New york session ki kuch kabil treen khasusiyaat
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New york session ki kuch kabil treen khasusiyaat
    pehle chand hour me london session k sath overlapping ki wajah se market me teezi ziada hoti hai.
    * shuru k chand ghanto me aksar eham noiyat ki khabren release hoti hain jo k market pr asar andaaz hoti hain.
    * jumma k din dupehar k waqt market sust hoti hai kyun k london market pehle hi band ho chuki hoti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes dear ap ki information buht achi hai aqp ki baat sahi hai jese hi london session khatam hota hai new york session start hota hai or us$ ki ahm news release hoti hain jis ki waja se market ki movement buht ziada ho jaati hai
    • #3 Collapse

      gee bhai ap ki information thek ho ge aor hmein in chezon ka khyal krna he ta keh trading mein bhtre ae aor apni trading mein smjhdari say kam kr kay erning ley skein market kay timing hmsha zhn mein rkha krein
       
      • #4 Collapse

        baat ye hay kay maine jab new trading seekhi thi maine uss time mei gold mei trading shru ki thai maine kuch din kamaya phr gold ki samaj he nahe arahi thi socho kuch ho kuch jata bohat loss keya esliye chorr diya gold
        • #5 Collapse

          dear forex trading mai boht se sessions work kar rahe haina ur sab he koi na koi khasusuyaat hain jin ki mutabik wo session kam karte jhain ap ko chahiye k es ko smjh k aur seekh k karain...
          • #6 Collapse

            asalam o alikum pyare dosto forex trading bohot hi fyde wala kam hai magar apko proper sekhna pare ga is ke bad ap is main paise bana sakte hain agar ap khod invest nahi kar sakte to ap form posting kar ke b kama sakte hain kise ki b bat ko ya signal ko sonne se pahle ap khod apni knowledge se ap dafa check kar len
            • #7 Collapse

              g bhai forex mein jb bhi new york session shuru hota hai to market bohat ziyada tez hojaati hai aur dono hi side pe market move kardena start kardeti hai.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                gee bhai hmein apne forex trading mein new york session mein acha trading krne ko milta he aur hm apne trading mein es session ke khasosiat ko ache trah se smjhein aur apne trading new york session mein kr ka profit hasil krein
                 

                اب آن لائن

                Working...
                X