Kiya forex me haar manna sahi ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    dears,tarde koi b ho loss hota ha or loss ka bad haar manna thk ha agar ap haar nai mannty to ap ma challenge ko pura karny ma weak ha to haar ,mann kar hamy muqabla karna chahye.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      mere khayal me nahi krni chahiye agar ap ki investment jo ap ne trading account me ki h khatam ho gai h, to sab se best hal ye h k Forex forums par ham posting kr k bonus hasil kr sakte hain or har month k bad apne trading k account me us bonus ko trading kr k enjoy kr sakte hain.
      • #108 Collapse

        nai g forex mein hi kya kisi bi cheez mein ap haar na mano agr ap ke pas enough knowledge and enough experience a jaye is mein to eik din ap is mein buht achi trading kar skte ho
         
        • #109 Collapse

          Humai zindagi kay har mor par haar nai mann ni chahiye bal kay himat or bravery say muskil ka samna karna chahiye.Aik successful trader ki aik khoobi ye b ha kay wo haar nai manta us kay mutalik search karta ha.
          • #110 Collapse

            no bro forex main aap ko full of confidence k saath trading karni chahiye phir he aap ko profit hota hia aur aap ko iss main kabhi bhi haar nhi manni chaiye aur sab se barh kar over confidence bhi nhi hona chahiye iss se bhi loss hota hia.
            • #111 Collapse

              friend forex aik reall business hai jis men loss profit dono sath sath chlta hai tu har mane ke tu koe bat muje smajh nahi aati jab humen pata hai k profit k sath loss bhi hai tu phir har aur jeet k tu koe sawal he nahi peda hona chye ye mere hesab se
              • #112 Collapse

                ha..g bikul sahi h ais men koi shaq ni ha but hamen dubara sub koch start krna ho ga jise hamen har chiz ki inform hoti rahe
                • #113 Collapse

                  bahi jan ham jo bi kam karty ha hamy pahly zaror loss hota ha as lay hamy darna ni chahy hamy profit bi ho sakta ha haae manna sahi ni ha as lay hamy treading kaly zayda say zyada exeperic ki zarort ha haar ki ni
                  • #114 Collapse

                    Loosing any thing in the life is not good you have to fight till the end of the way and then if things goes wrong then you have to be in the position to decide.
                     
                    • #115 Collapse

                      ni dear ye sai ni hai kisi bhi business me success hasil karne k lea apko thora time tu lgta hai is lea is me bhi apko wait karna chaea or continously effort karte rehna chaea ye ak best online job hai sab k lea.
                      • #116 Collapse

                        nahi forex men har manna theek nahi he agar loss ho jata he to dobara try karen or mehnat karty rahen aik din zaroor achy trader bun jayn gy, or achi earning kar skayn gy,
                        • #117 Collapse

                          nhi app ko haar nhi manni chahye hai bal k ager app ko loss bhi ho jata hai tou is ko cover karnay ki koshish kren yehe app k liye acha ho ga q k her kaaam mai pehle losss he hota hai us k baaad he app ko profit milta hai is liye haar nhi man`ni hi a
                           
                          • #118 Collapse

                            ASSALAM O ALIKUM MERAY PIARAY BHAI baat ye hay kay forex main haar nahe manna chaheye kun kay jab hum mehnat kartay hain to hamen profit bhi hota hay har mannay say aap disappoint hojatay hain har business say .....
                            • #119 Collapse

                              naio ham ko haar nai manyi chaye hai forex me ager ham los kerty hai to ham ko apna loss jo howa hai us ka nai sichna chaye hai ham o us ki mistakes ko find out ker k sammnny lana chaye hai ta k ham again na kery wo ghalti...
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                ji nahi janab bilkul bhi anhi mere khayal se kisi bhi business main haar manana boht gahlat baat hai balke kamyaab insaan wohi ahi jo ke apni galtion se seekhta hai aur forex main bhi kuch aisa hi hai ke insaan ager losss main jae to us ko chahye woh achi practise kare phir tarding karain to yakeenan woh kamyaab ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X