Loss Say Behtari Hoti hay
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss Say Behtari Hoti hay
    Hamesha k profit say jab loss hota hay to bohat dukh hota hay agar mix si trading hoti rahay yani kabhi loss or kabhi profit to iss say kafi behtri ho sakti hy. Ham sath sath seekh bhi lete hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g bhai loss se uski hi behtri hoti hai ke jo is mien mehnat karta hai,aur is mien apne losses se sabaq seekh kar is mien apni trading ko behtar banata hai.
    • #3 Collapse

      G ha forex trading ma loss hone k baad mistakes ka analysis karna chaye ta k next trading ma success hasil kar saken..loss se sabaq hasil karna chayhe ta k ache earning kar saken,,forex trading ma profit earn karne k leye experience ki zarorat hote hai...forex ma profit be earn kar sakte ha aur loss be hosakta hai..
      • #4 Collapse

        han bilkul bro main ap ki bat se agree krat hon k is main ap ko loss se behtre hte hah is main he nai balke ap ko jis cheeez main bhe loss hota hah us main ap saikhte ho aur ap behtar se behtar hote jate ho aur ap kis skills develop hte jate hain i think so
        • #5 Collapse

          loss trading me agar ho jata hay to ye es time forex k ley faida de sakta hay jab traders apny loss mistakes me learning karta hay yahi loss us ko successful karwa sakta hay
          • #6 Collapse

            Profit aur loss to forex main sath sath chaltey hain. Hamain loss sey ghabraney ki bajaye is ko accept krna chaheye aur is sey kuch na kuch lesson hasil krna chaheye. Jin mistakes ki waja sey loss ho raha hy hamain un mistakes ko control krna chaheye. Isi tarah hum loss par qabu par saktey hain aur loss ko khatam kar key acha profit bana saktey hain.
            • #7 Collapse

              g bhi jaan agar ap theek se loss ko dekhen to ap loss se bhi faida utha sakte hain bs baat hai ke agar ap apne losses se sabaq seekhna start karden.
              • #8 Collapse

                Han g loss agr ho jaye tu self confidence loose na Karen. Aur loss ki reasons ka pata Karen. our phr un pe control Karen. Es tarah agr ap control Karen tu next time wohe mistake repeat nahi karen gy. Aur es tarah ap successful trader bn sakty hain.
                • #9 Collapse

                  g jab ham ko loss hota hai to ham kuch new seekhte hain jis ki waja se ham ko future main profit hasil karne main asaani hoti hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Starting mai 1 newbie trader ko trading mai bohat c difficulties ko face krna pr skta hai or los sb hota hai lakin agr loss ho jaye to trading ko leave nhi krna chahiye blkay apni mistakes ko learn krna chahiye or loss ko recover krnay ki poori koshish krni chahiye.
                    https://t.me/pump_upp

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X