stop loss per kam karna chahiya k nai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #796 Collapse

    takeprofit s say zayadaa stoploss par kam karna chaeiye kayan ki Forex main profit sy zayadaa nksaan hotay ha, naye trader ko kayan ki humhi risks or reward kaa nahin pataa hotaa islee stoploss kaa istemal hmesha karna chaeiye thanx.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #797 Collapse

      haan jee mein bhi yeh kehtaa hoon keh keh jub apkaa loss hao jaey to aap himaet na harin kyn keh yei to Forex kaa part hai, aor aap trading py kaam krin kyn issi sy aapka nuqsan km hao gaa aor aapko profits kaa opportunity milay gaa aor aap mazid loss say baach sakin gy.
      • #798 Collapse

        dear ham ko hamesha stop loss k sath kam krna chheay kun k kisi time app ki trade negitive bhi ja sakti hai jiss ki waj say app ka account wash ho sakta hai iss leay stop loss ka use zror karin phir he ap sucess ho sakty hain.
         
        • #799 Collapse

          stoploss Forex tradings mein takeprofit or stoploss baht he zaroori he jub app more lot kaa orders laaga rhei hon yaa light chalee jaati he yaa market mein taizi aa jaati he to us wkt claoss nahi hotaa to us reasons sy bhee sl ore tp baht important he.
          • #800 Collapse

            jee bhai blkuk krana chaeiye aor ma khd bhi trading ma stoploss ko zaraort krtaa hn kyonkeh stoploss estimal krni say humien Forex ma bara loss say baach saktin han r utnaa lose karty hein go hm effrt kar sake aur free hao ki aap naye traedng kar ki aapne recovrey praoft kama sakti hao.
            • #801 Collapse

              Gee zaroor karna chaheey stoploss par job stoploss sy he app loss say baach sktay ha, wrna stoploss nahin lagaeey gy to bhut loss hao skta ha, iss liyay aap ko chaheey ki stoploss laaga kar tradings kareey to very good ha, ziyada lose sy bachh sakty ha
              • #802 Collapse

                Okay jee s ke options bohat he helpfull options he apney money ko safe rakhney kei liye ap ko chaehiye keh ap stoploss kee options lazmi istemal karain iss sey aap barey loss say sav.
                • #803 Collapse

                  Stoploss ko tradings mein istemal krna chahiaey laikin her trading mein istemal ni krna chahiaey go trade bohat risk hooti hein unn pr stoploss lagaana chahiaey her trading mein ni lagaen chahiaey yaa unn trade mein sl lagaana chahiaey jinn trade ko hm daikh ni rahey hotey meaning hm pc kei samney ni hotey hen to sl laaga kr janaa chahiaey market kaa pataa ni hotaa bohat down honny sey accounts khatam na hao jaey.
                  • #804 Collapse

                    agr a ka acocuntbra hy our ap ny kam lot siz use ki hoy hy to phr to ap ki apni mrzi hy agar a lgana chaty hy to phr bhot hi best rhta hy is ssy ap ko zeada loss nai hota hya gar chota hy to phr a ko har hal my stop loss lgana prta hy agr ap sto loss nai lgaty hy too jb market brak out krti hy to phr pora ka pora account hi wash ho jata hy
                    • #805 Collapse

                      stop loss say humy kafi zada is market main trading krny main madad milti hai jis ki vaja say is main kaam ko krna kafi zada easy b hota hai or hum zada loss say khud ko safe kr saqty hain yehi kafi zada helping cheez hoti hai laikin in ko place kider krna hai ye maloom krna kafi zada zarori hota hai
                      • #806 Collapse

                        stop loss lag k bi hum market main acha earn kar skaty hain aur is ko use kar k hum acha profit hasil karein gay aur trend ko bi mind main rakhna ho ga ta k loss kam ho skay aur greed ko avoid it the trade
                        • #807 Collapse

                          forex trading main agar hum stop loss ko use karty huway trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay so humay chahiey keh esmain jald bazi na karen kyun keh esmain humay es waja say bhi loss hota hay
                          • #808 Collapse

                            Forex trading business mein stop loss buht ehm hy stop loss ko agr laga kar trading karain gay tu forex trading business mein buht ziada loss se Bach saktay han aur forex trading ki market mein loss ko cover kar k profit earn kar saktay han is liye stop loss ko laga kar trading karni cahaiye
                            • #809 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: sifa
                              hum is main stop loss ko use kar kay achy say kam karty hain jis main aik limit mil jati hay or humain trade main loss km ho ga humain hard work ka rkay pracctice say kam karna ho ga take profit ko b use karna sai hay
                              ge han bhai hmein apne trading mein stop loss ke istemal krne se apne trading mein acha faida hota he aur hm apne trading safe krte hien aur hmein apne trading mein mhnt krna he aur hm apne trading mein ache knowledge aur experience se apne trading krein to hmein boht faida apne trading se milta he
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #810 Collapse

                                Yes sir I agree with you agar aap long time trading karte hain toh Aapko stoploss nahi Lagana chahiye Agar aapke paas bahut accha Hamar Jaan Hai Tu Agar Main Kahoon Gar ke agar aap little profit choti trading and profit kar sakte hain toh aap stoploss lazmi Lagaye
                                If You Like My post ... Don't Forget to click "Thanks":cool:

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X