aisy bury login say bachna chahiye jo kisi ko khush nhi dekh sakty wo hamesha khud mehnat nhi karty aur dosron say jealous hoty hain
              • #187 Collapse

                ap theek kah bad dfa as ho jay hy ka ap ka account hack ho jata aur ap ki mahnt zyd ho jati hy as lay ap apni sfti kaud rakna hoti hy as lay boht mohtat tarky sy chala kary aur hacker sy bachy ta kay ap ko naksan na ho
                • #188 Collapse

                  asalam o alaikum freindz apki bat thek hai k internet se donwloading k waqt kuch virus files bhi download ho jati hai jis ki waja se hamere ehm password chori ho sakte hain is lie password change kerte raha kerein.
                  • #189 Collapse

                    Walaikum Assalam, well my dear friend, aap nay bohat he unique issue raise kia hai aur important bhi, kyun kay internet pey humein anytime security kay issues rehtay hain jiss say safe and secure rehnay kay leay humein apni personal details ko up to date kartay rehna chaheay...
                    • #190 Collapse

                      jee haan hum ko kabhi bhi apni asal information internet ki dunia main show nahin kerni chahiyea jitna kay ho sakay hum ko internet ki dunia main apnay personal details share kernay say baaz rahna chahiyea
                      • #191 Collapse

                        je jnab ap ne jo bat ke he woh hqeqat he jha par acha kam ho rha ho wha kae log ese bate krte he take dosre logo ko kam se htua ja ske hme apna kam ehteuat se krna chue jo kehte he kehte rhe
                        • #192 Collapse

                          g ha g janb,,,app ki baat mujhy bohat he achi lagi hay jnab,,main top yahi smajhta hu k ijnsan ko cahye k wo ghar jaga par hi api details ko secure hi rakhy jnab
                          • #193 Collapse

                            yes you are right ham ko is man apni detail secure krni chahey because hamara account hack bi hoskta han or koi bi dosra hamari detail use krskta han or hamari sari mahnet waste hojaye gi
                            • #194 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Qaiser4u007 پيغام ديکھيے
                              Asslam O alaikum dosto Main nay forum par bhi ek do logoun Ki Shikayatain Dekhi or baki jagaa par bhi Shikyaat thi hackers ki,ye Sach hai k jahan Acha Kaam ho Raha ho wahan buray log Bhi hotay hain.. is liyee aap Apni Account Details ko musalsal update Kartay raha karain...internet say kuch bhi Download Kartay huye khyal Rakha Karain,emails ko open Karnay Say pehlay unhain Trusty karwa liyaa Karain,Aisa karnay Say Ap Safe rahain gy
                              Main is baat se bilkul agree krta hu hamain apni personl details kbhi bhi internet pe show nae krni chahiye,,ku k hr jaga ache or bure log hote hain apne account ko hamesha chek krte rahen because internet pe hacking ka masla bhi hai or ap jo bhi kam kr rae ho internet pe apni personal details ko kbhi show na kren is baat pe amal kren ge to safe rahen ge...
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                ha aapko apana forex ka account safe rakhana hota hai to hi aapko fore xm eearn milta hai agar aap apaka personal detaoil kisi ko bata dete haoi topapko los shi milta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X