Control Emotion

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #256 Collapse

    Emotionall honay say kuch nahi hota app koo hoo sakhta hy agali dafa best performance daynay ka moooka milayy..
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #257 Collapse

      Is liyaa bar bar karnay say kam main improve hota jatya hyy.orr sikhnay koo bi boht kuch milta hy is forexx parr soo iss liyaa try try againn.
         
      • #258 Collapse

        Mahnat kabi zaya nahi jatii. Orr try try again karnay say hi app improve kar sakhtay hoo app nay work and knowledge koo.
         
        • #259 Collapse

          forex me trading ke time trader ko chaiye ke wo apne emotion ko control kare aur mind ko fresh rakhe koi tention yea emotion me trade nahi kare aur nahi trade ke time kopi jald bazxi kare to achcha hai.
          • #260 Collapse

            Yes dear you are right and i agree with your concept and ye mary sath bohat bar hoa hay kay small lot size pay may profit get kar raha hota hon but jub bhi big lot size say trade karta hon to emotions may aa kar loss ki taraf chala jata hon so i suggest you all that we should work with small lot size and according to our account
            • #261 Collapse

              g brother hamain apne emotions ko control mein rakhna chahiye forex per aur mere kyaal mein hamain thori c income se satisfy hona chahiye aur raaton raat ameer hone ka nahi sochna chahiye q k forex per vohi successful hotay hain jo hardwork kartay hain.
              • #262 Collapse

                G haan bhai aap nay bht he ache screenshots share ke hain. Is say hamain pta chlta hai k forex mai 1 din mai ameer hony ka koe concept ni hai. Agar aap nay forex mai successful hona hai to aapko apnay emotions ko control mai rkhna hoga ta k aap loss mai na jao
                • #263 Collapse

                  bhai aap ke images show nahi ho rahe hain lekin aap ka thread me samajh gaya hon forex me wahi insaan kamyabi paa sakta hai jis ko is business ki knowledge and experienced ho warna is me sabar ke bina kamyabi namumkin hai
                  • #264 Collapse

                    Bhai hummay hamesha apnay emotions ko control mein rakhna hota hai q k yay forex jesi field mein apkay dushman jesa kam karta hai aur issay apka man forex mein aur dosray kamon mein nahi lagta
                    • #265 Collapse

                      well ji haan forex busniess mai ye karna ahoga k khud k emotions ko control man rakhnaa hoga akyun k forex busnies smain greed and emotions k aja se hum lose kar ty hai isliye is donu ko control karnaa hoga humein
                      • #266 Collapse

                        jee han main ap se agree hon forex trading main kamybi ke lye ap ko proepr learning ke sath ap ko practice bi kerni ho gi then hi ap iss main kamyb ho ker acha profit le skoo ge orr kamyb bi ho jao ge
                        • #267 Collapse

                          I expect if we avoid to try the emotions we can fail in the forex trading byplay and we cannot await the success in the forex, so requirement to skillfulness the emotions to garner lots of money, and it is actual that we cannot lush over a period, we tally to endeavor for a extendable indication and wait for success.
                          • #268 Collapse

                            jee ha sir ma apki baat pay agree krta ho ham jab forex pay trading start krtay ha to hamay apnay emotions par control rakni chahiye takay ham ak acha profit hasil kr saky agar ap emtiions ko control nai krtay ha to apko loss bhi ho sakta ha qk foreex ma ham jatna ziada coll mind ho kr kam krtay ha uthna hi pprofit hota ha
                            • #269 Collapse

                              forex trading kai time hum ko appna emotion ko proper control kar kai trading karne chahiya.kabi kabar emotion ke waja say be forex main loss hojata hai.positive thinking or positive strategy say emotion ko easyly control karsakte hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #270 Collapse

                                ji han forex trading mai hamy chahiye kai ham apny emotion ko control rakhy koinkay forex mai profit kai sath sath loss bhi hota hain to ese liye emotion kai bajai patience say work kary

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X