Control Emotion

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #586 Collapse

    g hn ye to bohat he zarore hy kun k jb ap emotionl hoty ho to ap ko es me kafe zead loss hota hay to me ap ko es se rokont ga k apko es se bachna hy to tab he ap ko es se faida hoga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #587 Collapse

      Gee bahai sahab bilkul theak kha hy forex trading main emotions ko control main rakhna chaye take loss sy bacha ja sake
       
      • #588 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: hamza786
        Bilkul theek kaha hai apney .. humein chahye k hum thora thoray profit se apni earning start krein zada ki lalach humein loss ki taraf ley ja skti hai
        beother in sab lics ma.kya tha q k sath jo attachment thi wo ab show nhi ho rhi hai kehta hai file delete kr di gaw hai tu ma bhi dkehna chata hon hwlp plz kya tha ye
        • #589 Collapse

          emotions per control rakh kar he market me ham age barh sakte hain agar forex ke business me ham apne emotions per qaboo rakh len to hamari is business me earning bohta tezi ke sath barhne lag sakti hain or losses bhi kam ho jate hain .
          • #590 Collapse

            jee haan dear forex mein kuch log aisy bhi hoty hain jin ko zyaadaa jaldi nahi hoti aur wo aaraam se apni mehnat kaa phal haasil hotaa huaa dekhty hain
            • #591 Collapse

              Ge han dear forex trading main hum jab bhe emotional hon gy tab he koi ghalt fesla karyn gy our us sy loss ho ga is liay apny emotions ko control main rakhna bohat zarori hy
              • #592 Collapse

                G han app ne sahi kaha ha hmen is business me emotions par cnatrol krna chahe kyun k ye aik asa business ha jis me hm emotions k sath kam karty hain tu hm is business me loss kar skaty hain isi liye hmen emotions k sath kam nahi krna chahe kabhi bhi
                • #593 Collapse

                  According my opinion forex is a high risky business and we have to do this business with a good money management and have to follow a good business plane and try to Control Emotion in this business .
                  • #594 Collapse

                    forex trading main huamain ziyda emotional nahain hona chaiyeh bulkay ager humaain koee earning ahsil hoti hai to huamain isay berdasht ker layani chaiyeh ziyda emotiona ho ker tade nahain keri chai.
                    • #595 Collapse

                      Assalam-o-Allkum ap ke bat bilkul theek ha kay forex ke trading ha ya koi bhe trading ap ko apny Mind ko control main rakh kar kam kia tu ap buhat earn kar sakty hain aur buhat he easy ap ko feel ho ga aur koi nuqsan bhe nai ho sakta ha
                      • #596 Collapse

                        Aslam o alikum janab mere khayal me forex trading me emotions ki wajha se hame loss be ho sakta hai iss liye emotion ko control karna must hai
                        • #597 Collapse

                          forex trading mean profit b bohat ha or loss b bohat ha or is mean chote si mistake sy b loss ho skta ha is leay trading humesha fresh mind sy kry or emotional ko control kr k trading krna chaey is tarah ap loss sy bach skty hean
                          • #598 Collapse

                            Gee bahai sahab bilkul theak kga hy k forex trading main hame apne emotions ko control main ralhna chahye nh to ham is ki waja sy bht loss kha sakte hn jis ki waja sy account wash ho sakta hy
                             
                            • #599 Collapse

                              Sir forex may apko apne emotion ko controle kerna ye bohat hi zaroori hai ye aik bohat hi achi baat hai ager is par koi amal ker lay to wo jaldi kamyab ho sakta hai apko loss ho ya profit apko chahiye kay ap apne emotion ko controle kare
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #600 Collapse

                                jo ya ha apna kam karne me bohat sa amount lagata hai wo kamyab nahi yaha wo kamyab hi jo is kam apni sarai effort lagae kue k is me wo log ziada kamyab hi jo trade karne ka dang jante hii aur sub he is me khoob kama rahe ahi

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X