leverage ki tareef

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    leverage ki tareef
    levarage ksy kehty hain aur ye trading kaha use huti hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Leverage se murad aik trah se token ya advance money hoti hai suppose ager aap 1:200 ke leverage se trade ker rahay hain tou matlab yeh hua k aap 1 dollar se 200 hundred ke value ke chiz mein trade ker rahay hain aur aap 200 hundred products buy ya sell ker saktay hain.
    • #3 Collapse

      forex trading main leverage ki boht importance hoti hay agr ap k pass km investment hay or ap zada bry lot size pr trading karna chahty ho to ap ko leverage zada bri kr deni chahye lakin agr es main ap ko loss ho jata hay to ap ka account balance zero bhe ho sakta hay leverage ki saholat ap ko brooker deta hay es ko advance money bhe kha ja sakta hay
      • #4 Collapse

        main leverage ke bare main zayda tu nahi janta but aise hota hai ke ager ap 1:1000 ka leverage rakhte hain tu ap kam se kam cent ki lot se zayda se zayda profit kama sakte hain aur jin ke pass kam amount hota hai wo bhi trading kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Thanks fellows for sharing your tips and experiences with reference to leverage. It is well worth and helpful for new comers in this Forex business. So, keep going and continue updating your tips and techniques to help us for successful Forex business.
          • #6 Collapse

            bhai levrg ki mada se ap un chezn par bhi trade kar skte hain jo k ap ki approch se bahir hnm levrg broker ki traf se help hai jis ki madad se ap smaal acount se bari tardes laga skte hain
            • #7 Collapse

              Asaan lafzoun Main leverage wo Ammount hota hai jo Broker hamray Account main Shamil kartaa hai k hum Market main buying Kar Sakain magar leverage Ka ye maqsaad nahin K Broker Ki MArzi K orders lagain Gy.. ho Ge Ap Ki he marzi instaforex main ap leverage Change bhi Kar Saktay hain
              Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
              • #8 Collapse

                ap k pass km investment hay or ap zada bry lot size pr trading karna chahty ho to ap ko leverage zada bri kr deni chahye lakin agr es main aise hota hai ke ager ap 1:1000 ka leverage rakhte hain tu ap kam se kam cent ki lot se zayda se zayda profit kama sakte hain aur jin ke pass kam
                • #9 Collapse

                  dear brother leverage hai jab humzaida bari trade open karte hain to humk pass agr bohat acha invest ho to hum is main trade open kar sakty hain zaida big agr ya is main zaida use hoti hai
                  • #10 Collapse

                    well my dear friend, mein to abhe forex trading main new hun aur forex ko study kar raha hun aur isko understand karnay ke koshish kar raha hun, leverage kay baray main to mujhay koi information nahi hay, aap ki iss thread kay through mein bhe iss kay baray main apni knowledge gain kar sakun ga...
                    • #11 Collapse

                      Yes g ha sir forex me ap trading he leverage par karty ha our is me ap jitna bi kam ho ap is me leverage use kary q k is me ap ko big loss nahe hona chaye q k is me ager ap ko big loss ho jata ha to ap k account loss me he ap full bonus loss ho jatay ha jis sy ap our forex me pir trading nahe kar sakty ha.
                      • #12 Collapse

                        trading main leverage ki boht importance hoti hay agr ap k pass km investment hay or ap zada bry lot size pr trading karna chahty ho to ap ko leverage zada bri kr deni chahye
                         
                        • #13 Collapse

                          Dear sory mai ic barey mai abi tak nai jant hoon k yeh kiya hy or ic mai kiya kerna houta hy ic mai tamam chezon ki information hy tuo koi share krey
                          • #14 Collapse

                            Leverage gunjaesh ke barha ne ko kehte hen yani ap agar $100 se currency market me business karna chahen to nhi kar sakte Q ke ap $100 se kia khareeden ge aur kia bechen ge, lekin forex me ap ko broker ap ke investment amount ke X100 se X500 tak ka business karne ka moqa deta he jis se ap ziyada buying aue selling kar sakte hen aur ziyada profit earn kar sakte hen.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              ap ko leverage zada bri kr deni chahye lakin agr es main ap ko loss ho jata hay to ap ka account balance zero bhe ho sakta hay.leverage ka matlab yeah hota hain kay ap kam say kam bhi investment kay sath achi trading ker saktay hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X