what is indicators

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    indicaotrs ak software hota ha jis key andar ak program fit hota ha jo us program aur setting ke tahat market ko analysis karta hau aur hum ko us analyiss ke final report data ha jis ko hum apni tradign men use karte hian.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      indicators hote hain trading me trend ki taraf ishara karne ke lye bohat bar yeh perfect trend ki nishandahi karte hain lekin aksar yeh dhoka de jaty hain or hame loss bhi face karna par sakta hai in ki waja se is lye me trend line ko candlestick se he follow karta hon .
      • #183 Collapse

        bhai ye indicaters hume signals dete hai market ke signals dete hai ke ab knsi currency upr jaegi knsi neche aegi or ab market ks tarf jaegi
        • #184 Collapse

          forex trading main kmybi main indicators trdars ko bohat sath dyatay hain ager traders in indicatores ko daik ker trade ker to ziyda earning ker saktay hain.
          • #185 Collapse

            es miena ap ko daikhna hota hy keh nexyt kia krna hy es mien ap kopata chal jata hy keh next kon c trade lgnai hy es mein agr ap ko sakhny ko mil jae to bht aal bthy es mein ap ko es wqt koch smgh nhay ge jab tak ap es ko kisi say sekh na lain
            • #186 Collapse

              bai me to forex per new user ho me ne forex ko abi new hi join kya he or me in indicators ke barey me zayda to nahi janta but ye indicators forex markit ki future ration ko phle hi indicate ker dete h
              • #187 Collapse

                forex mein bohat sare kai kisam k indicators use karte hein,indicators humein market trend ka andaza batate hein,jis ko hum samaj k buy ya sell ki trade lagate hein,jab tak humein koi bhi indicatore ko chalana nahi ata hum os say faida nahi le skte
                • #188 Collapse

                  in my opinion indicators wo hoty hain jin se humain market conditions ka pata chalta hai k market ka trend kia hai. indicatrs se humain sirf idea lena chahiye k humain trading kaise kerni hai is per fully rely ni kerna chahiye kiun k indicators humaisha sahi nahi hoty or in se humain loss bhi ho sakta hai. is liye soch samajh ker indicators ko use kerna chahiye ta k hum zyada se zyada profit gain ker sakain....
                  • #189 Collapse

                    Bhai jan Indicators ko translate kiya jaye to isay singals khtay hai or indicators ko use krtay huway hum market ki exact condition ka pta lga sktay hai.or signals ko diagnose krtay huway profitable trading krnay mai kamyab ho sktay hai.wesay to bohat say indicators hotay hai Mt4 mai lakin mere knowledge k mutabik (Moving Average) Or (Relitive Strength Index) best indicators hai.
                    https://t.me/pump_upp
                    • #190 Collapse

                      indicators woh hoatay hain jo hummain market kay up aur down honay kay motalik indicate kartay hain woh bata daytay hain keh kis waqt market up ya down ho sakti hay
                      • #191 Collapse

                        bai indicators k name se hi pata chal raha h k ap ko indicator ki madat se har taraha ki update ka pata chal raha h k market k up down kesi h or market main kitny points ka izafa or kami ho rahi h
                        • #192 Collapse

                          indicators hamain help karty hai k ab market kidher ko move kary gi yani k ab wao buy ko jay gi k sell ko.
                          • #193 Collapse

                            well my dear friend, jahan tak meri information aur knowledge hai tou jesay kisi bhi field mein kisi cheez ko note aur uss ki right directions ko identify karnay kay tools aur formulas hotay hain iss he tarhan Forex trading kay business mein hamaray leay indicators kay name say ye tool provide kia jata hai jiss ko learn aur understand karnay kay baad hum market ki directions ko identify karna seekhtay hain...
                            • #194 Collapse

                              indicators wo hoaty hai kay jo apko is cheez kay baray mei batay hai kay apko market mei kya karna hai apko market mei buy karna hai ya sell karna hai is ko hi indicaors kaha jata hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                indicators ko forex mai market ki situation ko check karny k liye use kiya jata hai. indicator sy ham ko ye pata chalta hai k kb market up jaey ga ya down. indicators ko daikhty huey maximum log trade ko sell ya buy karny ka plan karty hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X