Loss ki main wajuhaat
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ki main wajuhaat
    forex trading business ek profitable online business hai. lekin boht sy log es mein zyada sy zyada earning k koshesh karty huey loss kar laity hein. to loss ki main wajuhaat
    1- behgair proper trainning or knowledge
    2- beghair strategy k trading
    3- emotions ko havy hony daina trading k waqt
    4- greed
    5- same day mein ek strategy ko do bar apply karna
    6- ek martba profit earn kar k doubara use pe trading,
    7- confused mind sy trading

    IS THIS HELPFUL:cool::cool:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    asalam o alikum pyare dosto kia hal hai ap sab ka ye jo rules apne bayan kea hain in sab pe apne khod prectice ki hai kia?
    kia ap ne khod in pe kiuch fyda kia hai ya nahi please kuch nb post karne se pahle ye yad rakha karen yahan pe nay dost hote hain jo ap ko follow kar rahe hote hain islia kuch b post se pahlle khod confrm karen
    • #3 Collapse

      G han Forex trading ma loss hone k bhot se wajuhat hai..forex ma real trading start karne se pehle ache tarah seekna chayhe ..Forex trading ma greed nai karna chayhe kyu k greed ki wajah se aksar loss hojata hai...
      • #4 Collapse

        gee haan bhai jo batein ap ne batae hien woh he trading mein loss ke main wajohat hien trader ko in chezon ko mind mein rkh lena he aur apne trading mein in chezon ko sahih krna he phr trading mein trader ko loss na ho ga aur woh profit acha hasil kr le ga
         
        • #5 Collapse

          I agree to you.Loss honay ka main reason knowledge ka na hona or greedy ho kr trading krna hota hai lakin agr inhi cheezo ko ignore krtay huway trading ki jaye to mere khyal say trader trading mai kamyab ho skta hai or loss say btcha ja skta hai.
          https://t.me/pump_upp
          • #6 Collapse

            dear is business me loss is business ka sb se main hisa ha is business me hmen loss kabhi bhi ho skata ha isi liye hmen chahe k hm is business me loss k waqt hmeshah sbr se kam kareen ta k hm is business me achi earning kr skayn asani se or success ho sakyn
            • #7 Collapse

              gee haan bhai ap ne ache batein bta de hein keh hmein apne trading mein loss ke wajuhat ka pta ho aur hm apne trading mein in ko sahih krein aur apne trading mein jo trader baghari training aur knowledge emotion greed confused mind sy trading krte hein woh loss krte hien
                 
              • #8 Collapse

                G brother ap ke baat theek hai ke forex trading acha aur profitable online business hai lakin boht saay traders is mein zyada sy zyada earning kay chaker mai loss kar laity hein, baqi jo ap naay reason batayin hain woh sab he apni jagha valid hai aur traders ko in batoon ka khayal rakhna chayie .
                • #9 Collapse

                  Forex trading main trade kartay houye jab bhi loss hota hay to hmesha us main hmari apni mistake hoti hay jesa kay hmara mind trading kay doran idhar udhar hota hay ya ham lalach main apr jatay hain ya phir market ka proper knowledge hmaray paas nahi hota aur analysis karnay main ahm galti kar jatay hain
                  • #10 Collapse

                    Loss honey ki buhat si reasons hoti hain. Maximum traders ko is leye loss hota hy keh woh forex ko learn nahi kartey aur without knowledge key big profit lena chahtey hain. Is ky elawa trading key doran traders emotional ya greedy ho jatey hain aur loss kar bethtey hain. Small equity key sath big volum ka use krna bhi loss ka sabab ban jata hy.
                    • #11 Collapse

                      gee haan bhai ap ne boht he ache batein bta de hien in wahuhat ke waja se trader ko loss hota he es lie trader ke lie lazme he woh in chezon ko sahih kre aur apne trading mein acha knowledge haisl kre aur ache trading strategy follow kre aur apne trading mein emotion greed ka istemal na krein aaur fresh mind se kam krein
                       
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        loss ki main waja zeyda risk le kar trading karna or greed karna hi hay esi waja se traders ko loss zeyda ho jata hay or kam knowledge or expernice ki waja se logo ko zeyda loss ho jata hay

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X