kia hum MCL croude oil par achi trading kar sakty han
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    Yar ye crude oil per trading app ko aap ka broker agar acces daita hay to aap kar saktay ho trading other wise aap trading nahi kar pao gay kiun kay agar aap kar bhe pao to aap ka balance kafi bara hona chaiay or aap ko lalach karnay ki zaroot nahi hoti bas aap ko patience ka muzahira karna parta hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      hamain is forex main trade karny k liye hard wor karni ho gi aur experience hasil kar k hi hum achi trade karny k kabil ho skay gay aur knowldge hasil kar k hi hum achi planing kar k hum earn kar skay gay
      • #138 Collapse

        crude oil main hum trading ko kr saqty hain laikin in k liay humy is chart ko teek say study krny say idea milta hai or sath main is say hum nay kaam ko krna hota hai bus yehi hum ki is market main planning say profit mil saqta hai
        I LOVE PAK FORUM
        • #139 Collapse

          agar humara trading experince acha hay to he hum oil par achi trading kar sakty hay kyun keh oil bohat tezi say move karta hay esmain humay sahi analyais karnay ki need hoti hay tabhi kamyab ho sakty hay esmain
          • #140 Collapse

            Yah tu ap per aur app ke trading skills per depend karta hai ke ap crude oil ke market mai achi trading kar sakty hain ya nai , baqi yeh baat b hai ke crude oil ke market currency market say thori se ziada mushkil hai lakin ziada rewarding market b hai . iss market mai trading kay liye ap kay pass 150 usd tak hon tu trading kay liye munasib hain.
            • #141 Collapse

              Dear ap bilkul trade kar sakty hain balky mare nazdeeq silver aur oil nisbataan forex se zayada assan pair hain ke iss main trend amooman lambe hote hain
              • #142 Collapse

                ap crude oil per bhi trading ker skaty hei ager ap k pas crude oil se trading kerny kliy experience hai tu ap zror is per kam karien or ap is se bhi acha earn ker skaty hein is liy ap is per zroor kam kerien
                • #143 Collapse

                  crude oil main trading ko krna kafi zada easy nahi hota hai is ki move kafi zada hai jis ki vaja say traders ko is market mian is tara say move krna hai khud ko jin say ye is market say account ko wash hony say safe krny kay sath is main kafi zada khud ko loss say humy safe krna lazmi ho jata hai nahi to is main loss milta hai
                  • #144 Collapse

                    is main kisi bi waqt trade kar k earn kar skaty hain aur hamain learn kar k hi trade karni ho gi aur hamain knowldge hasil kar k hi hum market main run karein gay aur profit hasil karny main bi asani ho saky gi
                    • #145 Collapse

                      forex traading main agar hum sahi say focus karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hya aur humay esmain ziada say ziada tiem daina chahiey time dai kar he hum esmain acha earn kar sakty hay
                      • #146 Collapse

                        g han hum oil par achi trading kar skty hain magr hmain market k trend ko follow karna ho ga os k up down ko b dehan se rakhna ho ga pher apko lot size ka bhe dehan rakhna ho ga sub kuj agr sahi kar liya tu apko oil se bhe profit mil skta hai
                        • #147 Collapse

                          hum ko trading ko krna kafi zada is chart ko study krny say idea milta hai or ye CL main trading ko krna kafi zada ik good experience ho saqta hai agar is nay is market ko periodicity ki limit main study kia hota hai or market ka trend ko follow krna zarori hota ahi
                          • #148 Collapse

                            is main sab trade kar k sakty hain aur acha earn karny k kabil ho sakty hain aur sab say pahly trade karny k liye experience hasil karna ho ga tab hi hum market main achi trade kar k run karein gay ta k sucess hon
                            • #149 Collapse

                              Bhai g forex trading main trading k liy cruid oil p trading ni krna chahiy kio k iska aik to spread bahut ziada hy aur doosra iski movement bi bahut ziada hoti hy aur apky account ko wash kr sakta hy to ap kisi bi currency p trading kia kro
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                Mje mcl ka tou nh pata magar croud oil py apni trading kar sakty hain kyo k ye aik international trade forum hy har chez me trading kar sakty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X