Control Emotion

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    g han bhai men apki bat se agree krta hun hamen chahiye k ham apny Emotion ko control men rakhen taak ham big loss ka samna na krna par jy jab hamen apny emotions per control krna aa gya tab ham achy trader bn jygy qn k agr ham se hamary emotion control nhi hon gy to ham buhat si ghaltian kren gy jin se ham ko loss hoga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      well my dear friend, jahan tak aap kay images ke baat hay to wo show nahi ho rahay hain lekin jahan tak aap kay emotions ko control karnay ke baat aur aik din main ameer honay ke baat hay to yahan pay wohi successful ho sakta hay jo consistently work karta hay aur koi jald bazi say kaam nahi leta hay...
      • #168 Collapse

        hum jis mahool main rehtay hain Wahan Lalach Kot Kot kar bhara huaa hai Asal main ye Sab Taleem ki kami ki waja say hai Dekhain naa k kiss tarah har banday ko Zyada Say zyada chahiyee,main Samajhtaa hon K insaan ko Thoray par Guzaraa karnaa Chahiyee,or Karobaar main eek jaiz munafa Milay Tou Accept karnaa Chahiyee iss Tarah,Forex main bhi aisay he hotaa hai har Trader ye chahtaa hai k zyada say zyada profit earn Kar loun magar beginer level Par ye sara Sar nuksaan ka sabaab ban saktaa hai,ye Sab Say Pehla Factor hai jisay hum lalach bhi kehtay hain baki saray emotions isi main say nikaltay hain
        Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
        • #169 Collapse

          Forex mein sab se zayada zaroori hai k hum apne jazbaat per qaabu rakhen kyun k koi b trader apne emotions k basis per ek kamyaab trading nahi kar pata kyun k is ki yeh wajah hai k trading ek aisa kaam jo bande ko apne mind se karni chahiye naa ke emotions kyun k emotional ho kar aap kabhi acha decision nahi le payen ge apni trading se related is lye mind se trading karna best hai.
          • #170 Collapse

            bhai aap nay baten to bhot he aci ki hain lekin is me meray khyal me ek trader he ka zyada faida hai aur wohi trader he yaha pay zyada learn k ar k earn karta hai aur yaha pay ek trader he hame samjh sakta hai.....
            • #171 Collapse

              Forex trading mae jokoi bhi apnay emotions ko controll nahi karega wo khud he apna nuqsaan karega, apnay feeling or emotions kocontroll kertay howay dimagh kay saath trading kerni higi taa kay loss se bach sakein.
              • #172 Collapse

                forex main apnay emotion ko control main rakh kr hi kamyabi mil sakti hai ap is main zeada emotinal na ho k mian yeh kr lon ga yeh kr lon ga pata nahi hota hai is kam main kia se kia ho jata hai
                • #173 Collapse

                  g forex ma apko emotion ak side pa rakh k kam karna ho ga nhe to ap trade nahe kar sukty ku k is ma bht profit k sth sth kahe zyada loss be ha jb ap itna zyada profit bnta dakhtian hain to ap emotional ho jaty hain jo k agy trade krna ma muksan da sabt hota ha
                  • #174 Collapse

                    bhi g apany bhot hi achi bat khai hay forex trading amy ham ko kabhi apany ap ko lalacha may nhi karna chay ham ko apany emotion ko control karna chay agar ham forex trading may apany emotion ko control nhi kary gay bhi g ham na to froex may kamyab ho skaty hay or na hi ham ko is may sikh sakty hay
                    • #175 Collapse

                      Bahi yeh mat soch karo ik hi din may may ameer ho jaga ik din may jo successful life dekna chata hi who is lost walay image ko dekay our sochay k ik din say acha hai poray month hi koi na kam lo thora ho but uper mazdoor ko deka kar hi profit kiya karo
                      • #176 Collapse

                        emotions ap ka forex me sb sy bara dushman hota ha agar ap is ko sath rakh kar apny kam me profit lana chahye gy to ap galat kar rahy hongy ap ko apny emotions ko side per rakh kar apna kaam karna ho ga
                        • #177 Collapse

                          humesha short term k hisaab se trade lagao aur usko long term pe lejaou is mien emotionless banday bhut kamyaab hoshakta hayn
                          • #178 Collapse

                            jab ham forex men trading kerty hain ot hamain loss per or profit per emotion buhat aty hainjin ko control kerna bbhi difficult ho jata hai or is tarah hamain forex men is per qabo kerna buhat zarori hota hai.
                            • #179 Collapse

                              jee janab , bilkul theek kaha apny kay hamain forex trading business main apny emotions ko control karna chahiye . isliye mery khayal main forex trading business main trading karty huy hamain apny emotions ko control kar kay achi trading karni chahiye .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                bhi ji trading kam aik aisy chiz ko kaihty hai jis kai andr na to gusy kai andr kam ho skta hai ur na laluch ur na hii emoton agr hamary andr emotion ho to hum ko us ko controle krna pary ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X