Facebook per time zaya krny ki bjaye Trading ko time dayn

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #691 Collapse

    G bikul main ki bat say itfaq karta hon .aj kal facebook bohat ziada use ho rahi hai .jis main bohat ziada log apna time waste kar rahay hain jo kay unhain ni karna chahiey facebook say to behter hai kay wo apna time forex pay lagaein .kion kay forex ka kam intersting bhi hai aur easy bhi .yahan time laganay say wo kuch na kuch seekhain gay .
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #692 Collapse

      Yes, you are right that here everyone should work in this business of the forex trading than spending their important and values time to the facebook which is totally unproductive and there is not benefit for using fb.
      • #693 Collapse

        ha ye bhi sahi hai aagar aap earn karne chahte hai to aapko internet ka sahi use karana hota hai aap face book me bhi time de sakta haiur sath me trad bhi kar skata hai ye bhi aap kar skata hai agar aapko earn karna hai to aap forex me se kar sakta hai ye bahut log karte hai aap bhi kar skata hai easy hai
        • #694 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: networm7862 پيغام ديکھيے
          facebook pe hum kio kam nhai karte hai per forex pe kam kar hum pasy kama sakty hai jo ke humary liye bhot fiada mend hai is me facebook pe time east karne ki bajay forex pe kam karta ho
          hi guys jii bilkul kyun ke english main aik mahawera hain ke duty is first tho hamaesha apne kaam ko pehle sathey par rakhain aur doosri kaam ko bhaad main main ye nahin keh raha hoon ke apne enjoyments ko khatam karen magar zyaada enjoyment bhi kaam nahin aatha hain wese fazool hotha hain aur forex main tho zyada wakht guzarna parega
          • #695 Collapse

            g ap nay bhot achi bat ke ha ma be yahi sochta hu k humay facebook or be sochial madia ha us pay time ni zaya karna chaiya q k qo humay kuch ni day sakta is liya humay forex ko time dena chaiya orzad say zda earn karna chaiya
            • #696 Collapse

              yes facebook ki bajayee aap forex trading ko time deey kerr achhi earning leey sakteey heey forex ki requirement heey aur iss keey rule keey mutabiq hum kaam kareey geey tu hum ko ussi hisaab seey benefit millta jayee gaa trading kerneey keey lihaaz seey aap keey pass jitna knowledge aur experience hoota heey aap ussi hisaab seey trading kertaay heey lekin forex meey her kaam ko sooch ker aur samajh ker kerna chahyee
              • #697 Collapse

                yes dear it is the right ,there are the lot of the people who just wasting the time in the social network like the facebook and other social network if they will give the time to this business other then the face book then in the return they will earn the profit
                 
                • #698 Collapse

                  g han kai logg sara din facebook and others socila sites per time waste karty hain aur is say amadni kuch bhe nai hoti hay so is ko meri ye advice hay kay wo other sites per apna time and paisy zayah na karian aur forex ko join ker kay part time ya daily kay 2 ghanty kam ker kay maheeny ki achi income kama sakty hain
                  • #699 Collapse

                    I know the risks that must be faced when being open orders. Every business must have risks, including forex. Increasingly using large risk, the greater the profit that can be generated. However, the risk can be limited in the forex business, using a stop loss. Therefore, It is better to move slow, start with basics and very small lot. Try to understand the market as much as possible though it is very much impossible to understand it fully.
                    • #700 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: rizwan92 پيغام ديکھيے
                      jee han main ap se agree hon agar ap itna time face book ko dete ho forum psoting ko doo to ap lo iss maina cha bonus bana sakte ho jis ko bad main ap tardign main use ekr ke achi earning asni se ekr sakoo ge
                      gi han bhai jaan hum ko facebook par time zaya kary nay ki bajay forex par dey na chaye aur isay learn kar na chaye aur faida uthana chaye takay wo isay profit kama saky
                      • #701 Collapse

                        daer ap nae bahot hi a6e threed ki ha facebook pae time wast karne se to bhter ha hum kuc earning kar lae forex ki trde ko dae kae
                        • #702 Collapse

                          facebook pr time jo log zia krty hen in k lea aik forex trading pr work krna ziada behtar ha ku k social website ap k lea waqt aur time dono ka zia ha jo ap ki skill ko khtm kr deta ha is lea ap ko chea k ap forex trading pr waqt kren jis sy ap ki learning k sath sath ap ki achi earning b ho ge aur ap ki skill b din ba din developed hun ge
                          • #703 Collapse

                            aj kal to log facebook ko aise use kar rahe hain jaise wash room ko use karte hain facebook internet pe sab se zyada istamal honey wali site hai behtar to ye hai k hum jo time facebook ko detay hain hu forex ko dein takay achi tarah earning kar sakay
                            • #704 Collapse

                              aap na drust farmaya haa aaap ki bat main dum ha ka facebook pa time zaya krna sa behter ha ka hum is forum pa beth ka posts k r lia krian is s ahamin kafe faa bhe hu gaa aap ko ya jan ka khushi hu ge kaa aap ko earn bhe hu gaa is sa
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #705 Collapse

                                Hamare han bhot se log apna time waste kar date han like facebook ko use kar ke agar wohi time wo trading ko dain to wo is se bhot zaida profit earn kar sakte han.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X