what is rebote treading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    well my brother forex trading business me robot trading aik kisam ki auto tarding hi hoti he jias me ap ko khud trading k abry me kuch zyada kam nahi karna parrta magr merre kkhyal me to is auto trading se best mannual trading hi he or isi me zyada profit he..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      When the traders are just beginning to do trading here in the trading market then the thing that these traders will be needing at first I think surely is trying to understand the market and the traders should always try hard for that.because without even understanding the trading market properly these traders can never really manage any profits at all in their trades.So all the traders need to try and understand the market properly first.
      • #93 Collapse

        DEar first bth yeh hay kay agar tum dosre job bhe krty ho th 8-10 hours tho must dogy. so wahe time forex ko do and achi trade krky tho tum acha kama sakty ho and apke wife and bachon ko bhe basic needs k ley paiso ke hee need hoti hy. oor esa bhe nahi kay tum din raat pc k samny bety raho.
        • #94 Collapse

          Robot trading automatic trading hoti hai aur agar apke paas time nahi hai ke ap trading kar saken to phir ap robot se trading karwa sakte hain but ye bohat risky hote hain aur bohat dafa ye poora account bhi wash karwa dete hain.
          • #95 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: umersharif پيغام ديکھيے
            mery ya sawal ha ka forex ma rebote treading kiya hoty ha or is ko kesy use kerty ha :confused:
            robot trading automatic trading ko kehty hain, lakin mery khayal sy robot trading profitable nahi hy us mein loss ziada hota hy keun k jab ap apny mind sy trading karen gy to apko faida ho ga robot apko koi faida nahi dy sakta.
            • #96 Collapse

              salaam bhai... bhai main to forex trading main abi new hoon aur abhi main learning ki stage per hoon es kay baray main mujhe itna nae pata lakin itna kahoon gaa kay jis chese per aap 100$ cinfirm nae hay kay es ko kaisay istimaal kartay hain us ko istimaal na karain
              • #97 Collapse

                robot trading automatic trading ko kehtey hain jis main robot trading karta hey aur main is par bilkul belive nahin karti hun aur na hi mene kabhi robot ko use kiya hey main always forex main manual trading karti hun aur usy par hi depend karti hun.
                • #98 Collapse

                  robot asal main indicators hote hain aur khud hi kaam karte hain yani trade ko open bhi karte hain aur close bhi karte hain but main yahi kahon ga ke robot se koi khas fida hota nahi hai is main ap ko zayda tar loss hi hota hai aur robot main ap ko learn karne ko bhi kuch nahi milta,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,.
                  • #99 Collapse

                    yes dear i am new trader in forex trading ad i think that forex trade is the ebst for all and i think that we all should focus on learning forex tradinga nd i would like to tel, you that the more you will learn the more an d more will be the chances for your earning from forex trading bsuienss
                    • #100 Collapse

                      ap ko pata hay k agar ap 5$ daily ka target set karo gay to ap ko kam say kam 500 pips daily earn karna hoga, agar 0.01 ki lot select kartay ho to. ya to target ko kam kar lo, ya phir lot size increase kar lo, ya phir koi aisa pair btao jo aik din may 500 pips ki movement karta ho. Mazeed yeh keh ap ki strategy kia hogi?
                      • #101 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: umersharif پيغام ديکھيے
                        forex ma rebot treading bohat hameyat ke hamel ha forex ma bohat sa log rebot treading kerty ha lakin rebot 100% profit naie dayeta ha agar ya profit daty ha to phit dabal loss be daty ha as leya hum ko chia ka rebot treading na kary
                        Jee haan bhai forex me kafi log robot trading karte hain magar jaha tak mera khayaal hai hume robot trading nahi kar chayye kiyo ke ye automatic trading hoti hai is se hume loss bhi ho sakta hai.....
                         
                        • #102 Collapse

                          main to abi new hon forex main to is waja sa main ap ko kuch nhi bta sakta laikin sonna main aya ha k forex trading main robot use nhi krna chahiya kiyon k robot 100% sahi nhi hote or ye hamen loss bi krwa sakte han.
                          • #103 Collapse

                            dear yeh bat to such hai k jis kam ko hum serious ho ker kerty hain us mein zyada interest bhe lety hain or ek target bna lety k in dino mein just yehi kam kerna hai or kuch nahi kerna or jis cheez ka be ja istamal kiya jaye wo zehan mein rach bus jati hai yehi kahsiyat forex mein hai
                            • #104 Collapse

                              robot aik asa software hay jiss se automatic trading hoti hay ye fazool software hay janab forex trading is world ka best online business hay aik humay skills aur knowledge chaiye achi mehnat kar kay hum achi si earning kar saktay hain best strategies chaiye mehnat se he success hay hardship k saath success hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Robot trading ye ha k hum forex me robots ko b use karty hn jo khud ba khud hi new trade open karty hn and khud hi close karty hn hum apna volume ki limit ucko bata dety hn then wo khud hi ic me kam karta ha but baz dafa robits b dhoka de jaty hn so hume chye k hum achi tara se pehly ic kam ko seekhn

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X