what is indicators

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #271 Collapse

    dear indicators ko hum market k trend ko find kerny k ly use kerty hein is se kafi helo milti hia or meta traders per kafi sare indicaotrs mojood hein ap apni merzi k mutabik koi bhi choose ker skaty hein
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #272 Collapse

      Brother indicators ap ko direction find karne main help karty hain har indicators ke peche koe na koe mathematical calculations hote hain
      • #273 Collapse

        kis tara say hum nay market main kaam ko krna hai ye maloom krna hum ko in indicators say kafi zada madad milti hai her ik traders ko is market main kaam ko is tara say krna hai jin say ye money ko earn kr saqty hain sath main in kay pass ye moka hai jis say ye money ko banaty hain yehi sub say zada zarori hota hai
        • #274 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: umersharif پيغام ديکھيے
          mary ya sawal ha ka forex ma indicator kiya hoty ha or ya kes kam ka leya astamal hoty ha plz reply me:confused:
          Indicators ak tool ha jo apko indication date ha market ka hawaly say ka market ap kis jaanb jaye gi buy ka chance ha ya sell ka amm tor per traders chand indicator use karta hein jinka name ya hein Moving average RSI bollinger bands ya khasa mashoor ur kamiyaab inticator hein agar ap apni chart may koiy indicator lagana chata hein tu ap ya laga sakta hein.
          • #275 Collapse

            indicator ko boht say log use kraty hain aur hamain learn kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main asani ho saky aur emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi ta k profit hasil karein gay
            • #276 Collapse

              forex trading main hum market kay bary main knowledge gain karnay kay liey differnet kisam kay indicators ko use karty hay agar hum enko use karty huway trading karen gay to humari trading bohat safe ho jati hay
              • #277 Collapse

                indicators hmary fourm main wo hoty hain jo hmain market k trens k bary main bataty hain k marlket kis pairs k against hai or kis k equal hai es liye hmain un ko follow krna hota hai
                • #278 Collapse

                  jin cheezo say market ki move ka idea milta hai kay ye is tara say next move kr saqta hai yehi indicators hain meta traders main kafi zada indicators hain laikin ye sary lacking indicators hain hum nay in say market ki previous move ka idea milta hai or next is say idea laga saqty hain moving average say MACD say or Fibonacci entrancement say
                  • #279 Collapse

                    indicator ko use karny k liye hard work karni ho gi tab hi hum run karein gay aur experience hasil kar k hi hum sucess hon gay ta k loss kam ho skay aur trend ko use kar k hi hum run kreain gay ta k loss kam h
                    • #280 Collapse

                      Indicators wo hoty hain jo market k bary me pehly hi bta dety hain k konsi chez up ho ge kis time matlab ye hamen fully guide karty hain
                      • #281 Collapse

                        forex trading main different kisam kay indicators use hoty hay aur agar hum en indicators ki thek say setting karen gay tab he hum market main theak say profit earn karna seekh sakty hay aur humay chahiey keh esmain jald bazi bhi na karen kyun keh jald bazi main hum koi bhi trade sahi pick nahi kar sakty balkeh humay esmain loss he hota hay
                         
                        • #282 Collapse

                          agr hum indicators ko use kar kay kam karty to achi eraning hasil ho sakti hay magr humain hard work karna ho ga jis ki help say market main acha profit hasil ho sakta hay is main humain practice karna ho ga planing kar kay own stratgy ki help say market main kam karna ho ga jis say trade ko place karny main kafi asni ho sakti hay loss km ho ga
                           
                          • #283 Collapse

                            ya be aik tooleas he hotay ha our un sa hum ko trading karnay ma madat milte ha our is liay hum ko un ko ues karnay sa fiad hasil hota ha our is ma hum ko mahnat our knowlged sa kaam karna cahay our is ma mstak ki ajzat nhe hote ha
                            • #284 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Load پيغام ديکھيے
                              ya be aik tooleas he hotay ha our un sa hum ko trading karnay ma madat milte ha our is liay hum ko un ko ues karnay sa fiad hasil hota ha our is ma hum ko mahnat our knowlged sa kaam karna cahay our is ma mstak ki ajzat nhe hote ha
                              ge bhai hmein apne forex trading mein meta trader 4 ke software mein indicators die jate hien in se hm apne forex trading market ke kse bhe pair ke trend ko technical analysis ke lie istemal krte hein aur indicators ke istemal mein experience hone se trader ko market ke sahih trend ka pta chlta he aur trader apne trading ache profitable krta he
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #285 Collapse

                                asslam o alikum bahi jan indecater ek signal prvide krny wala ha is ki madad sa hum forex ma signal trading trty ha indecater par mushtmil ek stretge banti ha jis ki mamd sa hum forex ma cha profit earn kr skty ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X