eur usd ka pair ma eur kiya ha or usd kiya ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    eur usd ka pair ma eur kiya ha or usd kiya ha
    brother mery ya sawal ha ka eur usd ka pair ma eur kiya ha or usd kiya ha plz replz me :confused:
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    brother eur usd ka pair ma eur wo ha jes ko da ker usd is ma wo ha jes ko dey ker eur leya jaty ha
     
    • #3 Collapse

      Yes sir liken me to kud abi forex me new ho our me forex me abi tak itna kuch nahe janta ho q k forex k business our market bahot he big ha our is me ap ko experience hasil karny k lye kafi time lagta ha our me to kud abi forex me demo account par trading karta ho take kuch experience hasil kar sako.
      • #4 Collapse

        dear brother ya pair ha eur/usd app ager in par traer karty han to app easy li profit earn kar sakty han is sy boot faida hota cahy trader ko in ki movement achi hoti ha or jald apny rate par wapis b ajaty han
        • #5 Collapse

          eur/usd 2 currencies hein eur Europe ma use hoti hy aur usd america ki hy market ma jo rate araha hota hy us ka matlb hy k 1 euro etny usd k baraber hy aur es ma hum usd ki khareed o farokh karty hein
          • #6 Collapse

            euro/usd aik aisa pair hai jis par ap acha profit bana laitay ho. kabi ap ko 100% bhi profit mil jata hai ais pair say. sakon say ais pair ki market ko check kiya jay aur phir trading karni chiyay.
            • #7 Collapse

              yeh to mix pair hotay hain meray khayal se kiu kay is mein hum trading kartay hain aur earning kar tay ain is liye yeh different pairs hain in pey hum trading kartay hain aur profit earn kartay han forex trading mein .
              • #8 Collapse

                mn b aap ke tarha new hn jhn tak mery knowlage mn ha ka eur wo hota ha jo ham dolar da kr buy krty hn is s zyada mujy nai pata
                • #9 Collapse

                  dear me to forex ka new member hon me khud abi lerning process me hon.forex k bary me abi learning skills hasil kar raha hon
                  • #10 Collapse

                    ASSALAM O ALEIKUM hmm mere bhai EUR means EURO europian currency and USD means DOLLAR American dollar,,ye pari forex ka bht acha pair hai ap is pair se agr trading kroge to apko bht acha profit hoga,,,or is pair mein eur dekr usd hasil kia jata ahi
                    • #11 Collapse

                      dear ye do mulkooon ki currency ka pair hai EUR Europe ki currency hai aur USD America Dollar ki currency hai. trading mein pairs ki base pay business hota hai.
                      • #12 Collapse

                        bhai ji ye aisa pair hai jis ko log tarde main ziada use karty hain .Usd ka matlb hota hai united state dollar or EUR ka matlb hai Euro mtlb europ ki currency .ye donu hi currencies hain bhai ji ..:mad:
                        • #13 Collapse

                          Forex trading business main jab hbi hum kisi currency ka len den karte hain to un main se ek currency primary hoti hain sor dosri scantily hoti hai aor ap jante hain ke primary hmehsa sotrong hoti hai to jo pair main pehly ati hai wo hmesha strong currency hoti hai aor bad main any wali scandal hoti hai aor yeh week hoti hai to euro/usd main euro primary currency hai aor usd scandal currency hia
                          • #14 Collapse

                            Dear pair hamesha 2 currencies ka hota hy aur ye dono currencies aik dosre k ult move karti hain mean agar usd oper jaye ga tu eur neeche aa jaye ga aur agar usd neeche aaye ga tu eur oper chala jaye ga....
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g brother main abe forex main new hoon aur main abe forex trading kay bary main lern kar raha hoon aur mujy eruo aur usd kay bary main knowledge nei hay ap ko koe senier he bata sakta hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X