stop loss or take profit kasy lagaty ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #496 Collapse

    Mere bahi forex trading mein stop loss aur take profit ki bahot hi ahmiyat ke hamil hai jo bhi trader take profit aur stop loss nhi use krta woh koi acha trader nhi hai kiyon ke stop loss bhi important hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #497 Collapse

      is main jab hum market main trade karty hain tou us waqt stop loss aur take profit ko use ka k hum market main trade lagaty hain is tarhan hum achi trade karny k kabil hon gay aur loss bi kam say kam ho skay gay it is gud
      • #498 Collapse

        is ko use karny say hamain loss kam ho sakta hai aur trade karny k liye experience hasil kar k hi trade karni ho gi ta k earn karny main asani ho saky aur market main trade kar k acha earn kar skay gay
        • #499 Collapse

          Forex trading busniss mai humin chahye hy k hum jub be trade open karain tu us mai stop looss or take profit ko lazme laga liya karain warna is mai apko zaida looss be ho sakta hy
          • #500 Collapse

            stop loss aur take profit zaroor set kren aur jb hm trade lagaty hain to uss time option mojood hota hae atop loss aur take profit ka hamen uss time inko set krna chaeay tan k hm achi traha trade ko handle kr sken.
            • #501 Collapse

              is forex main trade karny k liye hard work karni ho gi ta k stop loss lga k hi trade kar hi trade karni ho gi ta k profit hasil kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky ga aur emotion ko kabo main rakh ho
               
              • #502 Collapse

                hamain trade karny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky gay aur knowldge hasil ho saky gay stop loss lga k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main mushkil na ho saky aur profit hasil ho gi
                 
                • #503 Collapse

                  Aap ko main ye bataana chata hun kay jo aap stop loss or take profit limit ka bat kar rahay hain jab aap ko market doubt full ho to tab aap is ko utilize karo or take profit or stop loss limit aap trade kay oper click karo wahan per modify ka option ho ga aap us main set kar saktay hain
                  • #504 Collapse

                    hamain stop loss laga k hi hum achi trade karny k kabil ho skay gay aur market main palning kar k hi hum achi trade kar skay gay aur stop loss lga k hi hum achi trade karny k kabil ho skay gay aur profit ho ga
                    • #505 Collapse

                      stop loss or take profit kis tara say hum nay is market main set krna hota hai bus yehi hum k liay is market main kaam ko krny k liay zarori hota hai is ki madad say hum market say auto main khud ka profit or safe kr saqty hain loss say khud ko
                      I LOVE PAK FORUM
                      • #506 Collapse

                        forex traidng main agar hum stop loss ko use karty huway trading karen gay to humari trading achi hoti hay aur humay esmain mehnat karni chahiey kyun keh mehnat karnay say he hum esmain kamyab hon gay
                        • #507 Collapse

                          Assalam o alaikum dosto kindly meri tamam users se request ha k stop loss or take profit kese lagate hain or in ka istemal kese kiya jai us k bare me tafseel se aga kijhe taa k hum new beginner ko in k bare knowledge ho ache se trading ka istemal krna shuro karein q k bht logon ko is bare me bilkul b pata nai ye request ha
                          • #508 Collapse

                            Actually jub hum koi trade open karty han to hum is par right click karty han waha par aik modify ka option ata ha is ko select kar k hum Stop loss and Take profit ko lga sakty han humy is ko during trading zaror use karna chahye isi trha hum is business me big losses se bach sakty han aur trading kar k achi earning kar sakty han.
                            • #509 Collapse

                              Forex main jab ap koe sell ya buy karte hai to stoploss opposite direction mein lagate hai aur take profit same direction mein , apa ko Forex tradings apn liyaa stoploss par koe point chose krana hootaa hai jiss a zeada aap lose nyi laaen achataa hein aor takeprofit mei jhan tuk ap munafa market sey leina chaehat hen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #510 Collapse

                                Ap entry lagane se pahle bhe laga sakty hain stoploss take profir aur enter hone ke baad bhe just modify karen entry aur apne stoploss aur take profit values enter kar dain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X