Control Emotion

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    main samjhta hoon ke forx trading ke business main apne emotion ko control karna bht hi muskil kaam hai aur ap emotion tab hote hain jab ap ap ko koi profit nahi ho raha hota hai tu ap emotion ho kar ya tu ap wrong trade open kar dete ho ya phir ap big lot se trade open kar dete ho jis ki waja se ap ko loss hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      ap ko trading karte waqt apne Control Emotion karna ho ga is ka begar ap trading nae kar sakte ager zara bh is ma emotion ho jao ga ap kabi is ma trading nae kar sakte ap ko ya kam bore lage la ager ap apne emotion ko controle karo ga too ap is kam ko enjoye karo ga
      • #48 Collapse

        yaar mujhy sy pic to open nai hoi but ya khta hun k forex main ameer hony ka koi short cut nai hy khudara aap isy slow hi krin tab hi aap kisi manzil py pohanch sakin gy jab aap bary lot size sy trading krty hian to aap ko yahan sy loss hi ohta hy
        • #49 Collapse

          aam admi jab kisi trade ko aik dam brhta hoa dekhta hai to foran jazbat main aa kar is main ziada say ziada trade karnay ki koshish karta h lekin har trade ka aik saturation level hota hai jis k bad woh neechay ki janib aati hai lihaza aadmi ko jazbat kay sath sath haqeeqat ko bhi mad e nazar rakhna chahiey
          • #50 Collapse

            dear app apni emotion ko control karke trade kare to app loss kam karke profit kar sakte hai agar app sabar se apni emotion ko control karke lalach ko control karke trade kare to jarur kamyb ho sakte ha
            • #51 Collapse

              esa boht sy trader hain jo achi khsai earning krty hain hr mnth is business lkn jb wo apny emotions pr control ni kr paty to wo bht brda risk bhi utha lety hain or apni sari investment kho bethty hain is lye is business ko emotions jesy dushman sy duur rkhna chahiye
              • #52 Collapse

                Forex me emotion par control karna easy he nahe hota ha balky ap is me sirf loss par he control kar sakty ha q k forex me ager ap experience k sath our mind k sath forex ko use kary to ap ko forex me loss to hota ha liken utna nahe hota ha jitna forex me ap o emotion me a kar forex me ap our trading kary.
                • #53 Collapse

                  Jee han bhai forex trading business bohot risky field hai . or is me zara si bhi galti ki gunjaish nahi hoti agar ap ne galti ki to ho sakta hai ke is ki waja se app ko bohoot nuksan uthana par jay , is liy forex trading business me greed or emotions par kaboo rakhna chahiy .
                  • #54 Collapse

                    Salam Friends, ;) You should learn this fact, that if you want to be successful here and wants to be professional here than you must have to control your emotions, because it had a very awful impact on your trading besides this you should have patience and have to avoid greed and shortcuts.
                    • #55 Collapse

                      yes brother emotions par control karna to waqi bohat zaruri ahi .. ap nay bilkul theak kaha .. mai aik baat add karna chaho ga k agr in case ap ko trading mai loss ho aur ap apne emotions kho do to ap ko loss bajaye decrease hone k barhta jaye ga .. to is par qaboo rakhen har cheez waqt k sath sath hi milti hai
                      • #56 Collapse

                        ye boht i important bt hai dear k emotions ko apny control rakhna zrori hai forex trading men ni to ap boht bra loss kr skty hai sirf is wja sy i k hm kbi boht emotional ho k glt trade b kr skty hain or phr afsos hoga hmain
                        • #57 Collapse

                          well professional life mein apko emtions per controll rakhna bohat zaroori hai apko emotions show nahi karney chahiyeh kisii bhi haal mein aur greedyness ko apney andar sey khatam karna bohat zaroori hai agar app successfull hona chahatey hain to
                           
                          • #58 Collapse

                            emotions controlling is the main thing and i think we can earn money and if we do not trade with greed and i think we are here to earn money and money can come to us and we can make money and only we need to control our emotions and i think we are here to make money and i think we can make money but with hard work and only we need to control if we want to trade much money from forex business
                            • #59 Collapse

                              forex trading aik aisa business hy jis mein ager ap emotional ho k trading karty hen to ap ko is mein loss hota hy is mein mind ko fresh kar k hi trading karni chahye aur sabr k sath trading karni chahye kio k is mein ye hi zarori hota hy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                well professional life mein apko emtions per controll rakhna bohat zaroori hai apko emotions show nahi karney chahiyeh kisii bhi haal mein aur greedyness ko apney andar sey khatam karna bohat zaroori hai agar app successfull hona chahatey hain to
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X