trading steps for new traders.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Become a Successful Forex Trader Step 1.jpg. 1. A good Forex trader knows how .... She enjoys being a Welcomer and New Article Booster,trading start nahi ki or ma na b karni hai start mari nazar ma humay demo par pehlay practice kar lani chahiay or phir jab hum real account par
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Sab se pehly tu aap ko market ko samjhan ho ga k forex market haikya uss k baad aap is smain trading arin lakin pehly demo par aur risk kam karny k liye aap kam se kam volume se trading karin aur stop loss aur take profit ko use karin.
      • #48 Collapse

        new trader k liye trading steps yehi hain k hum pehle achi tarhan demo acount pe pracitce karen or sath sath is ki learning bhi karen isay humein forex ki sari information mil jati hai or hum acha trade kar lete hain
        • #49 Collapse

          ap new kidr ho wese ye bat thk nhi hai bhaiya daily ki posts count ni hoti mere mutabiq count hota hai to apki posts k copy pasting to ni ki ap ne
          • #50 Collapse

            bahi mein khud is emin bahi new hun to mugy is k bary mein nahi pta hy k trading kesy karty hen to mein ny aik dost sy trading sekhni start ki to is mein mein abhi demo pe practic kar raha hun to is k bary mein nahi keh sakta k kesy karty hen trading.
            • #51 Collapse

              bhai jaan agar app ney is se pehlay trading nahi ki toh app pehlay forex trading ko seekhien aur yeh baat zehan mein rakhien k app ney gold yeh phir kisi aur comoddoties mein trading nahi karni bil key currency mein trade karni hai woh b us currency mein jis ka spread bohut kaam hoo phir appney chotey lot laganey hain jab tak appka experience na bhar jayee aur forex ki samaj na ajayee tab tak.
              • #52 Collapse

                ek new tradier k lye jo sub say best aur munasib trading steps hain wo yehi hain k wo sub say pehlay khud k azehan tayar kare aur bad me phr hame yaha pay trade k lye zehan me mehnat ka jazba rakhe.
                • #53 Collapse

                  new traders ko chahye ke wo ziada se ziada forex ke baray me apna knowledge or experiecne gain kare q k is ke bagehr wo foex me kamyabi hasil ni kar sakta or us ko yaqeeni nuqsaan ayega
                  • #54 Collapse

                    new trader kay liye yehi hay kay wo stpe by step pehlay sba chezain samjhay learning stage complete karay forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas behtar knowledge ho aur ap interst se good learning zaroori hay ap ko aik kuch best skills ki need hay har haal mei then success milay gi
                    • #55 Collapse

                      bhai ji main to ye hi kaho'n ga kay aap pehly trdae ko achi trha samjhe'n phr hi trdae ko start kre'n .or trade kay liye aik boht achi planning bna lain .or aap apny targets set kr lain jin kay mutabik aap nay kaam karna hai .
                      • #56 Collapse

                        Yes sir trading steps for new traders is most important because forex market is all time movement for this need trading steps .because it gives us money target and volume size and confidences .so trading steps is most important for the new traders .
                        • #57 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: ABDULLAH KHAN پيغام ديکھيے
                          friends main abhi is forum mei new hon mujhay plz guide karain maine first time trade karni hai. pahli baar trade kartay huay mujhay kin points ko dhayan mei rakhna ho ga, jis say risk ka factor kch kam ho sakay.
                          dear brother ap esay karo ap admin thread jo hai us ko learning karo lo dear our pher ap ko yeh question nahi karna paray ga is jesay thread may is forum may 100 say ziyda dek choka jo b ata hai thread open kar deta hai itna mind tu sub ko Allah nay diya howa hai rules may ja kar roles ko learning karo na
                           
                          • #58 Collapse

                            yes brother mein bhi new hon is forum par, old trader ko chaheay k wo new trader ki help karein or un ko trading step k bary mein bataty rahein jin sy us ki rehnomai hoty rahy
                            • #59 Collapse

                              Important to the trader in the new trading to learn many things to learn from the most important trading well-known technical analysis, whether or Feature
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                mre bhaio sorry yr mjhe trading ni krni ati hy mjhe kch pta b ni hy wrna me apko zaroor zaroor agah krta mre bhai k kese krty hn trading aur us k basic steps kya hty hn mre bhai mgr mre bhai sorry yr mjhe zara ilm ni hy is bare me mre bhai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X