planning in trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    planning in trading
    make planning and then trade with higher discipline and patience...
    planning is similar to the blue print and guide once the trader in the market then they are going to know what whenever they do in there..and also there are actually some options in case the planning is not wor
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    my dear trading me planing karna bht zada zarori hai achi planing kar k hi hum achi earning kar sakte hain ye best business hai humare liye forex jesa koi nahi ye bht acha business hai iss me hume strong planing karni chahiye.
    • #3 Collapse

      forex trading mien hamko chahiye ke ham is mien achi si lanning karen aur is business ko ham theek se seekhen taake hamare andar trading skilsl develop hon.
      • #4 Collapse

        gee haan bhai forex trading mein planning to krne he aur trader ko discipline aur patience se kam knra he aur trader ko chahe keh woh apne trading mein success lena chahta he to woh apne trading ke planing bhtr kia kre aur apne trading mein actual work krne se fiada ho ga
        • #5 Collapse

          jee han bhai jan ap ki mai bat se agree karta hon k ham agr tarading karty hain hamen pehly ye dekhna chahye k mare pass wo knowledge hai jis k sath aham kam karen ge aur hmary pass is kam ko karny k liye better planing honi chahiye tb ham is main kamyab ho sakty hain.
          • #6 Collapse

            jee haan mery friend forex trading aik bohat acha business hai or ye aik online business hai agar iss kaam main ham palaning ky saath kaam karain gy ya profit kyliye achi palaning ki zarorat hoti hai
             
            • #7 Collapse

              har acha trader forex main palaning ky bagair kaam nahi karta hamain forex trading ka kaam karny ky liye hamary paas koi na koi achi palaning ka hona bohat zarori hai iss ky bagair yekaam adhora hai
               
              • #8 Collapse

                yes trading ma planing or discipline bohot zarori hai kiun k jab tak ap planing or discipline sy kam nai karo gye tab tak ap ko fiada nai ho ga kiun k jab trading sekho gye tab he fiada ho ga.
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: hassan111 پيغام ديکھيے
                  make planning and then trade with higher discipline and patience...
                  planning is similar to the blue print and guide once the trader in the market then they are going to know what whenever they do in there..and also there are actually some options in case the planning is not wor
                  jee han bhai jan ap ki mai bat se agree karta hon k ham agr tarading karty hain hamen pehly ye dekhna chahye k mare pass wo knowledge hai jis k sath aham kam karen ge aur hmary pass is kam ko karny k liye better planing honi chahiye tb ham is main kamyab ho sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Dear planning trading mai boht zarorii hy forex mai learning k bad ap ki planning he hotii hy jis pe ap sahii aur smjh k kam kar k acha faida haisl kar skteho soo ap ko jmehnat kanrii ho gii aur smjh k kam karna ho ga ta k ap ko faida ho,,,
                    • #11 Collapse

                      jee bilkul janab Forex trading k iss business main planning ki bhi buhat zada importance hae.. ek achaa trader wohii hotaa hae jo apni trade k baray main plans bna k rakhtaa hae or trade laganay k baad sab compatibilities ko dehyaan main rakhtaa hae..
                      • #12 Collapse

                        Planning in trading kafi need hai is main apne ager skills or experience ke sath planning kerli to ap kafi ahhi trading ker ke ahhi earning ker skate hai kiyun ke ek aisa plan jis se professionally trading ker ke ap ahhi earning ko kama sakte hai aisa plan banaye
                        • #13 Collapse

                          planing karna trading me to bahot hi imported hay agar app ki planing hi trading me achi na ho to app ko kabi b es business me profit earn karny ka nahi socha chaye.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            G han app ne sahi kaha ha hmen is business me hmeshah achi planning se kam karna chahe kyun k agr hm is business me planning se kam karty hain tu hm is business me success ho sakty hain or acha earn b asani se tb hi kr skaty hain hm is business me

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X