Kiya forex me haar manna sahi ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #541 Collapse

    Forex me haar billkul nahi manni chaye app q haar manna chatay hain app sub se phelay is dmeo account par practice kare app dekhay market kis trahan move karti hai me kitnay level par trading karon k mujhay agar loss ho bhi dubara recover hojaye aur account ko bhi kuch na ho bs trading kam se kam lagaye bs is trahan app profit bhi kartay rahay ge .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #542 Collapse

      nai asa nai karna chaya koi b kam ho jab ap is ko suro karo is ma kabi b ap ko haar nai manai chaya esi tarha forex ma nb ap ko ager ak bag loss ho to ap ko haar nai mani chaya dobara koshish karni chaya.
      • #543 Collapse

        no i don't think so k is business main haar manna theek ho ga kiu k ya ik boht he interesting business hai agr is main hm ik bar loss kha rahy hain to possible hai hm next trade main ik acha profit bna k ik acha income bna ly
         
        • #544 Collapse

          g nahi humen forex k buisness mein kabi b haar ni maan leni chahiye balkay humen chahye k ham apni koshish ko continue rakhen aur phir humen zaroor kamyabi mil jaye gi is buisness k zariye say
          • #545 Collapse

            haar mannay sey kisi bhi field mein success nai hoti, you may lose once , twice, but remember that each time you lose you earn something... if not monetary .... then EXPERIANCE !!!
            • #546 Collapse

              forex main kia ap ko to kisi bhi field main haar nhi manni chye q k ye life hai aur is main ups and down chalty rehty hain agr ap ko loss ho gya hai forex main to is main tension ki kia baat hai ap ko chye k is ko dobaar start kry aur apni galtiyon pe foucs kry
               
              • #547 Collapse

                forex haar jeet khail ka hissa hota hy. haar jana alag baat hy but haar maan lena buzdili hy. haar manny ki bajay dat kr muqabla krna behtar hy.
                • #548 Collapse

                  i do not think so that we should hold our veto i am conversation around in optimistic sentience not unfavorable discernment similar if you strike your negative as in benevolent ship and you acquire from your amount and then you do not retell your mistakes again and make then it think you should let your defeat in this signification so i think money making is very easy but we have to work hard.
                  • #549 Collapse

                    forex main har man lana acha na hota ha is ki wajah yh hoti ha keh jab tk forex main shaih lerning aor experience na bna lain gy to is main kuch hath na ata ha sahih earning tb hoti ha jab is main experience acha ho ga aor phir market earning dy ga
                    • #550 Collapse

                      g nai mra bhai forex ma har manna sahi nai han q ka is sa apko hi loss hota han r forex sa apko achi earning b ho sakti han r bht faida b hota han
                      • #551 Collapse

                        janab forex mein to kia life mein he haar nahi maanni chahiye hai hamesha koshish kartay rehna chahiye hai jo log koshish karte hain unko he kamyabi haasil hoti hai jjo log aik baar he main haar maan jaye to aisay logon ko losers kaha jata hai aur aisay logo ki business mein koi jagah nahi hai kiun ke business mein to loss zaroori hote hain
                        • #552 Collapse

                          yeh tu ap par depend karta hai aur apki mehnat par kuch log forex mein first time hi loss hone k baad haar maan jate hain aur kcuh log haar nahi mante balke mehnat kar ke forex mein successful trader bane ki koshish karte haion mujhe bhi pehle first time forex mein bohat loss howa tha magar meine haar nahi mani aur din raat mehnat karta raha aur aaj mehnat rang le aayi mein ap forex par daily acha profit earn kar leta hon loss bhi hota hai kabhi kabhi magar earning ziada hoti hai.
                          • #553 Collapse

                            well janb mai yahi kahnga k forex busnies mai khabi b haar nahi mana chayh kyun k forex busniess ek achaa bsuiness hain agr hum is mai mehnat kary gey then hum is man achaa kama skaty hain
                            • #554 Collapse

                              Dear member Zindagi kay kisi b field may kabi b haar nahi manni chaya or Forex trading may toh kabi b nahi.Kahty hain Garty hain Shasawar hi medany jang may woh tifl ki gary jo gutno kay bal chaly.es liya agr forex trading may loss b hojay toh haar na many or nahy jazbay kay saht trading start kary.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #555 Collapse

                                nahi dear is mein aisa nahi karna hota hy is mein hum ko khob mehnat karna hoti hy is mein jab tak hum kamyab tarder nahi ban jaty hen tab tak is mein hum ko mehnat sy work akrty rehna hota hy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X