loser ko winner banana saktay ho

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1186 Collapse

    forex trading main agar humay loss ho raha hay to humay es waja say pareshan nahi hona chahiey bs humay chahiey keh apni kamzorio ko theak karen kyun keh kamzorio ko theak kar nay say he humari trading achi aur kamyab ho sakti hay aur humay esmain sabar say kam karna chahiey aur galti kam say kam karni chahiey ye knnowledge enahce kar kay kar sakty hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1187 Collapse

      Forex trading main aik hary hovy trader ko aik kamyab trader banya ja sakta hy usko sahee sahee guide kr k aur usko forex trading ka mokaml knowledge aue experience dy k ,baqi filhal to main khud is business ko seekh raha hon
      • #1188 Collapse

        bhai i m osrry main tu abhi es qabil nahi hun k main kisi ko achi trha guide kar skta hun main khud abhi learning kar raha hun forex trading main tu learning kbhiu bhi complete nahi ho skti hai es main har roz har trador yahi smjhta hai k abhi hmain kuj nahi pta hai or hmari aopni learning abhi bhi jari rakhni chahye forex trading main khud he achi trading karna bhi bohat chi bat hai
        • #1189 Collapse

          is ma jo log humat har jaty ha ow is ma loser bna jaty ha our agr ow is ma kamyab hona cahty ha to un ko cahay kay is ma parctice kary is ma mahnat kary our is ma klnowlged hasil kary to aik loser winer bn sakta ha our isma hum nhe harne cahay
          • #1190 Collapse

            ha g q nhe agr ow kad winner bnan caht ha to hum is ko bna sakty ha our is ma kamyb honay kay liay is ma mahnat our hardwarking karne cahay our is ma knowlged hasil karne cahay our is ma apne mstak sa seekna cahay our bagr mstak kay tarding karne cahay to aik loser be winner bna sakta ha
            • #1191 Collapse

              agar hum forex trading main hamesha profit earn karna chahty hay to humay chahiey keh esmain learning ziada karen kyun keh learning karnay say he humari trading achi ho sakti hay aur humay chahiey keh esmain sahi say focus karen kyun keh focus karnay say he faida hota ahy
              • #1192 Collapse

                merey bhi loser ka winner ban,na koi na mumkin bat naheen .men ney is madan men men ky loser winner bantey dakhey hen. loser khud agar himmat na harey to win kar sakta.pehley market key trend ko samjhey risk or money management ko kam men laey small lot laga kar trade open karey kamyab ha.
                • #1193 Collapse

                  Jab aapko market Mein trade Lagate Huye loss ho jata hai to aap isko recover karne ki sabse Pehle Ek plan banate hain yeah plan aapka indicator par depend karta hai Joker aapko earning karne mein aapki bahut help karta hai
                  • #1194 Collapse

                    bhai main babhi es qabil nahi howa hun main tu khud es ko abhi sikh rha hun or main abhi khud yah smjhnta hun k mujhy or boht kuj sikhny ki zaroart hai or main apko ayh kahata hun k main abhi khud ko itna qabil nahi manata or yah such hai
                    • #1195 Collapse

                      dear members forex main kafi say bhot say losser nazar ayegy apko main tu yahi kahogi k aaaapko chaiey k agar aaaap winar banna chahte hain tu apko lazmi 1 baaat ka khayal rakna hain k apko demo accoutn pay bhot he mehnat karni hain jaaaab tak aaap demo pay mehnat nhe kaere gy tu lazmi baaat hain k aaaaap kabi b achy winer nhe ban skte hin
                      • #1196 Collapse

                        Dear brother app indicators ki setting ka tareeqa mery threads ma ja ky deekh saktay hy and baki apny loss sy ghabrana nahi chahiye balky apni ghalti and loss sy seekheen na ky disheart ho jaaye
                        • #1197 Collapse

                          G agr new trader ko loss hota hy aur is loss se bachna cahty han tu forex trading business mein mehnat aur hard work karna ho ga aur mehnat aur hard work kar k forex trading business mein knowledge aur experience hasil Karain knowledge aur experience hasil kar k forex trading business mein profit earn kar saktay han
                          • #1198 Collapse

                            Yeh aik bohut technical kam hai jo har kisi ke bas ki baat hai. Aik haray hoay trader ko aik winning strategy koi expertienced trader hi de sakta hai. Aur us level tak pohnchnay ke lie bohut reserach aur mehnat karnay ki zrurat ho gi. Lekin mehnat se sab kuch ho sakta hai is lie hamain chahie ke mehnat jari rakhain is field main, kamyabi kadam choomay gi.
                            • #1199 Collapse

                              bhia pehli baat to ye hn jo log stretigy dengey vo kabih bih kamyab trader ni hongey jo aur jo stretigy bana sakta hn vo kabhi bhi apko ni dega isko simpel alfaz me batao to ye hn ke jo trader hota hn vo famous ni hota aur jo famous hota v o trader ni hota :)
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1200 Collapse

                                dear brother hary hoy trader ko winner banana koe mushkil kam to ni hay, sab sy important baat yeh hy kay us hary hoy trader ko khud apni mistakes explore karni hon ge ky us ke kin mistakes ke waja say wo hara hy bs wo mistakes dobara repeat na kry

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X