stop loss per kam karna chahiya k nai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #376 Collapse

    forex ak acha bsiness ha sab ka liy ha is ma sab ka liy ha sab is kam kam karta ha isma traing kar ka he is ma kamkarncahta ho sab ka liy ha sab ko is ma kamkarna ha to is ka liy ap ko is ka demo account ma traing karn ho ge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #377 Collapse

      stop loss pr kam krna chahe kion keh stop loss lgain gy to forex main loss ko cover main rkh skain gy stop loss bht important hota ha trading main is ka use krna bht acha result data ha aor risk sy trader bach jata ha
      • #378 Collapse

        g hn bahi ma aki bath samaj raha hun g hn bahi huma apna loss stop karna ka lia hum heardwork karna chayea taka hum ache earning kar saktahan or hum apni roz mara zaroriat puri kar saktahan
        • #379 Collapse

          janab hame stop loss ko use karna chahie kun ke stop loss ko use kar ke ham apna loss safe kar sakte hain or ab hame aek limit se zyada loss nahi ho sakta hai
          • #380 Collapse

            Bhi jaan es pay kaam lazmi karna chahiyah or es ko apni trading may zaroor estimal karna chahiyah takay aap ka sara kay sara account wash na ho agar loss ho raha hay tu.
            • #381 Collapse

              g han bhai hamian stop los main bilkul kam karna chaye bhai kun kay bhai stop los hi aik asi chez hai jis main apka acnt agr los main ho ga bhai to acount wash hny say bacha jye ga bhai stoplos ka yehi faida hai bhai or stop los lazami use karna chyae bhai
              • #382 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: yasirali پيغام ديکھيے
                ma ya poch rha tha k app ko stop loss per kam karna chahiya k nai
                Stop loss or take profity dono aik acha trader hamesha apni staretgy me use karta he.. agar aap trade laga kar kahen bahir ja rhe hen to aap stop loss ya take profit lagayen q k is tarha se aap apna capital save kar skaty hen or enjoy kar skaty ehn
                • #383 Collapse

                  sir ma to yahi kaho ga kay hamaystop loss pay kamkrna chahiye qk agar ham stop loss pay kam krtay ha to hamay bhot fiada hota ha or hamay ziada loss nai hota ha lakin sir ham stop loss pay kam nau kray gay to hamay ziada loss ho jta ha jis say ham ak achay trader bhi nai ban saktay ha
                  • #384 Collapse

                    dear bro merey khayal say hum is main stop loss uise kar k is main work kar sakty hain or is mian hum is tarah say hum ko is main loss say bach sakty hain bohat zaida loss say
                    • #385 Collapse

                      Main yh samjhti hun k stop loss ko use krna yh na krna yh ap per depend krta ha forex kiun k eak risky business ha so yh ap per depend krta ha per main stop loss ko use nhe krti.
                      • #386 Collapse

                        stop loss bhi bohat achat hai hamain stop loss ka lazmi istimaal karna chahye kyun ager ham stop loss ko follow nhi karain gay tu mazeed loss se hamain is ilawa koi or tarika nhi bacha sakta is liye
                        • #387 Collapse

                          stop loss pay kia kam krna cheiyh bhla ab loss hota he rhat hai is mein app ki mistak hote hai so app is ko bikul tow nhee ruk sakty ho bas app is ko kam kar sakty ho bs so app ko cheiyha ka app risk kam lo
                          • #388 Collapse

                            dear when you are suffering the loss then you have to use the stop loss so that you can become the relax and cool for the next trading and can earn more adn more profit for which you have entered in the forex trading businss,,,,,
                            • #389 Collapse

                              agar aap ka account balance aap ki trade k hisab se nakafi hai toh aap ko stop loss use krna chaheay aur sab se important baat jab tak aap ko apna lot size maloom na ho aap stop loss ya take profit na lagayen.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #390 Collapse

                                dear agar hamare pass equity boht ziyada ho or hamari lot boht kam ho toh phir hamko kam risk hota he kiu ke market up jay toh down bhe ati he aagar hamare pass equity kam he toh har trade me stop loss ka use karna chaiye is se hamara hi fida he ke ham bare loss se bach sakte hen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X