leverage
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    forex trading main agar hum leverage kam rakh kar trading karen gay to humari trading bohat safe ho sakti hay so humay chahiey keh forex trading main kam say kam leverage use karen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      bhai ap ny margin ka word tu suna ho ga os ka taluq leveragek sath hota hai jitna leverage zeyda ho ga otna he margin bhe kam ho ga es liye jub jun margin ko zeyda rakhna chahty hain hmain leverage ko kam karna ho ga
      • #138 Collapse

        market main leverage jis say hum nay kaam ko krna hota hai yehi sub say zada zarori hota hai laikin in kay sath main ye kafi zada option main majood hota hai jis tara say ye 1:20 1:30 1:40 1:50 1:200 tak is ki limit hai jis main ye account ki leverage ko hum set kr saqty hain or kum bonus say b zada big trades ko order ko open kr saqty hain free margin ki kafi effect hota hai
        • #139 Collapse

          is forex main trade karny k liye experience hasil karna ho ga aur pahr hi hum sucess hon gay aur lot size ko mange kar k hi trade karni ho gi ta k acha earn karein aur phar hi hum market main success hon ga
          • #140 Collapse

            forex trading account ki agar hum kam say kam leverage ko use karty huway kam karen gay to humari trading achi hoit hay kyun keh agar hum esmain ziada leverage kay account ko use karen gay to es chakar main humari trading main loss bhi ho sakta hya aur humay chahiey keh esmain kam say kam lalach karen kyun keh lalach main loss ka risk bohat ziada hota hay
            • #141 Collapse

              forex ma hum ko chahy k agar aap k pass kam lot hay to aap is sa b earning kir skta hay our achahy porfit hasl kir skta hay agar aap k pass kam leverage hay to aap chay k aap kam lot hi lgay
              • #142 Collapse

                bhai hmara jo leverage hota hai wo aik trha se hmari invest ka level hoat hai or jub hum kahty hain k es main aghr hum panleverage zeyda lgaty hain tu hmain risk ka factor zeyda ho jta hai es ka mtlab yah hota hai k hmain trading main risk hona he hota hai maghr hum yah kahty hain k aghr kam leverage set karty hain tu hmain los ki sorat main loss kam ho ga or high main aghr loss hota hai tu zeyda he hona hai
                • #143 Collapse

                  hanji bahi jan levreg ek brokar ha sa qarz lany ko hum levreg kahty ha ya zada krny lany ssa bhai jan hum is par zada trade lga skty ha levrege kam lena he bahter ha
                  • #144 Collapse

                    Dear leverage wo hai jis sy hm agr hamra keverafe ziada haii to ham zjada lot lga sakty hain agr hmara leverage kam haii to kam lot lga sakty hain
                    • #145 Collapse

                      agar hum leverge ko use kartyy huwy trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hy kyun keh humary pas bohat achi option hoti hay keh kam balance kay sath he hum market main trade kar sakty hay aur humay chahiey keh darmyani leverage use karen
                      • #146 Collapse

                        bhai leverage broker ki traf se amount hota hai jo hum ny set karni hoti hai or jitna kam leverage hoga otna he hmain loss kam hoga or risk kam ho ga or jitna he levergae zeyda ho ga otna he hmain faida ho ga
                        • #147 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: msarr پيغام ديکھيے
                          Dosto mujhe leverage kay baray mai janna hai main pichle ek mahinay se forex pey practice ker raha hon demo account pey main ne bohat se post parhi iss forum mai jiss mai loog kehte hai kam leverage pey kam nuqsaan hota hai or account safe rehta hai or zyada leverage pey zyda loss hota hai yeh kiss tarah jaise example main ne euro/usd pey order place kia 0.01 lot size pey or meri leverage 1:1000 hai ab market agar 10 pip mere against gai -1$ hua nuqsaan or agar 10 pips mere haq mai gai to 1$ profit hua to iss mai zyada loss ya profit kaise hua jab kay 1:100 ki leverage pey bhi yeh profit ya loss show ho ga
                          Leverage usko kehty hain k jab hamain profit ya loss hoga to wo kis hisab sy hoga ec liye leverage kehty hain or hamary bonus walay account ka leverage 1:50 hota hai
                          FRD 07 TRADING JOURNAL
                          • #148 Collapse

                            kam zeyda leverage ka mtlab yah hota hai k hum aik andazy k sath bat karty hain k aghr hmain loss ho jay tu hmain loss akm ho or jub hum low leverage main seting karty hain tab loss hony par kam hota hai or zeyda leerge main zeyda loss hota hai
                            • #149 Collapse

                              hamain is forex main kam leverage rakh k hi trade karni ho gi aur lot of size ko kam rakh k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur markt main emotion ko kabo main rakh k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur earning ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                hamain leverage ko kam rakh k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gy aur hmain markt main is k up aur down ko dekh k hi hum sucess hon gay aur hamain market main trend ko mind main rakh k hi hum sucess hon gay ta k loss kam ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X