Kiya forex me haar manna sahi ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1111 Collapse

    trading forex aik risky business hay yaha profit to hota hay par is say zada loss hojta hay profit wo trader he hasil karty hay jo trading kay rules ko follow karty hay agr ap ko loss hojta hay to ap dakho kay ap nay kay mistakes kee hay next ap in say bachou haar kabi bee nhe manni chahiy .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1112 Collapse

      G nhi har insan ko cahye k wo dishart na ho aur forex trading mein haar ko maan kar forex trading ko choorna nhi cahye balke forex trading mein aur mehnat aur hardwork karna ho ga aur forex trading mein kabhi bhi dishart nhi hona cahye aur mehnat aur lagan se forex trading ko learn karna ho ga is se hum kaamzab ho sakty han
      • #1113 Collapse

        agar kisi ko lagta hai k wo is business ko sahi tarah se nahi kar sakta ya usay acha trade karna nahi aa raha to phir woh agar isay leave karna chahta hai to uski marzi aur mere khayal se bhi usay is business ko aisi situation mein chor dena chahiye.
         
        • #1114 Collapse

           
          • #1115 Collapse

             
            • #1116 Collapse

              forex mein haarr manna bilkul be thek ni hai qkay insan ki life mein utar charhao ata rhta hai lekin usy apni life sy mayoos ni hona chahye usy chahye kay jo galtian us nay pehly ki hain wo again aisi galtio ko na duhraye aur ache trding krny ki try kry.
              • #1117 Collapse

                dear brother forex is a business and in business you can gain much profit and on the other hand can got big loss but you do not have to be lose by heart, you have to try again again , one day you will got your regards
                • #1118 Collapse

                  user ager ap ko forex me loss ho jay to ap ko himat nahi harna chahye aor ap ko apni galtio se seekhna chahye aor next time better planning key sath kam karna chahye ta key ap achay trader ban sakey aor ap ko ma disheart be nahi hona chahye ku kye ye business hi aor is profit aor los to hota to hi
                  • #1119 Collapse

                    Dekhain har manney aur ghaltiyon ko accept krney main farq hota hy. Agar aap haar man jayen gey to is ka matlab hy keh aap disappoint ho gaye hain aur disappointment mana hy. Is key elawa agar aap apni mistakes ko accept karain gey to is ka matlab hy keh aap brave hain aur aap ney apni mistakes ko accept kia hy. Be brave and dont be disappointed.
                     
                    • #1120 Collapse

                      forex mai agar app ko samjh ni aa rahi hai to pahley ya to app es ko sekh lo ya phir app es work ko chor he do warna ap apni sari money wast kar do gy loss kar kar k forex mai
                      • #1121 Collapse

                        Har manana belkul bhe sahi nahi ha hamaim mehnat karni chahiye forex ko sekhna chahiye agar koi loss bhe hota ha to us se hamain sabaq sekna chahiye takay agay hamain faida ho.
                        • #1122 Collapse

                          forex trading kabusiness eak easa business he ke jis mien app ko kabhi haar nahin manna chiye kiun ke aksar log galat trade laga kar noqsan karte hien to vo phir haar man lite hien unhien himat nahien har ni chaye
                          • #1123 Collapse

                            nhe dear aisa nhe karna chaiey hum forex say haar nhe maan sakte hai kiu k is say best or acha busieness mai nhe samjta hu k humay mil sakta hai bas is mai mehnat karni parti hai daily basis per agr apki trading skill ache hoge tw ap theak say earn b kar sakte hai
                            • #1124 Collapse

                              a.salam.bhai hum forex main kbi har ni mani chyie .khub hard work kar k maynat sy kam karna chyie agr ap ko losss ho bjata tu ap zayda maynat karny aur apna loss profit main change karny.aur zayda knowledge n exprince k sath kam karny aur bht sa profit earn karny.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1125 Collapse

                                Haar manna to kamzor honey ki symbol hy. Jo log mehnat sey kam krtey hain woh kabhi bhi haar nahi mantey. Jeet aur haar to hr business main hota hy. Aaj haar hoi hy to kal jeet bhi ho sakti hy. Kabhi bhi disappoint na hon aur apni efforts ko continue rakhain, buhat jald aap ko kamyabi miley gi. Luck ki bajaye mehnat par depend karna chaheye.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X