Facebook per time zaya krny ki bjaye Trading ko time dayn
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #871 Collapse

    kafi sary trader aisy dekhy hain jo social media per apna time waste karty rehty hain aur trading per koi tavaja nai dety hain to in ko meri request hay kay agr wo expert and professional trader banna chaty hain to phir learning per focus rehna ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #872 Collapse

      agar hum face book par time zaya karne ki bajaye trading ko ziada time dete hein to phir hum is main kabhi bhi fail nahin hotey hain aur phir hum apna faaltu time ko bacha kar is main achi trha se kamiyab ho skatey hain.
      • #873 Collapse

        Gi frnd agr facebook ki gijah forex ko zyada time de ge to is me ap ki knowledge me bhi izafa ho ga
        • #874 Collapse

          ge bilkul ap ki 100% drust he ham jo facebook pe time zaya karte hen is se behtar he ke ham forex ko time den trading seekhen and apna mustakbil thek karen.
           
          • #875 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: alizai پيغام ديکھيے
            ajkal facebook ka bukhar har kisi ko chara hua hai tu mera khayal hai issko use krny sy behtr hai k hum forex main time dayn takay earning ki koi sorat tu nazar aye apka kya khayal hai?
            yup ye sai ha ap jitna time fb pe waste karte hai ager ap wohi time is pe lagaye to ap ko is bht faida ho ga then you will be in depended this is too good...
            • #876 Collapse

              Assalam-O-Alaikum mujh ko bhai jan aj tak is bat ki samjh nahi ati hey key log facebook jesi fazool websites per apna time kese zya kar lete hen hala key ager wo yehi time forex trading ko den to acha khasa earn kar saktey hen.
              • #877 Collapse

                Ji haan theak kaha jahan hum fb par itna time zaya karty hain agar hum wohi forex ko time dein to hum kafi profit earn kr sakty hain or bohat kuch seekh sakte ga.
                • #878 Collapse

                  ham jitna fazol time fb par zaya karte han agr forex ko time dan to bohat achi erning kar sakte han time bhi bachta hi or acha porfit bhi eran kar late han
                  • #879 Collapse

                    ji han ap ny thek kha hai k hamain facebook sy zayda fore x par time spend karna khyie taa k hm is ky earning kar skyn.
                    • #880 Collapse

                      Facebook fever aaj har Internet use karney waley ko hai ye wahid Social Networking recognize lakin behter yanan hai trading ke kam per ziada case expend kiya jaye Earning ke liye.
                      • #881 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: alizai پيغام ديکھيے
                        Ajkal facebook ka bukhar har kisi ko chara hua hai tu mera khayal hai issko use krny sy behtr hai k hum forex main time dayn takay earning ki koi sorat tu nazar aye apka kya khayal hai?
                        G haan apne blkul theak kaha hai aj kal bohat se log her time facebopok use krty rehtay hai lekin unko smjane wala koi nahi hota isse behter hai k log forex trading krlay ye gher per beth ker b ki ja skti hai....
                         
                        • #882 Collapse

                          assalam-o-alikum i agree with you facebook per time zaya kerne ki bjaye hume trading sek leni chaye ager hum trading krein ge tu is se hume bohet zyada earning ho skti hai q k trading bohet zyada profitable hai
                          • #883 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir74 پيغام ديکھيے
                            ji han ap ny thek kha hai k hamain facebook sy zayda fore x par time spend karna khyie taa k hm is ky earning kar skyn.
                            forerx per time dena itna asamn nahi hai is k liye bohat mehnat krni perti hai her time online rehna perta hai jo shakhs mehnat kr leta hai wo forex se bohat earning ker skta hai >>>>>
                             
                            • #884 Collapse

                              g haan main aap se 100% agree kerta hon k hamen facebook ya other social sites per time waste kerne k bjae forex per dhayan dena chahiye is se aik to hamare knowledge aur experience main izzafa ho ga aur dosra hmara time earning k liye kharch ho ga aur time zaiya nahi ho ga forex main experience aur knowledge ziada hone se earning bhi zchi khasi ho gi.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #885 Collapse

                                g haan bilkul main na boht sary logo ko daika ha jo facebook pa apna time ziya kar rahy hoty hain aur ucc sa un ko koi fiyda bi nahi hota baat ya ha k agar ap jitna fb pa time ziya kartay ho to uttna hi time ap facebook ko do to ap boht achy pesy kama sakty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X