spread??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    han g bilkul her currency pair me spread different hota hy or is ki waja ye hy ke ap is me her pairs ki demand and supply different hoti hy or is tarha hum is me kam ker ke is se achi earning ekr sakty hen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: asif121 پيغام ديکھيے
      kush currency pair main spread km hota hay kush main humy spread zada nazr ata hay asa q hota hay koi bta day please
      Instaforex mein major pairs mein spread fix he matlb three pips he, or kuch pairs mein spread seven pips he or kuch mein tweleve pips, three pips spread pair mein trading ziada hoti he is lie ap bhi in pairs mein trading karin.
      • #63 Collapse

        Unemployment problem increasing day by day. Forex is a good place to make money. Many unemployment people joining in forex market day by day. Forex is best opportunity for unemployed people. If an educated people learn forex trading properly then it can be a good money making place for them.
        • #64 Collapse

          hello dear friend i think spred broker ka bilkul normal sa commition hota hai ye broker ka bunyadi haq hota hai baqi rahi baat spred ka ya zeyada honey ki baat my dear jis pair ka spred zeyada ya kam hoga fix nai hoga us par app ki profit earning bhi zeyada hoti hai i thinks agar app new member hai to app kay liye i thinks EUR USD pair sab say best hai us ka spred bhi fix hai is liye ici pe kerna chaye ..
          • #65 Collapse

            my dear spred broker ka bilkul normal sa commition hota hai ye broker ka bunyadi haq hota hai baqi rahi baat spred ka ya zeyada honey ki baat my dear jis pair ka spred zeyada ya kam hoga fix nai hoga us par app ki profit earning bhi zeyada hoti hai i thinks agar app new member hai to app kay liye i thinks EUR USD pair sab say best hai us ka spred bhi fix hai app us par trade kar kay daily acha profit earn kar saktey hai
            thanxs sir
            • #66 Collapse

              my dear ma abi forex ma new ho mere kehyal se forex trading ma jo spread kam ya zeyada hota hai is ki waja yeh hai k market ma supply aur demand ki kam ya zeyada hona hai is waja se he aesa hota hai aur mere kehyal se kuch broker ka spread fiex hota hai aur kuch ka floating spread hota hai.
              • #67 Collapse

                ya sab her compny walo ki apni commission hoti hai jis ko use karty howy ham fx ma trade lagaty han or wo ham sy comission haseel karty han jis sy ham unk broker ko us ekarty han
                • #68 Collapse

                  dear mae bahi new ho es kae bare mae nae janta ho kae ye kya chez ha es kae bare mae ap kjo wo log bta sakte ha jo es kae bare mae jante ha mae es klae bare mae nae janta ho es lae kuch nae share kaerha ho
                  • #69 Collapse

                    spread broker ka bilkul normal sa commition hota hai ye broker ka bunyadi haq hota hai baqi rahi baat spred ka ya zeyada honey ki baat my dear jis pair ka spred zeyada ya kam hoga fix nai hoga us par app ki profit earning bhi zeyada hoti hai i thinks agar app new member hai to app kay liye i thinks EUR USD pair sab say best hai us ka spred bhi fix hai app us par trade kar kay daily acha profit earn kar saktey hai.
                     
                    • #70 Collapse

                      Ye to har aik broker ki apni facility hoti hai keh baz pairs main spread kam hota hai aur baz main ziyada. Lehaza jin pairs main spread kam hota hai hamain wo pairs select karne chahiyen. Aur un pairs per trading ziyada faidy mand ho sakti hai. kun keh baz pairs aisy hoty hain jin main 40 pips tak ka spread hota hai.
                      • #71 Collapse

                        my dear spread broker ka buniyadi haq hota hai jis say broker apna profit nikalta hai dear main to insta forex ko hi best kahoon ga kyun kay ess mein bohat say currancy pair hai jin kay spread bohat kam hain i think EUR/USD USD/JYP UCD/CHF USD/CAD GBP/USD GBP/JYP en par bohat best spread hain
                        • #72 Collapse

                          dear currency spread ka matlb ye ha ka circulation of currency mean ka ager markeet ma kisi bhi currency ki circulation ya demand zyda ha tu spread zyda ho ga or ager kam ha tu pread kam ho ga
                          • #73 Collapse

                            asal mei spread aik difference ko kehtya hai kay jitna ik pair mei jo bi differeence ho is ko sprewad boltya hai jaisya kay isnta kay brojker mei gold ki tarding mei 60 pips ka spread hai
                            • #74 Collapse

                              These are some of the underlying questions dynamical the Disparity Sustainable Lifestyles Dweller gregarious platform programmer. Flu viruses are page mainly by droplets prefab when people with flu exhalation, reflex A cerebrate by researchers at the Lincoln of California finds that moods can be spread vitally through social media sites.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                dear, Forex me aisa is lye he hota ha q k is me har currency har country k hoty ha our is me ap ko is bat par diyan nahe dena chaye q k is sy ap k koi bi talaq nahe ha our ap sirf forex me ap trading kary our is k bare me ap market me experience hasil kary to achy hota ha.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X