strategy kia hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #451 Collapse

    jab hum trade main kam karty hain to humain is main stratgy ko use kar kay kam karna ho ga ta kay humain market main achi earning hasil ho skay humain practice kar kay kam karna hoga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #452 Collapse

      Forex trading ma humen trade krny ky leay jo chezen important hen un ma strategy second number py hai ist apko planning krni chye isi hisab sy goal aor target set kren usky bad ap apni strategy bnain ky yeh goal kesy achieve krna hai is ma take profit stop loss support and resistence sub chezen ati hen
      • #453 Collapse

        Strategy ya planning aik method hota hy jis key mutabiq hum ney trading krna ho gi. Hr kam ko karney ka koi tareeqa hota hy. Is tarah without planning key trading nahi krni chaheye aur trading sey pehlay aik target set kr lena chaheye aur jab yeh target poora ho jaye to trades close kr deni chaheyen.
         
        • #454 Collapse

          Jab aap pehlay sey decide kr letay han keh aap ney kitna profit ley kar stop krna hy aur kitney loss kye bad stop krna hy to is ko strategy kehtay hain. Strategy main hum profit ko increase krney aur loss ko decrease krney ka sochtey hain aur planning kartey hain keh kis tarah sey trading ki jaye.
          • #455 Collapse

            strategy asal main aik tool hai jiss base per ham trading main zyda confident hoty hai . or main yah b kaho to worng na ho ga k strategy aik planning hai next trade k successful hony ki . is her banda apny strategy banany main laga hua hai or her banda yah b smajhta hai k ap ki strategy jitney effective ho gy result utna zyda ayin ga. or ham yah b janty hai k forex main blindly enter hona bohat naqsan dah hota hai
            • #456 Collapse

              bhaj stratrgy banny k liay apko us pair k bary m maloom hona chahye aur pta hona chahye k sell ya buy q kr rhy hain phir uski trend ko daikho aur news ko daikho phir limit set kro sell ya buy ki isko startergy kehty hain
              • #457 Collapse

                Jab hum trading sey pehlay profit aur loss ka aik target set krtey hain aur phir usi key mutabiq kam kartey hain to is ko strategy kehtay hain. Aik successful trader planning ya strategy sey trading karta hy aur is key baghair koi decision nahi leta. Hamain bhi pehlay planning krni chaheye aur phir kam karna chaheye.
                 
                • #458 Collapse

                  Is forex main him jab bi is forex main invest kar k trade karein gay aur jab him plane kar k kam karein gay ta k hamain is main loss kam ho him is main invest ko satretgy kahty hain
                  • #459 Collapse

                    staregy aik trading method ha koi bi trading apny trading method men se kisi aik khas method ko choose kar leta ha aur us ko follow kar k trading karta ha jo k strategy kehlata ha mostly trader kisi na kisi strategy ko follow kar rhy hoty han.
                    • #460 Collapse

                      bhai agar ap koi strategy chahty han to price actioon trading strategy ko use karen aur brake out ko trade karen its best trading strategy aur is ko bestween the trenb use karna ha kisi bi top ki sorat men uyse nhe karna kabi bi market ko
                      • #461 Collapse

                        Ap jab insta forex trading account main trading ker rehy hain tou apko best earning ky liay best stretigies ko apni trading main apply kerna chahiay jesa ky kuch log robot trading ker ky time bhi save kerty hain aur forex sy earning bhi ker lety hain kuch log scalping ker ky earning kerty hain so apko bhi trading ki koi na koi stretigy apnani chahiay
                        • #462 Collapse

                          strategy kisi bi business ko run krne aur os mn traqi krne kly zarori hota hy k ap oski koi plaing kren jab tak ap planing ni kren gy traqi ni kr saken gy ese hi forex k business mn jan tak ap planing ni kren gy traqi ni kr sakte ho
                          • #463 Collapse

                            stratgy ko use karna ho ga to humain is main hard work kar kay kam karnna ho ga jis say humain achi earning hasil ho sakay stratgy ko use kar kay practice kar kay kam karn aho ga
                            • #464 Collapse

                              well dekhein agar ap new hein tou apki strategy ye honi chahiye k ap demo pr apna ziada time dein kiuyunki jb tak ap practice ni krengy tou trading ni seekh payengy aur market ki moves pr zara ghour krein aur thori thori amount se trading krein ek dum se ziada mt invest krein risks ka khatra hota hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #465 Collapse

                                i think strategy har business keliye zaroori hoti hey aur hamko chahiye ke hum jo bhi kam karen uskeliye aik achi strategy rakhen aur achey ki umeed rakhen so forex mein bhi hamen aik achi strategy ke sath kam karna chahiye then hum is main kamiyab ho saktey hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X